bam-e-rafaqat ke deewane hum, wo pareshan karta hai...-[gair maju= disbalanced]
[husn-e-butaan=lover as statuue of love] [baam-e-rafaqat=responsibility towards love] dikhta hai maahtaab me, kabhi taab e aaftaab me rang dikha ke apne hume, hairaan karta hai dard ki hikayatein humari sunta nahi bachkani si apni bate, suboho shaam karta hai hota chot ka andaza humari , usko kyu akhir nahi tareefein jo gairo ki wo sare aam karta hai kya faayda socho aise ishq ka jara sa jo maut ke saye me, har shaam palta hai faisla har unka dil se mana hai magar na-insaafi kabhi kabhi, dilo jaan karta hai sawal-e-vasl pe batein idhar udhar ki karna duniya se jane kyun itna, naatvan darta hai [waqar=prestige] [natwan= weak] badi gahri han khoob usne mohabbat karaai humse, samajh par aata nahi, ki khud humpe kitna marta hai kaun kahta hai hath humare ishq me khali rahe khushiyo.n se na sahi ba-mudaam siskiyon se wo daman to bharta hai- mera daman to bharta hai [mudaam=continually] "amar" 30-sep-2010 thursday