jo hoga wo hokar rahega tu kal ki phikar me tu aaj ki hansi barbad na kar hans marate huye bhi gaata hai, mor nachate huye bhi rota hai ye jindagi ka fanda hai boss, dukho wali raat nind nahi aati, aur kushi wali raat kon sota hai ? labj hi aisi cheej hai, jisake wajah se insan ya to dil me utar jaata hai ya dil se utar jata hai jindaji ke kash me kash me vaise to kaafi busy hun lekin wakt ka bahana bana kar apano ko bhool jaana muze aaj bhi nahi aata jaha yaar na yaad aaye , wo tanahi kis kaam ki bhigade rishte na bane to khudai kiskaam ki beshak apani manjeel tak jaana hai, jaha se apana dost na dikhe wo unchai kis ka am ki nasha mohabbat ka ho, sharab ka ho ya fb/whatsapp ka hosh to dilo me kho jaate hai fark sirf itana hai ki sharab sula deti hai, mohabbat rula deti hai , fb/whatsap p yaaro ki yaad dila deti hai