You are on page 1of 2

Chorus:

F
Sach mere yaar hai, bas wohi pyaar hai,
Dm
Bb F C
Jiske badle mein koi to pyaar de.
F
Baaqi bekaar hai, yaar mere....haan yaar mere....
Verse1:
F
Jis haath mein ik haath hai,
C
F
Us haath ki kya baat hai.
F
Kya manzilein kya faasle,
C
F
Ik humsafar gar saath hai.
Dm
Bb
F
C
Jiski qismat koi yoon sanwaar de;
F
Wo hi dildaar hai, yaar mere.... haan yaar mere....
Chorus:
F
Sach mere yaar hai, bas wohi pyaar hai,
Dm
Bb F C
Jiske badle mein koi to pyaar de.
F
Baaqi bekaar hai, yaar mere....haan yaar mere....
Verse2:
F
Jhoome zameen jhoome gagan,
C
F
Tere liye hoke magan.
F
Khilti rahein khushiyaan teri,
C
F
Mehka rahe dil ka chaman.
Dm
Bb
F
C
Zindagi tujhko aisi bahaar de;
F
Dilki pukaar hai, yaar mere.... haan yaar mere....
Chorus:
F
Sach mere yaar hai, bas wohi pyaar hai,
Dm
Bb F C
Jiske badle mein koi to pyaar de.
F
Baaqi bekaar hai, yaar mere....haan yaar mere....
Verse3:
F
Sunte the hum yeh zindagi,

C
F
Gham aur khushi ka mel hai.
F
Humko magar aaya nazar,
C
F
Yeh zindagi woh khel hai.
Dm
Bb
F
C
Koi sab jeete sab koi haar de;
F
Apni to haar hai, yaar mere..... haan yaar mere....
Chorus (Outro):
F
Sach mere yaar hai, bas wohi pyaar hai,
Dm
Bb F C
Jiske badle mein koi to pyaar de.
F
Baaqi bekaar hai, yaar mere....haan yaar mere....
F
Lal lala lal lala,la la la la..yaar mere haan yaar mere....
Original Scale: Eb major (2 semitones below presented)

You might also like