You are on page 1of 2

Rupee is having a free fall,

Nobody is taking a call.


We have the best of economist and financial experts having all the power,
Where have they gone? Looks as if they have hidden in the bathroom, having a
shower,
When the country got independence in 1947 one rupee was equal to one dollar,
After sixty six years of freedom, in 2013 rupee is trading for 66 in exchange to one
dollar.
Rupee is having a free fall,
Nobody is taking a call.
Oil import has become costly, foreign education even more costlier,
Meeting the both ends is becoming more difficult than earlier,
Food, clothes and shelter is becoming dear and dearer,
Survival has become now difficult, is becoming clear and clearer.
Rupee is having a free fall,
Nobody is taking a call.
Mehgaayi ne aisa kiya hai jaadu
hua adami behaal
khaane khaane ko tarase hai
janta hui hai behaal
mehgaayi ne aisa kiya hai jaadu
mitha ho ya kadwa
sab khane ko tarse
sbjiyo k bhaw hai chad kr bole
daal roti v hui mehgi
hui hai janta behal
mehgaayi ne aisa kiya hai jaadu
cylinder k daam badhte hi jaye
petrol k daam pe na koi lagam
disel ne v apni raftar badhayi
hui janta behaal
mehgaayi ne aisa kiya hai jaadu
das rupey ka note bhuli janta
dudh hua hai paani

kaisi chayi lachari


janta hui hai behal
mehgaayi ne aisa kiya hai jaadu.

Aajkal ye mehangai, aise bol, bol rahi hai,


jise dekhkar mere niche ki zameen dol rahi hai.
lene jaata hoon seb ghar se, aata hoon lekar kela,
kaisi hai ye ulfat mehangai aur kaisa hai ye jhamela.
Aajkal sabziyaan lene mein hi dam nikal jaata,
dekhkar halwaai ki dukaan par mithaai,
main munh mein aaye paani ko hi nigal jaata.
Pahale sochte the ki,
bachchon ki Engineering mein lagenge khoob paise,
aajkal to PRIMARy SCHool mein bhi,
milte hain ADMISSION jaise taise.
Naukri milegi jaise taise,
bahut door ki baat hai PROMOTION.
aajkal to PRIMARY SChool mein hi,

You might also like