You are on page 1of 1

Bala si khubsoorat in aankhon ne sataya hai humko

Aiitbaar karo kal poori raat inhone jagaya hai humko

Suba tha samandar si gehri hoti hai kuch aankhen


Kisi ne pehli baar samandar mein dubaya hai humko

barkat sadiyon se banker khade the hum cheen ki deewar


in aankon ke nazuk issharon ne giraya hai humko

yun to bahane kai bana sakte hai hum teri bazm mein aane ko
par in chamakti aankon ne waapas bulaya hai humko

You might also like