You are on page 1of 1

Sun zaalima mere sanu koi darr na

Ki samjhega zamana
Oh tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishqe da rog seyana
Ishqe da rog seyana
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saanse chalti jidhar
Rahunga bas wahi umrr bhar
Rahunga bas wahi umrr bhar haaye
Jitni haseen ye mulakatein hai
Unse bhi pyari teri baatein hai
Baaton mein teri jo kho jaate hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi haaye
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Zaalima tere ishq ch main
Ho gayi aan kamli haye
Main toh yoon khada kis
Soch mein pada tha
Kaise jee raha tha main deewana
Chupke se aake tune
Dil mein sama ke tune
Chhed diya kaisa ye fasana
Oh muskurana bhi tujhi se sikha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
http://www.lyricsted.com
Aaun na hosh mein main kabhi
Bahon mein hai teri zindagi haaye
Hai nahi tha pata
Ke tujhe maan lunga khuda
Ki teri galliyon mein iss kadar
Aaunga har paher
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saanse chalti jidhar
Rahunga bas wahi umrr bhar
Rahunga bas wahi umrr bhar haaye

You might also like