You are on page 1of 2

Ridawan Lai Gaiyan Ghazi Ty Bhena Be Rida Ho Gaiyan

Teri Lash To Alma Walaya Veerna Kiwain Juda Ho Gayain


Tu Laran Day Layee Paband Sain Jiwain
Asi Ron Day Layee Paband Veerna
Teri Maqtalgah Day Haye Vicho Padaydaran Qaidana Ho Gaiyan
Jina Bawaan Day Utay Sanu Maan Si Baray
O Bawaan Teriyan Leh Gaiyan Veerna
Tu Neher Tay Jaakay Saam Gayoon
Parday Daaran Bay Aasra Ho Gaiyan
Asi Shaam Di Taraf Padal Na Jandiyan
Jai Deen Day Faraz Honday Na Veerna
Tere Gham Vich Ghazi Vekh Laye
Rahwaan Vi Farshay Azaa Ho Gayian
Teri Laash Day Layee Ban gayi nay kafan
Karbal diyaan jeewain mitiyaan nay veerna
Zahra (A.S.) diyaan Jaiyaan day layyee
Bun k mitiyaan aay rida hogyi aan
Ankh Khol Kay Jadon Abid Ne Vekhya
Na Khaimay Saday Raye Na Chadraan Veerna
Ehnu Ghairatan Khaa Laiya Tay
Marzaan Ehdiyan La Daawa Ho Gaiyan

=====================================================
Amma meri amma..
Amma, Amma
Amma ruka na shimr e laeen mere bayn se
sattar(70) qadam thi door ye zainab hussain se
bhai bhai pukarti rahi may
phir bhi khanjar nahi ruka amma
Shimr ne ki phir aisi ghustakhi..
mujhse dekha nahi gaya amma
bhai bhai pukarti rahi mai
phir bhi khanjar nahi ruka amma
1. Tum jo zulfe sawara karti thi
unhi zulfo mein haath tha uska
jahan bose diye the nana ne
usi gardan se khoon tapakta tha
sare shabbir yu uthaye hue
shimr khaime tak aagaya amma
bhai bhai pukarti rahi mai
phir bhi khanjar nahi ruka amma
2. Dekh kar mujhko bayn karte hue
shimr har baar muskarata raha
meri nazro ke saamne zalim
waar ginkar churi chalata raha
haye 13 zarbe thi kund khanjar tha
aur shabbir ka gala amma
bhai bhai pukarti rahi mai
phir bhi khanjar nahi ruka amma
3. Charo janib se gher rakha tha
tere noore nazar ko lashkar ne
teer barsata tha koi uspar
koi patthar se maarta tha
haye ret zakhmo pe wo girata raha
jisko patthar nahi mila amma
bhai bhai pukarti rahi mai
phir bhi khanjar nahi ruka amma
4. Tegh jis dum koi chali uspar
haye abbas kehke roya tha
teer peshani pe laga jis dum
haye asghar zabaan pe aaya tha
haye akbar pukara duniya ne
jab bhi neza koi laga amma
bhai bhai pukarti rahi mai
phir bhi khanjar nahi ruka amma
5. Haye jab chalaya tha shimr ne khanjar
maine aankon se apni dekha tha
haath apne uthake pehlu se
tune sukhe gale pe rakha tha
ungliyan zakhmi hogayi hongi
haath mujhse to naa chupa amma
bhai bhai pukarti rahi mai
phir bhi khanjar nahi ruka amma
6. Aisi nafrat thi unke seeno mein
ye bhi socha na shaam walo ne
deen e islam mein zabiha tak
zibha pyaase nahi kiye jaate
haye teen din se hussain pyaasa hai
ye bhi socha nahi gaya amma
bhai bhai pukarti rahi mai
phir bhi khanjar nahi ruka amma
7. Maa ye zainab se kehti thi akbar
meri aaghosh mein tha sar uska
maine gardan ko katte dekha tha
maine saanso ko rukte dekha tha
haye aakhri baar zere khanjar bhi
maine shabbir se suna amma
bhai bhai pukarti rahi mai
phir bhi khanjar nahi ruka amma
===========================================================

You might also like