You are on page 1of 4

Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar

K, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Dekhu to dekhe jau barabar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar (2)
Hasrat se khud ko kabhi dekhta hu, (2)
Aur dekhta hu kabhi main haram ko,
Hasrat se khudko kabhi dekhta hu,
Aur dekhta hu kabhi main haram ko,
Laya kahan mujhko mera muqaddar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Hamd-E-Khuda se tarr hai zabanein, (2)
Kaano me rass gholti hai azanein,
Hamd-E-Khuda se tarr hai zabanein,
Kaano me rass gholti hai azanein,
Bus ek sada aa rahi hai barabar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Mangi hai maine jitni duaein, (2)
Manzoor hongi, maqbool hongi,
Mangi hai maine jitni duaein,
Manzoor hongi, maqbool hongi,
Kyuki mizab-e-rehbar hai mere sar par, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Kaabe ki ronak Kaabe ka manzar,
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Yaad aagayi jab apni khataein, (2)
Ashkon me dhalne lagi iltijaein,
Yaad aagayi jab apni khataein,
Ashkon me dhalne lagi iltijaein,
Roya gilafe Kaaba pakkar kar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Roya gilafe Kaaba pakkar kar,
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Katre ko jaise samandar samete, (2)
Mujhko mata apne andar samete,
Katre ko jaise samandar samete,
Mujhko mata apne andar samete,
Jaise samete Agosh-E-Madar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Dekhu to dekhe jau barabar,
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Dekha Safa bhi, Marwa bhi dekha, (2)
Rab ke karam ka jalwa bhi dekha
Dekha Safa aur, Marwa bhi dekha,
Rab ke karam ka jalwa bhi dekha
Dekha, (2)
Dekha rawa ek saron ka samandar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Dekhu to dekhe jau barabar,
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Tere karam ki kya baat Maula,
Tere haram ki kya baat Maula,
Taa umrae karde aana muqaddar ,(2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Kaabe ke upar se jaate nahi hai, (2)
Kisko sabak yeh sikhate nahi hai,
Kaabe ke upar se jaate nahi hai,
Kisko sabak yeh sikhate nahi hai,
Kitne moadab hai yeh kabuttar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Kaabe ki ronak Kaabe ka manzar,
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Bheja hai jannat se tujhko Khuda ne, (2)
Chuma hai tujh ko khud Mustafa ne,
Ae Hajr-E-Aswad tera muqaddar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Ae Hajr-E-Aswad tera muqaddar,
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Maula sabhi ore kya chata hai, (2)
Bus magferat ki ataa chata hai,
Bakshish ke talib par apna karam kar, (2)
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
Bakshish ke talib par apna karam kar,
Allah-O-Akbar Allah-O-Akbar
========================

Aye sabz gumbad walay manzoor dua karna...2


Jab waqt naza aaye deedar ata karna
Aye noor khuda aakar, aankhon mein sama jana
Ya dar pe bula lena, ya khuab mein aajana.........2
Aye parda nasheen dil ke, parde mein raha karna
Jab waqt naza aaye dedar ata karna
Aye sabz gumbad walay, manzoor dua karna
Jab waqt naza aaye deedar ata karna
(Mehboob elahi sa, koi na haseen dekha
Yeh shan e hai unki saya bhi nahi dekha)...........2
Allah ha ne saya ko chaha na juda karna
Jab waqt naza aaye deedar ata karna
Aye sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt naza aaye deedar ata karna
Mein qabr andheri mein, ghabraon ga jab tanha
Imdaad ko meri karne, aajana rasool allah........2
Roshan meri turbat ko lillah zara karna
Jab waqt naza aaye, deedar ata karna
Aye sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt naza aaye deedar ata karna
(Mujrim hon jahan bhar ka, mahshar mein bharam rakhna
Ruswa e zamana hon, dozakh se bacha lena)...2
Maqbool dua meri mehboob e khuda karna....2
Jab waqt naza aaye deedar ata karna
Mein qabr andheri mein, ghabraon ga jab tanha
Imdaad ko meri karne, aajana rasool allah
Roshan meri turbat ko lillah zara karna
Jab waqt naza aaye, deedar ata karna
Aye sabz gumbad walay manzoor dua karna
Jab waqt naza aaye deedar ata karna
===========================================

You might also like