You are on page 1of 4

aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaax

xx

@Gul Amna khan ..ap pouch rahy thy/thi k


Allah kaisy ibadat karta hai pak syeda
salwat ki .....Quran ki ayat apky samny hai
jo #syed_naqvi shib ny pesh ki hai .....ab
agr ap aik open mind ky sath souchn aur aik
bar gour say es ayat ki talawat karn tou
apko es ayat mein kahen bhe darood ka lafz
nai mily ga ..aik lafz hai " "ab pakistan
india men es lafz ka trjuma darood kiya jata
hai jo k galt hai ...ap khud Quran pak utha k
parh len kahen bhe darood nai ho ga .ap ko
hamesha pory quran say " """""yehe
alfaz miln gay ab aisi koi hadees nai hai jis
men yeh kaha gya ho k ES lafz ky meaning
darood hai ....ap khud insaaf say souchn
yehe alfaz jb Allah ky liye boly jaty hain tou
moulvi eska tarjuma ibadat aur nimaz karta
hai ..magar yehe alfaaz jab PAk ahl_e_Bait
asws ky liye boly jaty hain tou moulvi eska
tarjuma Darood aur salam karta hai yeh
kahan ka insaf hai ap khud ko MOula
Imam_e_Zamana ajfs ky samny rakh ky
souchn insaaf say tou kya yeh bat sahe
hai .....agr """ "ka tarjuma darood hai tou
jb yeh allah ky liye bola jae ga tb bhe
darood he bola jae ...aur agr es lafz ka
tarjuma nimaz ya ibadat hai tou phr Pak
ahl_e_Bait asws ky liyebhe es lafz ka
tarjuma nimaz ya ibadat karny men kya
Takleef hoti hai ....kon say nabi as ya kon
say Imam asws ny bola ha k Allah ky liye
Ibadat aur Masomeen asws ky liye Darood
boln.....ab yeh bat tou complete ho gae hai .
.ab dosri bat par aen yeh lafz" "esko
Arabic mein dekha jae tou yeh lafz jis mady
YA matrial say bna hua hai wo 2 lafz hain "
" ab eski jo asal ya base hai wo yehe hai

jo alfaaz bhe bany ga es he say bny ga


...aur esi lafz ka he mafhoom rakhy ga apki
information ky liye Aik sunni aalim hain
Muoyiddin ibn Arabi unki book ka nam hai
fatohaat e Maki us men wo likty hain k """ "
ka matlb hai kisi cheez ka tawaaf karna tou
agr es formula say es ki translation karn tou
yeh banti hai "allah aur usky faristy
Mohammad o ahl e Mohammad asws ka
twaaf karty hain aye momino tum bhe enka
tawaaf karo"......aur shia uleema aur sunni
ulema es lafz ka tarjuma ibadat karty hain
tou es ayat ka tarjuma yeh ho ga "allah aur
usky faristy Mohammad o ahl e Mohammad
asws ki ibadat/nimaz karty hain aye
momino tum bhe enka ibadat/nimaz
karo"......
aur ap nimaz aur Darood ka zikar kar rahi
the tou ap ko pta hna chayea k Darood arbi
zuban ka lafz nai hai yeh Turkey zuban ka
lafz hai aur "nimaz" bhe arbi zuban ka lafz
nai hai yeh farsi zuban ka lafz hai ..ye do
alfaaz say mil k bna hai "Nam" aur "Aaz"
nam ka matlb ansuu aur Aaz ka matlb
aag .....iran men aik mazhab parsi hai jis ky
man"ny waly Aag(fire) ky samny beth ky
roty thy aur es ka nam uno ny namaz rakha
yani uka rona unky gunhaoon ko jala da
ga ......ap ko mera chlng hai k kisi aik kitab
say ya kisi aalim say ap sabit kar den k yeh
alfaaz arbi ky hain aur yeh sub baten galt
hain tou jitny paisy ap boln ge utny dun
ga ...aur arbi mein hamesha salat ka he lafz
use hta hai ...ab faisla ap nay khud karna
hai ap ny sawal kiya es waja say apko
jawab da diya ...ap na manen es say muj
koi nuqsan nai ho ga aur agr ap man lti ho
tou mujy kch mil nai jae ga ....kbi tandy
dimagh say souchyea ga ....mujy yaqeen
hai Maaalik Pak ajfs apki madad karn gy
...akir men aik Hadees pesh kar raha hun k
Masomeen asws ny farmaya k Jab WAqt
nai tha tou hum Allah ko sajda karty thy Aur
Ab jab tak waqt rahy ga Allah humen sajda
karta rahy ga ......es ka reffrence apko bd
men baton ga .......
Al ajal YA Waris e khoon e Hussain ajfs

You might also like