You are on page 1of 1

Apne karam ki kara adaayein

Yaara yaara yaara


Mujhko iraade de
Kasamein de, vaade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khaabon ki baarishon ko mausam ke paimaane de
Apne karam ki kara adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sunn raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sunn raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Mazilein ruswaa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye itni si iltajaa
Yeh meri zamaanat hai
Tu meri amaanat hai... Aaaaa...
Apne karam ki kara adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sunn raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Waqt bhi theharaa hai
Kaise kyun yeh hua
Kaash tu aise aaye jaise koi dua
Tu rooh ki rahat hai
Tu meri ibaadat hai...
Apne karam ki kara adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sunn raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Sunn raha hai na tu
Ro raha hoon main
Sunn raha hai na tu
Kyun ro raha hoon main
Yaara

You might also like