You are on page 1of 3

10 Places As Mysterious As The Bermuda Triangle

.. theories

.......
,,,
..

10 Superposition Mountains
Superposition Mountains US State of Arizona ke Pheonix

Aisa bola jata hai san 1800 me Jacob Waitz naamak ek german goldhunter ne yahan pahaadon me ek
bahot bade sone ki khadan ki khoj ki pahaadon ka tabhi se naam Lost Dutchmans Gold Mine pada
hua hai ..aisa kaha jata hai usne marne se kuch din pehle keval ek insaan ko iss khajaane ke bare
me bataya
kai koshishon ke baad bhi aaj tak wo sone ki khaadaan nahi mil saki.kuch log ye bhi bolte hain..ki
jo log sone ki khadaan dundhte hue mar gayeunki aatamaon ka aaj bhi iss pahaadi par saya hai

Americans Indians vishwaas karte hain ki paahaad ki chupi hui gufaon me rehne wale log aaj bhi un
anjaan se logon se iss khajane ki rakshajo pahadon par bahot aage badh jaate hain. America ki mul
jaanjaati apache ke logon ka kehna haiHell yaane Nark ka raasta in pahadiyon me hi kahin hai..

Picchele kuch samai me kuch logon ne yeh bbi dava kia hai ki paadhon par aage badhte hue hue
unhe kisi ne goli maari.kahin ye Jacob Waitz ka bhoot to nahi? Ya fir koi khaajane ka khoji jo logon
ko daraana chahta.agar aap iss jagah par jaana chahte hain to Pheonix Arizona me Apache Junction
par pahonchkar iske bare me pata kar sakte hain. aaiye aba aage badhte hain

Dusri jagah ka naam hai

2. S South Atlantic Anomaly hai ise antriksh ka Bermuda triangle bhi keh
sakte hainSouth Antlantic Anomaly ek aisi jagah ka naam hai,,jahan par prithvi ki aantrik Van Allen
Belt .Prthivi ki satah ke sabse kareeb hoti hai,,,,yah jagah brazil ke tat se bus kuch hi doori par sthit
hai yah jagah satellites aur aircraft me kai samasyaen paida karne ke liye prasiddh hai,,,,jaise ki
unke programs ko band kar dena ya unki functioning ko hi band kar denaHubble Telesocpe yahan
se gujarte hue band ho jati hai aur International Space system yahan se gujarte hue spacewalks ki
scheduling ko avoid karte hain joki din me 5 baar hoti hai.kuch astronauts ne yahan pe tutte hue
tare ko dekhne ka bhi daava kiya hai

Yah sab hota kyon hai aaj tak sammjh nahi ayavaigyanik radition ki athyadhik matra ko iski wagah
maante hain..lekin iske kaam karne ke tarike ko wo bhi aaj tak nahi samjh paye.
3. Lake Anjikuni Teesri jagah ka naam hai Lake Anjikuni

Logon ke gum hone ki khabar to aapse aksar suni hi hogilekin Lake Anjikuni kuch kadam aage badhi
aur poore k poor eek gaon ko hi disappear kar diya .yeh sab November 1930 me hua jab Joe
Labelle naam ka ek shikkaari joki uss gaon ke bare me janta tha.raat me
rukne ke liye wahan pahochaaur wahan pahonchte hi uske hosh ud
gaye,,,na to wahan gaon tha naahi gaon waleaur na hi khaana sab kuch
gayab ho chukka thalabelle ne rcmp (police organisation) ko telegrsph
kiya aur ek investigation shuru huyi jisme paya gaya ki gaon me kum se
kum ek kabra khod ke khali ki gayi thijiseke peeche nishchit taur per kisi
jaanvar ka hath nhi tha,,,iske alava gaon se 300 feet door 7 kutton ki laash
mili thin,,,jinski marne ki wagah khaana na milna tha,,,jabki gaon me khane
ke kai open stores the,,,,kahaani ke kuch alag version disappearance ke
samai.strange lights dekhne ka bhi daava karte hain.wahan par darasl
hua kya aaj tak koi nahi jaan paya

Next Agli jagahxSouthers Nevada USA me stith Secret Military Base hai
Joki Area 51 ke naam se prasiddh hai isko 1947 me Roswell UFO crash
ke baad aliens ki bodies aur udan tashtariyon ka ghar maana jaane laga

Kai aisi theories saamne aayi hain jo kehti hain ki aliens ko aur udan
tashtari ke malwe ko area 51 me le jaya gaya tha jahan pe vaigyanikon ne
aliens ke saath dusri life forms me registaan me meetings tai kin.

Haalanki koi bhi aisi theory sahi saabit nahi ho payi lekin log anumaan
lagate hain ki mausam niyantran , khufiya hathiyaar, time travel aur
teleportation jaisi cheezen iss area me viksit ho rahi hain..kai salon tak
US Govt. Area 51 astitva ko naakaarti rahijab tak US ke Tatkalik
Rashtrapati ne 2013 me iss Area ke astitva ke bare me swikaar nahi kar
liye

5. The Devil Sea.agli jagah hai The Devil Sea isko dragons
triangle ke naam se bhi jaana jaata hai.isko Pacific Ocean ka
Bermuda Triangle bhi bola jaa sakta haikyonki yahan hone
walee ghatnaayen bhikisi bhi prakaar se Bermuda Triangle
se kum nahi hain..kai jaahag aur hawai jahaag yahan pe gum
ho chuke hainek baar 1952 me jaapnsse govt se
investigation ke liye yahan team bheji lekin puri team aur jahaaj
dobara kabhi nahi dekhe gaye .kuch log ise parallel universe
ka gate bhi bolte hain..

You might also like