You are on page 1of 2

Zindagi me koi mejban nahi tha

Pankh nahi the koi udaan nahi tha

Hole hole kdmo se ek pari ki aagman huie

Mano berang aankho me chamkan bharti gayie

Uski har kadam dil-o-dimag pe chhap chhodti gayie

Wo anjan chehra kitna pehchana lag raha tha

Ek pal ka didar zamana lag raha tha

Duniya jahan chhod,usme thhikana lag raha tha

Lekin kismat ko to ye bas fazaana lag raha tha

Lakrio aur man ki khwahisho me ruswayie ho gayie

Jivan me fir se tanhayie ho gayie

Mere sapno ki pari ki bidayie ho gayie

Per bereham zindagi ko itna bhi kam laga

To uski khushyion ki aasuon se bharpayie ho gayie

Patak diya use berehmi se kasyie ne

Ghasit ke mara un khuredar nukile pathro pe

Latad ke rakh diya mere jigar ke tukde ko

Yakin hi nahi tha ki mere sath aisi bewafayie ho gayie

Par Kismat apni karmnisth parishram ke baad bhi

Humare rag rag me basse pyar ko daboch na payee

Sharer kha gyie per ruh ko kharoch na payee.

You might also like