You are on page 1of 2

SwAgat

hai SwAgat Hai VrindAvan mein


New Jersey ke VrindAvan mein
SwAgat hai SwAgat Hai VrindAvan mein
Swagat hai Chinmay Vrindavan mein

Pujya Guruji ne sthal dekhA
VrindAvan kA nAam diyA
Sevakon ne parishram kiya
Ishwar kripa ne sapna Ashram ka poora kiya
SwAgat hai SwAgat Hai VrindAvan mein
Swagat hai Chinmay Vrindavan mein

Krishna kanhaiyyA yahAn dolere
Madhur muraliyA bAjere
Gopi rAs rachAnyere
Dekhke RadhA KrishnA man merA jhoomere
SwAgat

VrindAvan mein ShAnti Hai
VrindAvan mein Anand bhi hai
VrindAvan mein ShAntAnandji hai
Unke Satsang se hi ashram ye dhanya hai
SwAgat

Gurudev ki kripa hum pur rahe
BAlavihar Age badhtA rahe
Dharma Adhyatma me hum ramte rahen
GeetA GyAn sadA jeevan me jeete rahen
SwAgat.





Meaning:

Welcome to Vrindavan in New Jersey. Welcome to Chinmaya
Vrindavan.

Pujya Guruji on viewing this site was inspired to name it
Vrindavan. Volunteers persevered and with Gods grace the
dream of our Ashram became a reality.

Lord Krishna resides here playing his mellifluous flute. Gopis
dance raas in joy and my heart exults on seeing Radha Krishna
here!

Vrindavan is the abode of peace and also joy. Vrindavan is the
abode of our beloved acharya Swami Shantanandji whose
presence and satsang is a blessing for the Ashram.

May Gurudevs grace always be upon us! May Balavihar
progress in great strides! May we always be established in
Dharma and spirituality! May we live the wisdom of Geeta in
our daily lives!

This song has been set to Vrindavana Saranga in honor of the
Vrindavan Ashram.

You might also like