You are on page 1of 1

What is Economics?

Economics is science of scarcity

Use and exchange of scare resources it uses scientific methods to build theories that can help explain the
behaviour of individuals, groups and organisations.

Why scare resources are Exhanged?

Kafi log samajhte Hain Ki economics Ek technical confusing aur bahut hi jyada Ajeeb Sa subject hai lekin
Asal economics Ek accha subject hai ya simply Hamein ye batata hai ki Hum Kaise kam Karte Hain Mein
Hum chizon ko kaise produce Karte Hain Unhe Kaise distribute karte hain aur Unhe kaise use karte hain is
Mein Hamein ye Pata Chalta Hai Ki Kaun Kya Karta Hai kis kya Milta Hai Aur Woh is Ke Sath Kya Karta Hai
ye ek tarha ka social subject hai yeah economy ko chalane Mein Logo ke bich batchit aur Talukat ko zahir
karta hai two Economics ko samajhne ke liye aapka economist Hona zaroori nahi hai Har Koi economics
ka Tajarba Rakhta hai aur har koi is me hisa leta ha ha koi economy me dilchaspi rakhta ha k ye kese kam
karti ha aur ye kese behtar kam kar skti ha aur har kisi me thora sa sense zarur hota ha k wo personally
kese economy me contribute kar skta ha

You might also like