You are on page 1of 1

Meri zindagi sawaari

Mujhko gale lagake


Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake X2

Yaara teri yaari ko


Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan


Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Mere dil ki yeh dua hai


Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye X2

Tere sang jeena yahan


Tere sang mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

You might also like