You are on page 1of 1

Mere khoon e arzoo ko woh samjh rahe hai paani

unhe hosh tak na aaya meri lut gayi jawaani


tujhe pehle hi kaha tha ke yeh har ada hai faani
dil e gham naseem tune meri baat hi na maani

kabhi lab pe aah o naale kabhi dil mein gham ke chaale


ke bada hi sakht nikla yeh maqaam e zindegaani

na uda tu dhokron se meri khaak e kabr zaalim


yehi akhri bachi hai tere hijr ki nishaani

You might also like