You are on page 1of 3

Most

important house for your career through Dashamsha chart in astrology? Secrets of
D10 Chart!!!!

D10 yeh humara dashamsha chart hai..jo hamare profeesional ko


darshata hai...D10 humare profession se jude hone ke karan vastu mein bhi important
chart hai.
Sabse pehle D10 chart banwana hai...aur
dekhna hai ki aab 10th house mein jo rashi hai uska lord kis ghar mein baitha
hai... suppose 10th rashi capricorn hai jiska lord saturn
hai.......aur saturn iss kundali mein baitha hai suppose in 4th
house.....abh 4th se dekhe kya kon kon se profession jude hai...
4th se property; vehicle; construction;
vastu shastra etc judhe hui hai...aur 4th house humare apne ghar se bhi juda
hai...toh yaha ghar ke office se kaam bhi
kar sakte hai ...hume yeh indication mite hai ki hamare karmstan ka
planet agar 4th house se connect hota hai toh ..yeh jatak agar 4th house se related
kaam karta hai toh usse
100 percent life mein uplift milti hai....yeh hum check kar sakte
hai..kissi karan hum koi dusra professsion mein ho..aur uss waqt bech mein kabhi
humne apne profeesion ka
planet jis rasi se connect hai uss rashi ke anusar kabhi kaam kiya hoga
toh usmein humme kaamyabi milti dekhi hogi..
yaha jin logo ka karam ka swami agar 4th
house mein hai toh woh insaan ghar mein baithay apna kaam karta hoga ya kar sakta
hai...in example wale log
apne ghar smein office banate hai ..aur kaambhi karte hai...( check
tje horoscope of those people who are working from their home n are success).

IMPORTANT GHAR
( D10 SE HUM
PROFESSION KE SAB BHAAT DECODE KAR SAKTE HAI )
10th house lord jis ghar mein bhaidh jate hai..woh ghar humare liye
bahut important ho jata hai lifetime ke liya..aur uss house ko hume activate karke
rakhna hai...aur agar hume
iss house activate nahi kiya means utilise nahi kar rahe ho toh hum
kahi na kahi profession mein lack kar rahe honge...

suppose tenth house lord 4th house mein na hoke agar


3rd mein hoga toh-- ...tour n travel
.....commission agent....networking.... marketing se bhi hai. paise kaama sakte
hai....per jabhi aisa lag raha hai iss house se
bahut sare profession hai..toh hum yaha bahut sari cheeje hai
jise dyan rakhna hai hai..jaise uss house mein konsi rashi aa rahi hai...rashi ka
yaha bahut acha role hota hai...
sthir
rasi char rasi dwi sabav
rashi
2-5-8-11
1-4-7-10 3-6-9-12

Suppose 10th house ka lord 3rd house mein hai jaha sthir rasi hai toh
aap aabh kissi ek jagha bhaith kar yani sthir baithe kaam jaise commission agent ka
kaaam kare..waise
hi agar 10th house lord 3rd mein movable rasi (1-4-7-10 ) mein
hai toh usse marketing ka kaam karna chaiye... issi tarah hum D10 se profession
related sab baat decode kar
s akte hai.......
like wise 2nd house se bank account...family business...
5th house......5th
house 10th se 8th hone ke karan in logo ka job/business mein instability bani rahti
hai..toh in logo ko karma bhav
pancham bhav ki activity karni chahiye...yani turant apka kaam 5th house
related karna start kar de (jaise 8th house activiate hoga uss waqt jatak astrology
ka kaam kare) toh
toh acha hai..
agar 6th mein hai toh disease se connected hone
ke karan hospital se jude profession ka kaam...as per studies doctor surgeon..nurse
compunder..ward boy etc
ya lawyer...kyunki yaha profession day to day connected problems
se hai..
wahi agar 7th house se connected hai toh
business kar sakte hai..partnership mein bhi kaam kar sakte ...wife ko bhi involved
kar sakte hai...

agar 8th se connected hai toh yeh jatak apne


kaam ke karan kahi na kahi ditress mein rahta hoga..iske kaam jo hai up n downs
hote rahenge..kyuki 8th house
joh hai energy transformation se connected hai (astrologer works)
Agar 9th house se connected hai toh higher studies ..professor...Dharam
Guru.....private consultant...ban sakte hai

Agar 10th house se connected hai toh IAS ...ADMINISTRATOR...LEVEL


CONNECT WORKS...
Agar 11 (fulfillment of desire ) mein hoga toh bahut hi success
hoga ..jis kaam mein hath dalega successful hoga...yeh logo easily uplift kar jate
hai..
Agar 12 th house se connect hoga toh foreign mein jaa ke business
established kare toh bahut ache....kyunke native place mein major changes aate
rahte hai..

... Kuch business daily basis pe hota hai jahan per


regugar basis per customer chahiye hota hai...aur kuch business regular basis per
nahi hota hai jaise construction bade bade projects jahan
regualar customer se dealing nahi hoti...
yaha humme D10 chart help karegi..suppose koi
jatak ko batana hai ki day to day wala business karna hai...toh ya char rasi se
connect hona chahiye....issi waqt agar koi sthir rashi wale ne
retail ki shop khol li toh woh kudh hi apne dukan se maal nikal nikal
kar kha jayega....

PROFESSION MEIN PERSON KAISE SABHAVKA HOGA (ATTITUDE KAISA HOGA)


1-5-9.......ACTION 2-6-10........PRATICAL
3-7-11 INTELLECTUAL 4-8-12 EMOTIONAL

Agar 10th house lord jis rashi mein hai agar woh 4-8-12
se connected hoga toh woh emotional hoga aur apna kaam (karma) emotiona level per
kar raha hoga...uske jitne bhi profession related kaam
practical aur intellectual per kam aur emotional level
per jayada honge..wahi 3-7-11 hoga toh apni intellectual ko jayda use karke kaam
karta hoga...waise hi 1-5-9 hoga toh ek raja ke jaise action aur authority
ke sath kaam kar rahe honge (orderly)....aur agar 2-6-10
hone toh practical level ke sath...
JAB KOI JATAK APNE PROFESSION KO IMPROVE KARTA HAI TOH WOH KAHI
NA KAHI VASTU KA BHI HELP LETA HAI
1-5-9.......FIERY 2-6-10........EARTHY 3-
7-11 AIRY 4-8-12
Suppose 10th lord 4th number rasi mein baitha hai...aur
4th number rasi cancer ka ( element ) tatva hai watery..toh watery sign hone ke
karan..toh iss jatak ko jahan kaam kar raha hai waha watery element disturb
na ho.....wahi agar 3-7-11 element hoga toh air element
disturb nahi hona chahiye.....YANI AIR ELEMENT HO...HUMNE DEKHA HAI BAHUT LOG AISA
OFFICE SELECT KAR LETE HAI JAHAN
VENTILIATION NAHI HOTI HAI....TOH USKA KAAM DHAB WAHI HO
JATA HAI.....

D10 CHART SE HUMME KONSA DIETIES (DEVTA) HAMARE KARMO


SE JHUDA HAI WOH PATA KAR SAKTE HAI AUR HUM USS DEVTA KO
POWERFUL KARTE HAI YA USS DEVTA KE SATH JUDTE HAI TOH WAHA
PER BHI APNE AAP KO EXCEL (UTTAM ../UPGRADE) KARTA PAYENGE

You might also like