dad - jab mene pucha apne yaar se ki kisse lagta hai tujko sabse jyada dar
to usne kha ki ek hi wo insaan hai
jisne kiye hai uspe sitam jo deta hai usko dimagi jakham mai nhi janta ki dusre kya kehte hai unko mere to wo hai dad jinhone bjaya hai mera din raat hi band maana ki wo hai noto or credit cards ki khadan par aab muje lagta hai ki muje join karni pdegi koi dukan tab mene use samjaya ki soch na esa mere yaar tere dad se jyada koi nhi karta hai tujse pyar dont think tumhare dad ne kiya hai tujpe sitam unhi ne to tuje chla shikhaya tha or thoda tha tumhari nakabliyat ka bharam.