(curtain up we see a healthy women is doing pranayama by default
she is a yoga instructor.during breath in she opened eyes during breath out out she used her lips)
bhaari: breath out with lips making sound bhrumm….
( suddenly a rich couple comes to join yoga classes husband age 40
and fat guy with her wife is 24 year beautiful gorgeous and bhaari is silently listening their conversation ) Prince (husband) : yeh tum mujh kaha le ja rhi ho mujh nahi karna Koi yoga chaiye toh tum karlo. Cherry : chalo na jaanu yoga karna sa tum fit hojaoga aur waisa bhi Tum itna mota hogaya ho ki tum koi pant fit nahi aati Aadha time tumha towel main hi rehna padta hai. Prince : yeh towel wali baat yaha bolna ki kya jarrorat thi koi sun Sun leta toh . Cherry (loud): yaha koi nahi . Bhaari : kisna kaha yaha koi ….yaha main hu (both of them shock) Prince (shockingly) : tum kon ho? Bhaari (happily): main bhaari …. (both the couple started laughing) Bhaari: aap log hass kyu rha hai ? Prince : who kya hai na tumhara naam tumhara personality ko Shobha deta hai . bhaari…..hahahahhaha Bhaari(angrily): agar jyada bola na toh sobha ka saath saath ek…ta Laat bhi milega … Cheery : chalo janu yeh toh haath pai pa utar aaya huma nahi Sikhna yaha yoga Bhaari: rukiya rukiya sir aap toh customer hai hamara aur hamara Yaha customer ko bhagwan kaha jata hai….. ( both of them feeling happy) Bhaari : aur toh aur sir aap dikhna main bhi laadu jaisa ho … Prince(loud): kya matlab hai tumhara Bhaari(smile):yehi ki sir aap cute ho laadu ki tarah .jaisa laadu gol Gol cute dikhta hai waisa sir Prince: oh aisa kya . Cheery : yeh sab chodiya yeh baatiya ki yehkab tak fit hojayenga Bhaari(casually): pata nahi Cheery : oo hello pata nahi ka kya matlab hota . Bhaari : pata nahi ka matlab pata nahi ….. Cheery(irritated): ooo…lekin yeh fit aur active hojayenga na …mujh Inki motapa ko lekar baadi takleef uthani padti Hai . Bhaari (making face): takleef uthani padti hai toh shaadi karna time yeh tumha kaha sa salman khan lag raha tha …aur waisa bhi tumhara paati paati kaam aur halwai jyada lagta hai. Cheery: oooh god… who sab chodo yeh batato ki tum insa kon kon Sa Yoga Karwaoga. Bhaari : yeh hui na kuch baat …ji sabsa phela hum insa paad aasan Karwayenga . Prince: paad aasan…. Cherry: u mean to say padmasan……right Bhaari: no …wrong …mera matlab paad aasan hi tha (both of them shockingly ask) Both (loud): yeh kaisa aasan hai Bhaari : ji yeh aasan main hum inka bum nicha zameen pa rakhenga Aur inka paat zor zor sa dabayenga aur insa kahenga jitna Paad sakta hai paada uska baat inko nichod ka aap ko Dedenga . jissa yeh fit hojayenga Cheery: yak yeh kaisa aasan hai….uska baad yeh fit hojayenga Bhaari : yeh paad aasan hai kyu inki body main paad ka alawa hai hi Kya….. prince : aur pranayama nahi karaoga Bhaari: pagal tumsa pranayama karwana bohat riski hai .saas leta Samay tum samna wala ko nighal gaya toh .unki Responsibility kon lega …isliya no pranayama Prince : yeh sab chodo fees kya logo ? Bhaari: ek aasan ka 10 lakh agar ussa jyada hua toh aapki saari Property . Prince : kuch discount nahi mil sakta Bhaari: discount main chalo phir aadhi property de dena bas khush Cheery: chaliye yaha sa mujh yeh yoga instructor kuch thik nahi Lag rahi hai Prince : chalo chalo … Bhaari: sunno ek minute ruko ( removing knife) ek baar jo koi idhar Aajata hai dobaara yaha sa nahi jata hai aab jo bhi tumhara Paas hai chalo pura khali karo jaldi sa Prince: ab aaya ootha phaad ka nicha ( bhaari shocked ) Bhaari :matlab ? Prince : main hu kalachoki police station ka incharge inspector Prince . Cheery: aur main hu sub.inspector cheery bhot dino sa hum Tumhara intezaar kar raha tha aur aaj jaka haath aaya ho prince: bhot paad aasan karana ka shock hai na jail main chalo beta tumsa paad aasan karayenga bhaari: time please….kuch le deka matter close kar sakta hai kya accha ek minute ….woh dekho…. ( bhaari remove his hand and run behind him prince and cheery also ran)