You are on page 1of 1

Karunga brag mene kamaya hai

Karunga brag tere kya ja rha hai


karunga brag mene ukhada hai
karunga brag mene hi apne ko shhara dilaya hai

kisne kha ki sapne dekhno ko sabko izzazat hai


izzzut unko jo unhe pura
kar ne liye kar jate bagwaat hai
aur jo na kar sake un sab par lanat hai

yeh banda kabhi bhi harr nahi man ne vala


yeh banda bhokta nahi dharne vala
tera bhai na bhane dene vala
phekta nahi jeet se galo par chate chipkane vala

gali ho ya sher har jagah hai rap


chut achut ka kam karna hai yeh gap
social issues ko jhatkate aur
karte khali saiya ke sath dab

mujhe bilkul pasand nahi log nag hai


dusro ko dabane valo ke liye jwaab hai
galat karne valo ko karna ab rakh hai
mein bhot hard na tiktok ka koi awara star hai

You might also like