You are on page 1of 1

SCRIPT

Yha par upasthit sabhi chatron aur adyapikaon ko shubh Prabhat

Aaj hum sasb milke is shubh avsar par aapke smaksh ek sabha pratut karne jaa rhe hai jiska shirshak
hai “Aaj ko savarna hai, kal ko nikharna hai”

Ab mere dost Shasshank aur Akshita aaj ke shirshak ka varnan karenge (Priyansh)

Specchhhhhhhhh - Shashank

Speeechhhhhhhh - Akshita

Ab mai adeola,aadya Kaushik aur priyansh ko yha hindi Kavita sunane ke liye aamantrit karna chahta
hun jiska shirshak hai “Koshish Karne walon ki kabhi haar nahi hoti” jiske kavi hai SHRI SOHAN LAL
DWIVEDI lekin uske pehle mai Arav ko yha amantrit karna chahta hun jo humein kavi ke baare mein
thoda bataenge (Arnav)

Kavi Speech – ARAV

Poem – Priyansh, Adeola, Adya Kaushik

Ab hum kuch Samachar sunenge jo mere dost Tanmay aur Aarav humare saamne prastut karenge
(Priyansh)

News – Tanmay and Arav

Antt mai main Aditya ko Varshik Vishay ke baarien mein charcha karne ke liye amantrit karta hun
(Arnav)

Annual Theme Speech – Aditya

“Zindagi savarne ko to zindagi padi hain, vo lamha savar lo Jahan zindagi khadi hai” iss Uddhharan ke
saath hum aaj ke iss sabha ka ant karte hai. Iss Sabha ko dhairya se sunne ke liye appka dhanyavaad.

Abb mai Vinita mam ko amantrit karna chahta hun iss sabha ke baarein mein bolne ke liye (Priyansh)

DHANYAVAAD!!!!!! (Priyansh & Arnav)

You might also like