You are on page 1of 3

VMA (Variable Moving Average)

 Shorter timeframe me view banane ke liye 10-15 ya intraday me v ek view banane ke


liye hm VMA ka use karte hai.
 Agar 1M ka view hai to sirf Day timeframe ko dekhyenge baki nahi dekhyenge.
 Jab bhi hame 1M ke liye trade karna ho (future hedge,option buy,case) toh hm 20VMA
ka use kana hai.
 Shorter timeframe me varibale price kafi importante hota hai,waise hi variable moving
average (vma) bhi kafi important hota hai.
 VMA ek aisi indecator hai jo Avwap ki tarh accumulstion zone me flate ho jati hai,
 baki flate ni hote wo karv nahi bante jiske karan iski accuracy kafi high hoti hai or easly
break nahi hota hai.

Extream wave :-
 5 VMA high ka use karna hai
 Extream bullish zone
 5vmah ka use sirf buy me karna hai
 Sell me sirf resistance ka kaam karta hai

Extream support (for shorter timeframe):-


 5VMA Low ka use karna hai
 Extream bearish zone
 Sell side
 BB Blast ke confermation ke liye v ham iska use karte hai

5VMA High

Buy Zone

SL

 Jab bhi chart reading karni ho, Day timeframe pe ja kar check karna hai,agar indexes down trend me hai,
toh hme sirf down trend ki trade lena hai , or uptrende me hai toh sirf uptrend ka trade lena hai.
 Trade ya toh support ke pass leynge ya resistance ke pass.
 Average ke pass liya gaya trade sabse achha mana jata hai.
 Shorter timeframe me support or resistance ke pass liya gaya trade best hai.

There are two type of support and resistance :-

1. Dynamic Support & Resistance :- Dynmeic support & resistance use kahte hai jo time ke according
change hota ho. Ex-moving average,vwap,avwap

2. Static support & resistance:- static support and resistance use kaha jata hai jo time ke according
change nahi hota ho. Ex-previous support and previous resistance,doubal top,double bottom etc

 There is no descipline in Mr. Market.


 Market dynamic hai, or market ke dynamic ke according apne aap ko change karna
hi trading hai.
Jab bhi koi stock day timeframe pe 15/20 din sustain
karne lage or vma flate ho, hme buy karna hai or sl vma ke
niche.

Entry 5,VMA,H

Entry

SL 20,VMA/pre close ke niche

 VMA agar chote timeframe (15m, 10m) me bhi flate ho jata hai,ye badhiyan result deta
hai
 Price agar vma ke upar sustain karne lage toh udd ja trade bhi bana dega .
 Investment me accuracy kafi high ho jati hai, isme jada sl sutting nahi hogi.
 Chart agar weekly hai toh kafi achha result ye de sakta hai, ya secod entry point jo entry
chuk gaye hai wo de sakta hai.
 Positionl trade tabhi leynge jab price vma ke upar hoga sl vma k niche, avwap ka support
milta hai that is great.
 Avwap ke sath bhi trand confermation ke liye vma ka use kar sakte hai.
 Jab bhi hame trade plane banana ho 1/2 din ya intraday ke liye hme day timeframe
dekhna hai, day timeframe dekhne ke baad, hme dekhna hai hourly time frame ya chote
time frame (15m,10m) pe kya ho raha hai or agar up down ho raha hai, toh hme day
timeframe ka support or resistance ka use karna hai.
 Variable/avwap/conversion ka 200DMA/bollinger band ka lower band ho waha pe ek
baar trand reverse ho sakta hai day timeframe pe.

You might also like