You are on page 1of 1

Namaste Mei aaj Pandit Jawaharlal Nehru ke baare mei bolthi hu.

Pandit jawaharlaal Nehru ka janm chaudah november attaraso navasi ko elahabad


mei haua tha.

unki peta ka naam Motilaal Nehru tha. Vo ek pramukh vakhil tha.

unki maata ka naam swaroop rani Nehru tha.

unho ne England se kanoon mei apni degree li aur barister ke roop may Bharat
lowt aayaa.

-----------------------------------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------------------------------------
------

Pandit Jawaharlaal Nehru ne jalian walabagh ghatana ke baad Bharat ke kilauf


Aangrejo se ladne ki

kasam Khayee Hai.

Nehru ji ne pahale "Homerule Aandholan" may baagh liya.

Mahatma Gandhi ke saat desh ki Aajadi ke Aandholan may shamil huyee aur kayee
baar jail gayee.

-----------------------------------------------------------------------------------
-----------------------------------------------------------------------------------
-----

pandhra August unniso ---- ko Bharat ko swthantrata milne ke baad Nehru ji


Swathantra rashtra ke

pratham pradhan mantri baane.

Jawaharlaal Nehru Bachho se bahut pyaar karthe the. Bachhe unhe pyaar se
chacha Nehru kahtethe.

Har saal chaudah November ko unka janm din "Baal diwas" ke roop may manaya
jaata hai.

You might also like