You are on page 1of 4

IRPC DA’WAH WEBINAR

Quiz Question for Day 3

1. DAWAH kya daur ke hisab se pura maaf ho jaega?


a) Haa
b) Nahi
c) Shayad
d) Koi bhi nhi

2. Kya Coronavirus ke daur me DAWAT krna chahiye?


a) Nahi krna chahiye
b) Karna chahiye
c) Karna chahiye par ghar pe
d) Karna chahiye har us tarike se jisme logon se mulaqat
aamne- samne na ho

3. Agar koi sawal misaal (example) ke taur par puchha gya


hai to aap uska jawab kaise denge?
a) Naya topic le kr
b) Nayi baat bta kr
c) Usi misaal me khami bta kr
d) Proof de kar
4. Ayyamul Jahiliyyah me Arab kya-kya krte the?
a) Beti ko jinda dafan
b) Sharab pite the
c) Kaaba ka Tawaf bina libas ke krte the
d) Inme se sabhi

5. Aap sirf nasihat krne wale hai ye QUR’AN ki kaun si Ayat


me hai?
a) 88:21-22
b) 39:30
c) 40:6
d) 88:19-20

6. Ilm nhi rahne pr aap kya karenge?


a) Ilm ke bare me soche ge
b) DAWAH chor denge
c) Ilm hasil kren ge
d) Inme se koi nhi
7. Gair Muslim bhi apke bhai aur Aadam (as) ki aulad hai
QUR’AN ke kaun si Ayat me hai?
a) 49:11
b) 50:1
c) 49:13
d) 30:31

8. Surah RAHMAN me likha hua hai RAHMAN ne...


a) QUR’AN sikhaya
b) Insaan ko banaya
c) Insaan ko bolna sikhaya
d) Inme se sabhi

9. NABI (saw) ki hadith hai ki ek Ayat bhi pta hai to?


a) Aur sikho
b) Usko yaad kr lo
c) Pahuncha do
d) Inme se koi nhi

10. Bani Israel ke 3 giroh ka waqiyah jisme DAWAT ki


ahmiyat ke btayi gai hai wo kaun si ayat me hai?
a) 7:164
b) 7:143
c) 7:180
d) 17:110

You might also like