You are on page 1of 2

Kya zaroorat thi jo Indian constitution mein 59th amendment ko laya gaya.

Hey guys I am Niharika Mishra and today I am going to tell you about the 59th amendment of
Indian constitution.

59th amendment Indian constitution ka ek important hissa hai , jisse constitution ( fifty- ninth
amendment act) , 1988 bhi kaha jata hai. Iss amendment main article 356 ko modify kiya gaya,
jisme president ko Panjab par maximum 3 saal tak rule karne ki permission milti hai.

Isne Indian constitution mein ek naya article , article 359A, ko add kiya, jo bolta hai ki Punjab ya
Punjab ki kuch specific district mein zaroorat padne par emergency declare kar sakte hain.

the article 21 of Indian constitution provide us right to life and liberty, aur ye right iss article
i.e.art 21 k tahat hamesha protected hai chahe koi bhi emergency kyun na ho. Lekin 59th
amendment k mutabiq central government ko article 21 ko bhi khatam karne ka haq milta hai.

Punjab mein ho rahe internal disturbance ko dhyan mein rakhte hue 59th amendment act ko laya
gaya tha. Yeh amendment 30 march 1988 ko effective kiya gaya tha.

REASON OF AMENDEMENT:

amendment ka main reason ye tha ki article 356 k clause 5 k mutabiq , government ko ek saal se zyada
tak emergency ko extend karne ki anumati nahi thi. Punjab k andar badh rahe terrorist activity k karan
yeh amendment zaroori tha. Isne article 365(5) ko modify kiya, jisse pehle jo emergency ko leke jo time
period tha usse extend kiya ja sake. Agar zaroorat padi toh isse teen saal tak bhi badhaya ja sakta hai.
Yeh amendment internal disturbances k case mein article 19 ko bhi suspend karne ki permission deta
hai. Isse Punjab k andar ho rahe internal disturbances ko rokne mein madad milni thi.

Conclusion : punjab k logon ko

It makes little political sense to deny the people of Punjab their right to life and liberty while
allowing other states in the country to enjoy that right. Special provisions such as the 59th
Amendment Act and periodic constitutional amendments are needed to improve missing
provisions and meet new requirements such as the addition of new rights. Otherwise, the text of
the constitution cannot be adapted to changing political circumstances and social demands.

You might also like