You are on page 1of 6

Islamic Messages Islamic Messages Islamic Messages from Quran and Hadith.

<> Muntakhib ki hui Qurani Ayat aur Hadees. <> Allah kehta hai Quran yaad karnay kay liye aasan, parhnay kay liye aasan aur samajhnay kay liye aasan. <> Achi Baaton par khud bhi amal karen aur dosron ko bhi forward karen. WWW.ISLAMICMESSAGES.TK Pages Home SIX KALIMAS - 6 KALMAY ISLAMIC PUBLICATIONS PRAY TIME - NAMAZ KAY OQAT This Blog Linked From Here This Blog Linked From Here

Monday, 26 November 2012Bay Hayai Phelanay Walon Ki Saza

Surely, those who like that lewdness spreads among the believers, for them there is painful punishment in this world and the Hereafter. Allah knows, and you do not know. [Mafhom-e-Quran: Jo log is baat ko pasand kartay hain kay mominon main bay hayai yani tuhmat badkari ki khabar phelay unko dunya aur akhirat main dukh denay wala azab hoga aur Allah janta hai aur tum nahi jantay.] (Surah # 24, An-Noor, Ayah # 19) Posted by Nabil Farid at 21:56 No comments: Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook Labels: Al-Quran, An-Noor Sunday, 25 November 2012Waaqia Karbala Humain Kia Dars Deta Hai? Waqia Karbala main Hazrat Hussain aur Ahl e Bait Razi Allah Unhum nay humain kia dars diya? 1) ALLAH kay liye kisi bhi qurbani say daraigh nahi karna chahiye aur zalim ka sath nahi dena chahiye. 2) Agar Hakim e Waqt shariat pay amal na karay to us kay khilaaf uth kharay hona chahiye khuwah batil kitna hi taqatwar kion na ho. 3) Koi bhi mushkil anay pay humain sabar karna chahiye. 4) Namaz kisi bhi halat main nahi chorni chahiye. Posted by Nabil Farid at 21:14 No comments: Email ThisBlogThis!Share to

TwitterShare to Facebook Saturday, 24 November 2012Noha Karna Aur Matam Karna Kesa Hai? Mafhoom-e-Hadees: Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam nay farmaya:, jo (apne) chehray ko peetay, gareebaan ko pharay (yani matam kare) aur zamana e jahiliyat ki si baten karay (yani noha karay) wo hum (musalmano) main say nahi hai. (Bukhari, Hadees # 1297, Kitabul Janaiz, Baab: Chehra Peetne Walay Hum Main Say Nahi Hain, Ravi: Abdullah Bin Masood Razi Allah Anho) Posted by Nabil Farid at 05:27 No comments: Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook Labels: Bukhari, Hadees Thursday, 22 November 2012Aashora Kay Din Roza Rakhna Mafhom e Hadees: Nabi Alaihe Salam nay jab aashora (10 Muharrum) kay din ka roza rakha aur iska roza rakhnay ka hukum dia to Sahaba R.A nay arz kia kay is din ki to Yahood o Nasara taazeem kartay hain to Nabi Alaihe Salam nay farmaya: Jab agla saal aaey ga to hum Insha-Allah (10 Muharrum kay sath sath Muharrum ki) nau (9) tareekh ka bhi roza rakhain gay (Muslim, H#2666, Kitab us Siyam, Baab: Aashora kay Din Roza Rakhna, Ravi: ibne Abbas R.A) Posted by Nabil Farid at 21:50 No comments: Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook Labels: Hadees, Muslim, Roza Wednesday, 21 November 2012Noha Karnay Ki Mumaniat Mafhom e Hadees: Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam nay frmaya: Noha karna jahiliyyat ka rawaj hai, noha karnay wali (aur noha karnay wala) agar tauba kiye baghair mar gaye to ALLAH unko taarkol ka libas aur dozakh kay sholon ka kurta pehnayain gay (Sunan ibne Maja, Kitab uL Janaiz, Hadees # 1581, Baab: Noha Karnay ki Mumana'at, Ravi: Hazrat Abo Malik Ashari Razi Allah Anho) Posted by Nabil Farid at 20:58 No comments: Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook Labels: Hadees, Ibne Maja Tuesday, 20 November 2012Huqooq-ul-Ibad Ka Hukam Aur Unki Tarteeb

Worship Allah, and do not associate with Him anything, and be good to parents and to kinsmen and orphans and the needy and the close neighbor and the distant neighbor and the companion at your side and the wayfarer and to those (slaves who are) owned by you. Surely, Allah does not like those who are arrogant, proud, [Mafhom-e-Quran: Aur Allah hi ki ibadat karo aur uskay sath kisi chiz ko sharik na banao aur maan baap aur qarabat walon aur yatimon aur nadaron aur rishtaydar hamsayon aur ajnabi hamsayon aur paas bethnay walon aur musafiron aur jo log tumharay qabzay main hon sab kay sath husn-e-salook karo beshak Allah takabur karnay walay aur barai maarnay walay ko dost nahi rakhta.] (Surah # 4, An-Nisa, Ayah # 36) Posted by Nabil Farid at 21:45 No comments: Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook Labels: Al-Quran, An-Nisa, Waldain Monday, 19 November 2012Noha Karna Mana Hai Mafhom e Hadees: ALLAH kay Rasool SalLalLaho Alaihe Wasallam nay noha karnay say mana farmaya hai, ALLAH kay Rasool SalLalLaho Alaihe Wasallam nay noha karnay wali aur noha sunnay wali aurat (aur mard) pe lanat farmai hai (Abo Dawood,

Kitab uL Janaiz, Baab: Noha karna, Hadees # 3100 aur 3101, Ravi: Umme Atiya aur Abo Saeed Khudri Razi Allah Unhuma) Posted by Nabil Farid at 22:13 No comments: Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook Labels: Abbo Dawood, Hadees Sunday, 18 November 2012Waldain Say Husn-e-Salook Ka Hukum

Your Lord has decreed that you worship none but Him, and do good to parents. If any one of them or both of them reach old age, do not say to them: uff (a word or expression of anger or contempt) and do not scold them, and address them with respectful words, [Mafhom-e-Quran: Aur tumharay parwardigar nay irshad farmaya hai kay uskay siwa kisi ki ibadat na karo aur maan baap kay sath bhalai kartay raho agar un main say aik ya donon tumharay samnay bhurhapay ko pohanch jaaen to unko uff tak na kehna aur na unhain jharakna aur un say baat adab kay sath karna.] (Surah # 17, Al-Isra, Ayah # 23) Posted by Nabil Farid at 23:57 No comments: Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook Labels: Al-Isra, Al-Quran, Waldain Friday, 16 November 2012Manaqib Umar Bin Khattab Razi Allah Unho Mafhom e Hadees: Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam nay farmaya: Main Jannat main dakhil hua to aik (1) sonay ka mehal dekha, main nay pocha kay yeh kis kay liye hai to bataya gaya kay Quraish kay aik nojawan kay liye hai, main samjha kay wo (Quraishi) main hi hun, pus main nay pocha wo kon hai ? Mujhe bataya gaya kay wo Umar Bin Khattab hain. (Tirmizi, Abwab uL Manaqib, Baab: Manaqib Umar Bin Khattab Razi Allah Unho, Hadees # 3831, Ravi: Anas Rz.A) Posted by Nabil Farid at 20:49 No comments: Email ThisBlogThis!Share to TwitterShare to Facebook Labels: Hadees, Sahaba, Tirmazi Older Posts Home Subscribe to: Posts (Atom) Most Viewed in 7 Days Hazrat Hassan aur Hussain Razi Allah Unhum kay Fazail Baab: Hazrat Hassan aur Hussain Razi Allah Unhum kay Fazail Mafhom e Hadees: ALLAH kay Rasool Sallallaho Alaihe Wasallam ne Farmaya: Jis... Noha Karnay Ki Mumaniat Mafhom e Hadees: Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam nay frmaya: Noha karna jahiliyyat ka rawaj hai, noha karnay wali (aur noha karnay w... Noha Karna Mana Hai Mafhom e Hadees: ALLAH kay Rasool SalLalLaho Alaihe Wasallam nay noha karnay say mana farmaya hai, ALLAH kay Rasool SalLalLaho Alaihe Wasal...

Most Viewed in 30 Days Tauba Aur Astaghfar Ki Fazilat Mafhom e Hadees: ALLAH Farmata Hai: Aay ibne Adam..! Jab tak tu Mujhe Pukarta rahay ga aur Mujh say Maghfirat ki umeed rakhay ga to Main Tu...

Hazrat Hassan aur Hussain Razi Allah Unhum kay Fazail Baab: Hazrat Hassan aur Hussain Razi Allah Unhum kay Fazail Mafhom e Hadees: ALLAH kay Rasool Sallallaho Alaihe Wasallam ne Farmaya: Jis... Noha Karnay Ki Mumaniat Mafhom e Hadees: Rasoolullah Sallallaho Alaihe Wasallam nay frmaya: Noha karna jahiliyyat ka rawaj hai, noha karnay wali (aur noha karnay w...

Search This Blog powered by

Some Selected Topics Dozakh Ghaib Gheebat Hajj Iman Islam Jannat Jihad Juma Namaz Qayamat Qurbani Ramazan Rizq Roza Sahaba Sood Tauba Waldain

Muslim News Difai Numaish Main Pesh kia gaya Pakistani Sakhta Tank - Wednesday, November 07, 2012 Pakistani JF-17 Thunder - Airshow China 2012 - Monday, November 05, 2012 Dehshatgardi kay Khilaf Jang: 80 Arab Dollar, 40 Hazar Janon ka Nuqsan Monday, November 05, 2012 Libya, American Consulate par Hamlay kay baad Emarton aur Garion say Aag kay Sholay Buland ho Rahe hen - Thursday, September 13, 2012 Islam Mukhalif Film par Aalam-e-Arab Biphar Gaya, Libya main Muzahireen kay Haton American Counselor Halak - Thursday, September 13, 2012 Blog Archive 2012 (262) November (16) Bay Hayai Phelanay Walon Ki Saza Waaqia Karbala Humain Kia Dars Deta Hai? Noha Karna Aur Matam Karna Kesa Hai? Aashora Kay Din Roza Rakhna Noha Karnay Ki Mumaniat Huqooq-ul-Ibad Ka Hukam Aur Unki Tarteeb Noha Karna Mana Hai Waldain Say Husn-e-Salook Ka Hukum Manaqib Umar Bin Khattab Razi Allah Unho Meethay Aur Kharay Pani Kay Daryaon Ka Sangam Aik Hadees Main Hazrat Ayesha Razi Allah Unha Apna... Manaqib e Usman bin Affan Razi Allah Unho Har Cheez Allah Kay Pass Likhi Hui Hai Ahle Jannat Ka Ahle Dozakh Say Sawal Munafiqeen Hi Bewaqoof Hain Usman Bin Affan Razi Allah Unho Jannat Main Huzor ... October (23) September (16) August (27) July (30)

June (29) May (25) April (28) March (23) February (23) January (22) 2011 (10) December (10) PUBLIC AWARENESS BLOG Online Vehicle Verification Awareness Session on Dengue Fever: Summary TOP 10 RULES FOR SAVING ELECTRICITY PUBLIC AWARENESS BLOG

Popular Posts Tauba Aur Astaghfar Ki Fazilat Mafhom e Hadees: ALLAH Farmata Hai: Aay ibne Adam..! Jab tak tu Mujhe Pukarta rahay ga aur Mujh say Maghfirat ki umeed rakhay ga to Main Tu... Nabi Sallal Laho Aalaihe Wasallam ko Ilm-e-Ghaib Hasil Nahi Tha ... ALLAH kay Nazdeeq Mah-e-Zil-Hajj ki IBADAT Pasandeda Hai Mafhoom e Hadees: Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam nay farmaya: ALLAH kay nazdeeq mah e Zil-Hajja kay pehlay das (10) dinon ki ibadat tamam ... Hajjion ko Maidan e Arafat main 9 ZiL-Hajja kay Din Roza nahi Rakhna Chahiye Mafhom e Hadees: Ibne Umar Rz.A frmatay hain kay mene Nabi Alaihe Salam, Abo Bakar, Umar aur Usman Razi Allah Anhum kay sath Hajj kia, in ... Maan Baap ki Bad-Dua Se Bachain Mafhome Hadees: 3 Duaien Qabool honay main Koi Shak nahi, 1) Mazloom ki Bad-Dua, 2) Musafir ki Dua, 3) Baitay kay Khilaaf Baap ki Bad-D... Shaban Kay Aakhir Main Rozay Nahi Rakhna Chahiyen Mafhom e Hadees: Jab Shaban ka Mahina Aadha reh jaye to Rozay na rakha karo (Tirmazi, Darja: Hasan Sahi, Hadees#717, Kitab us Soum, Baab: T... Gustakh e Rasool ki Saza Kiya? Mafhom e Hadees: Nabi Alaihe Salam nay faramya: Ka'ab bin Ashraf ko qatal karnay ka zimma kon leta hai? (Kion kay Ka'ab bin Ashraf yahoodi ... Juma Kay Din ki Fazilat Baab: "Juma Kay Din ki Fazilat" Mafhome Hadees: Soraj Nikalnay walay dinnon mai Behtareen Din Juma ka Din hay, Esi Din ADAM Alaihe Sala... Eesha aur Fajar ki Namaz Bajamat Parhnay ki Fazilat Mafhom e Hadees: Eesha ki Jamat main hazir honay walay kay liye Aadhi raat Qiyam ka sawab hai, Aur Jis nay Fajar aur Eesha ki Namaz Bajam... Hamesha achi baat moun se nikalain Hamesha Boltay waqat Apni Zaban se achay ilfaz nikalain, Gaali, Jhot, Chugli aor Gheebat se parhaiz karain, Gaali dena, Chugli lagana, G... LOWEST CALLING RATES IN PAKISTAN NEW SUMMARY OF 30 SECOND CALL RATES - AUG12 NEW SUMMARY OF 30 SECOND CALL RATES - AUG12 COMPARISON OF ALL MOBILE NETWORKS' 30 SECOND CALL RATES WITH TAX NEW SUMMARY OF 30 SECOND CALL RATES IN PAKISTAN BY MOBILE OPERATORS

Labels Aal-e-Imran (7) Abbo Dawood (21) Adh-Dhariyat (1) Ahmed (5) Al-Ahqaf (2)

Al-Ahzab (2) Al-Ambiya (1) Al-Anaam (1) Al-Anfal (3) Al-Araf (3) Al-Baqara (20) Al-Furqan (1) Al-Hajj (3) Al-Hijr (2) Al-Hujraat (10) Al-Humaza (2) Al-Inshirah (1) Al-Isra (3) Al-Juma (2) Al-Maarij (2) Al-Meada (1) Al-Muddathir (1) Al-Mumenoon (1) Al-Qadr (1) Al-Qamar (1) Al-Qiyama (1) Al-Quran (108) An-Naml (2) An-Nisa (5) An-Noor (5) Ankaboot (1) Ar-Rad (3) Ar-Room (3) At-Taubah (1) Bani Israil (3) Bukhari (31) Collection (1) Dozakh (4) Dukhan (1) Fatir (2) Fussilat / H Mm As-Sajda (4) Ghaib (9) Gheebat (11) Hadees (164) Hajj (2) Hud (2) Ibn Khuzaymah (1) Ibne Maja (23) Iman (5) Islam (6) Jannat (4) Jihad (15) Juma (7) Kahaf (1) Kalay Jadu Ka Elaaj (1) Luqman (2) Mishkat (3) Muhammad (PBUH) (1) Muotta Imam Malik (2) Muotta Imam Mohammad (1) Muslim (29) Musnad e Ahmad (1) Musnad e Shamieen (3) Mustadrak Hakim (7) Namaz (26) Nissai (3) Qayamat (27) Qurbani (4) Ramazan (18) Rizq (7) Roza (22) Sahaba (13) Shuab-ul-Eman (2) Sood (8) Sunan Darmi (1) Taha (1) Tauba (4) Tirmazi (44) Waldain (8) Yusuf (1)

Total Pageviews 20097 Translate Select Language Online 2 Visitor Easy Web Services - Free Games Domain Registration - Web Hosting

Awesome Inc. template. Powered by Blogger.

Original text Contribute a better translation

You might also like