You are on page 1of 7

Arif Khan Nikhilbhaai inme se koi bhi taantrokt naariyal nahi hai,wo alag hi phal hota hai bhaai,haan

vaikalpik roop se aap upar ke dono phal aur poora nariyal bhi prayukt kar sakte hain taantrik mantron se siddh karke. bhai naariyal ko brahmaand ki sangya di gayi hai,jis bhi mantra se ye abhimantrit hote hain,waise hi prabhaav ko ye darshata hai.atah

Ye dono vastu tantrokt nariyal nahi hai par inhe tantrokt nariyal ki jagah use kar sakte hai.

aap jis prayojan ke liye ise prayog karna chahe us vidhaan ke mantra ka prayog naariyal ko siddh karne me kiya ja sakta hai.

You might also like