You are on page 1of 12

Gun Gun Guna re Gun Gun Guna re Gun Gun Guna ye gaana re (x5)

Ho Maayusion ke chonge utaar ke phenk de na saare Candle ye shaam ka phoonk raat ka cake kaat pyaare Sikha na tune magar humne sikhaya re Dumdaar nuskha yaar humne jo aajmaaya re Aasuo'n ko chooran chaba ke humne dakaar maara re

Gun Gun Guna re Gun Gun Guna re Gun Gun Guna ye gaana re (x2) Gun.. gun..gun...

Hmm.. sar pe hain tere khujli ke jo tokre La humko dede halka hoja re tu chhokre Jo neende apne naakhun se jo noch le woh Dard saare jalte choolhe mein tu jhonk re Zindagi ke raashan mein gham ulta zyada hai Thok mein kharidenge khushi ka pitara re

Gun Gun Guna re Gun Gun Guna re Gun Gun Guna ye gaana re (x2 times) Gun.. gun..gun...

Ho aye ho Tu munh phulaa le sooraj bhi dhalne lage Tu muskura de chand bhi jalne lage Chup rahe toh maano behri lage zindagi Tu bol de toh parde kaano ke khulne lage Ek bandh bottle ke jaisa kya hau betha hai Khali dil se bhar de ye glass hamara re

Gun Gun Guna re Gun Gun Guna re Gun Gun Guna ye gaana re (x2 times) Gun.. gun..gun...

Ho bindaas hoke har gham ko khoonti pe taang dunga

Thoda udhaar itminaan main tum se hi maang lunga Sikha hai maine jo tumne sikhaya re Dumdaar nuskha yaar maine bhi aajzmaaya re Aasuon ka chooran chaba ke maine dakaar maara re

Gun Gun Guna re Gun Gun Guna re Gun Gun Guna ye gaana re (x4 times)

MAULA MAULA MAULA MERE MAULA


Arziyan saari main, Chehre pe likh ke laaya hu, Tum se kya maangu main, Tum khud hi samajh lo, Ya maula.. maula maula.. Mere maula..maula Maula maula maula mere maula, Maula maula maula mere maula, Maula maula maula maula, Maula maula maula maula, Darare darare hain maathe pe maula, Murammat muqadaar ki kar do maula, Mere maula.. Tere darr pe jhuka hu, mita hu bana hu, Tere darr pe jhuka hu, mita hu bana hu, Murammat muqadaar ki kar do maula, Murammat muqadaar ki kar do maula.. [Jo bhi tere darr aaya, jhukne jo sar aaya, Mastiyaan piye sab ko,jhoomta nazar aaya] -2 times Pyaas leke aaya tha dariyaa wo bhar laaya, Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya, Noor ki baarish mein ohhoooo, Noor ki baarish mein bheegta sa tarr aaya, Maula maula maula mere maula, Maula maula maula mere maula, Maula maula maula maula, Maula maula maula maula, Darare darare hain maathe pe maula, Murammat muqadaar ki kar do maula, Mere maula..

[Jo bhi tere darr aaya, jhukne jo sar aaya, Mastiyaan piye sab ko,jhoomta nazar aaya] -2 times Hooo ek khushbu aati thi, Hooo ek khushbu aati thi, Main bhatakta jaata tha, Reshmi si maaya thi, Aur main taktaa jaata tha, Jab teri gali aaya, sach tabhi nazar aaya 2 times Mujh mein hi woh khushbu thi, Jisse tune milwaya, Maula maula maula mere maula, Maula maula maula mere maula, Maula maula maula maula, Maula maula maula maula, Darare darare hain maathe pe maula, Murammat muqadaar ki kar do maula, Mere maula.. Haaaaaaa Toot ke bikharna mujhko zarur aata hai, Hoooo toot ke bikharna mujhko zarur aata hai, Warna ibaadat wala shahur aata hai, Sajde mein rehne do, ab kahin naa jaunga, Sajde mein rehne do, ab kahin naa jaunga, Ab jo tumne thukraya to sawar naa paaunga, Maula maula maula mere maula Maula maula maula maula Maula maula maula maula Darare darare hain maathe pe maula, Murammat muqadaar ki kar do maula, Mere maula.. Sar utha ke maine to kitni khwahishein ki thi, Kitne khwab dekhe the, kitni koshishein ki thi, Jab tu rubaroo aaya, aaaa, Jab tu rubaroo aaya, nazre naa mila paaya, Sar jhuka ke ek pal mein, hooo Sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahi paaya, [Maula maula maula mere maula, Maula maula maula mere maula, Maula maula maula maula, Maula maula maula maula]- 2 times Mere maula..mere maula

[Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya, Mora piya ghar aaya, mora piya ghar aaya] 4 times Maula maula maula mere maula, Maula maula maula mere maula, Maula maula maula maula, Mere maula maula maula maula, Mere maula maula maula maula, Mere maula

BAHE NAINA
Kyun, na bole mose mohan Kyun, hai roothe roothe mohan yun Kaise manaun haye kaise manaun Kyun, na bole mose mohan Kyun, hai roothe roothe mohan yun Kaise manaun haye kaise manaun Unn bin kate na raina Unn bin aave na ik pal chaina Unn bin jiyun to kaise main jiyun haye Bahe naina bhare more naina, jhare more naina Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina Bahe naina bhare more naina, jhare more naina Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina When you go when you leave then you take a little piece of me There's a hole in my soul coz you take a little piece of me Haan naino ke dwaare, aane ke vaade Baandhe aise bolo kaahe Chaukhat pe dil ki, aahat rakhi hai Taako pe hai tohre saaye Unn bin unhe manaaye Unn bin kabhi jo unko rijhaaye Unn bin chale hai mora yeh jiya haye Bahe naina bhare more naina, jhare more naina Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina Bahe naina bhare more naina, jhare more naina Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina Haan komal badi hai, saasan ki dori Roothe se bhi toot jaaye Baavan tarah se, jee ko manaaya Khoje arjun tohri raahein

Unn bin unhe na paayun Unn bin unhe main karva lagaun Unn bin unhe na mora jee lagey haye Bahe naina bhare more naina, jhare more naina Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina Bahe naina bhare more naina, jhare more naina Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina Bahe naina bhare more naina, jhare more naina Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina Bahe naina bhare more naina, jhare more naina Mohe naina sune nahin kehna, bahe more naina

Phir Suna Emptiness Song Lyrics


Phir suna meethi meethi si woh dastaan. Jisko sunke meri zindaagi me hoti h nayi subah. Pass aa, aake mujhse phir na door jaa. Pyari Pyari iss Raat ki Gehraaiyon me doob ja. Hooo oo o o o o .. Aa.. Baahon me bhar lu tujhko kaskar. Sare gum bhula de dekhe jab tu hanskar. Aa,, Bahon me bhar lu tujhko kaaskar. Sare gum bhulade dekhe jab tu hanskar. Ye raat dhal na jaye. samet lu main har pal. Aa milke sajaayein jo aane wala hai pal. Hmm....mmmm..... Pass aa aake mujh se phir na door jaa. Pyari Pyari Is Raat ki Gehraaiyon me doob ja. Hooo oo o o o o... Mera Dil meri jaan tu. Mere saare armaan tu. Tere liye toh main chhod du Yeh Jahaan...

TE AMO
Kisi ko sapna lagey tu, kisi ko behti hawaa Kisi ko bas baaton mein, kare pal mein yahaan wahaan Kisi ke sau jhoot sun le, kisi ka sacch bhi gunaah Kisi ka bas yaadon mein, kare hulchul saara jahaan Te amo me te amo Tu chhaanv hai, tu dhoop hai Te amo me te amo Tere hazaron roop hai Koi samjha nahin, jo bhi hai bas khoob hai Falling so crazy in love Te amo me te amo Tu chhaanv hai, tu dhoop hai Te amo me te amo Tere hazaaron roop hai Kabhi lagey raaton mein main khwaabon se baatien karoon subah unhi Khwaabon ko main kaabu karoon Kabhi lagey taaron se bhi, unche udaane bharoon Kabhi lagey baadalon se jaibein bharoon -Te amo me te amo Taare ginu tere liye Te amo me te amo Saare chunu tere liye Khwaab saare bunu tere hi tere liye Falling so crazy in love Te amo me te amo Taare ginu tere liye Te amo me te amo Saare chunu tere liye -Sunidhi ChauhanKabhi lagey mili nahin, tumse main khwaabon mein bhi Kabhi lagey kahin toh hai ristha koi Kabhi lagey chhu tumhe, yunhi khayalon mein hi Kabhi lagey nahin nahin chori nahin -Te amo me te amo Tu paas hai par door hai Te amo me te amo Jaata nahin yeh noor hai Teri chori bhi yeh manzoor manzoor hai Falling so crazy in love Te amo me te amoTu paas hai par door hai

Te amo me te amo Jaata nahin yeh noor hai

GREENDAY=-WAKE ME UP
Summer has come and passed The innocent can never last wake me up when September ends like my father's come to pass seven years has gone so fast wake me up when September ends here comes the rain again falling from the stars drenched in my pain again becoming who we are as my memory rests but never forgets what I lost wake me up when September ends summer has come and passed the innocent can never last wake me up when September ends ring out the bells again like we did when spring began wake me up when September ends here comes the rain again falling from the stars drenched in my pain again becoming who we are as my memory rests but never forgets what I lost wake me up when September ends Summer has come and passed The innocent can never last wake me up when September ends like my father's come to pass twenty years has gone so fast wake me up when September ends

wake me up when September ends wake me up when September ends

TITANIC
Every night in my dreams I see you, I feel you That is how I know you go on. Far across the distance and spaces between us You have come to show you go on. Near, Far wherever you are, I believe that the heart does go on. Once more, you opened the door And you're here in my heart, and my heart will go on and on. Love can touch us one time and last for a lifetime And never let go till we're gone. Love was when I loved you,one true time I hold on to In my life we'll always go on. Near, far,wherever you are, I believe that the heart does go on. Once more, you opened the door And you're here in my heart, and my heart will go on and on. You're here, there's nothing I fear And I know that my heart will go on. We'll stay, forever this way You are safe in my heart and my heart will go on and on.

KANDHO SE MILTE HAI

(Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -2 Ab toh hamein aage badte hai rehna Ab toh hamein saathi hai bas itna hi kehna Roop Kumar: Ab toh hamein aage badte hain rehna Ab toh hamein saathi hai bas itna hi kehna Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana Hariharan: Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -2 Nikle hain maidaan mein ham jaan hatheli par le kar Ab dekho dam lenge ham jaake apni manzil par Khatron se haske khelna, itni toh ham mein himmat hai Mode kalaai maut ki, itni toh ham mein taaqat hai Ham sarhadon ke waaste lohe ki ik deewaar hai Ham dushmanon ke waaste hoshiyaar hai taiyaar hai Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain Josh dil mein jagaate chalo, jeet ke geet gaate chalo Josh dil mein jagaate chalo, jeet ke geet gaate chalo Jeet ki jo tasveer banaane ham nikle hain apni lahoo se Ham ko us mein rang bharna hai Saathi maine apne dil mein ab ye thhaan liya hai Ya toh ab karna hai, ya toh ab marna hai Chaahein angaarein barse ke bijli gire Tu akela nahin hoga yaara mere Koyi mushkil ho ya ho koyi ho morcha Saath har mod par honge saathi tere Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain Ik chehra aksar mujhe yaad aata hai Is dil ko chupke chupke woh tadpaata hai Jab gharse koyi bhi khat aaya hai Kaagaz ko maine bheega bheega paaya hai Palkon palkon pe yaadon ke kuch deep jaise jalte hain Kuch sapne aise hain, jo saath saath chalte hain

Koyi sapna na toote koyi waada na toote Tum chaaho jisse dil se woh tumse na roothhe Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlaana Ab jo bhi ho baadal banke parbat par hai chhaana Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain Chalta hai jo ye kaarvaan, gunji si hai ye waadiyaan Hai ye zameen, ye aasmaan Hai ye hawa, hai ye sama Har raste ne, har waadi ne har parbat ne sada di Ham jeetenge ham jeetenge ham jeetenge har baazi (Kandhon se milte hain kandhe, qadmon se qadam milte hain Ham chalte hain jab aise toh dil dushman ke hilte hain) -4 Chalta hai jo ye kaarvaan, gunji si hai ye waadiyaan .

O majhi re
amar prothom dekha brishti-r jol-e bhasiyechhi bhela khelar chhol-e sei jol gechhe mishe, kon nodi-te gechhe hariye kon sagar-e majhi re, o majhi re, dekhechho ki tumi tare? majhi re, o majhi re, dekhechho ki tumi tare? nouko amar, chhele belar, kagoj-er... amar prothom paoya aankar khata, amar prothom lekha kobita, sei chhelbelar, sopno hajar, gechhe hariye kon sagar-e majhi re, o majhi re, dekhechho ki tumi tare? majhi re, o majhi re, dekhechho ki tumi tare? nouko amar, chhele belar, kagoj-er... neeli ambar si naiyyan meri, lehorn ki dhoon mein beh chali, gehri sagar mein tanha kahin,

geeton ko tumhare khojti.. ekta jholse jaoya bikel belai, ekta laalche sagar-er jole, jaye bhese jaye sopno bojha-i, nouko amar, kagoj-er majhi re, o majhi re, dekha hai kya tumne usse, majhi re, o majhi re, dekha hai kya tumne usse, kagaj ki nao, mein hain bhare, sapne mere... o majhi re....

Song By LATA MANGESHKAR --FEMALE-Aa jaa ke kab milke rab se dua maange Jeevan mein sukoon chaahe, chaahat mein vafa maange Haalaat badalne main ab der na ho maalik Jo de chuke phir yeh andher na ho maalik --CHORUS-Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara Is tere jahan mein nahin koi hamaara (Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata) - 2 --FEMALE-Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara Is tere jahan mein nahin koi hamaara (Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata) - 2 Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama Ujdi hui basti mein yeh tadap rahe insaan --CHORUS-Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka sama Ujdi hui basti mein yeh tadap rahe insaan --FEMALE-Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek maa Baarood ke dhuen mein tu hi bol jaaye kahan --CHORUS-Ek tu hi bharosa --FEMALE-Ek tu hi sahaara --CHORUS-Is tere jahan mein --FEMALE--

Nahin koi hamaara --CHORUS-Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata --FEMALE-Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara --CHORUS-Naadaan hain hum to maalik, kyoon di hamein yeh saza Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka zaher bhara --FEMALE-Inhe phir se yaad dila de sabak vohi pyaar ka Ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari duniya Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara Is tere jahan mein nahin koi hamaara Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata --CHORUS-Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata --FEMALE-(Meri pukaar sun le) --CHORUS-Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata --FEMALE-(Hey eeshwar ya allah) --CHORUS-(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le Eeshwar ya allah hai daata) - 3 --FEMALE-(Meri pukaar sun le, meri pukaar sun le, meri pukaar sun le)

You might also like