You are on page 1of 2

iqbalurdu.blogspot.com http://iqbalurdu.blogspot.com/2011/04/zarb-e-kaleem-167-jamiat-e-aqwame.

html

Allama Iqbal Poetry : (Zarb-e-Kaleem167) Jamiat-e-Aqwam-e-Mashriq

Jamiat-e-Aqwam-e-Mashriq An Eastern League Of Nations

Pani Bhi Musakhar Hai, Hawa Bhi Ai Musakhar Kya Ho Jo Nigah-e-Falak-e-Peer Baal Jaye Conquered the waters,conquered the air Why should old heaven changed look not wear?

Dekha Hai Mulookiat-e-Afrang Ne Jo Khawab Mumkin Hai Ke Uss Khawab Ki Tabeer Badal Jaye Europes imperialists dreamed But their dream soothsayers soon may read a new way!

Tehran Ho Gar Alam-e-Mashriq Ka Jeneeva Shaid Kurra-e-Arz Ki Taqdeer Badal Jaye! Asias Geneva let Tehran be Earths book of fate new statues may see.

You might also like