You are on page 1of 1

Hum log fazool behs men uljhe rehte hen k karbala men kya hua?

Waqia sacha hai ya jhuta? Hazrat


Husain ko kis ne / kiun / kaise shaheed kia? Karbala men kitne log the.
Ye sari wo baten hain jin ka kisi k as koi jawab nai. !areekh ki koi kitab kch kehti hai aur koi kitab
kch kehti hai. Kehte hen k waqia hua tha "# Hijri men. !abari $in %ustam ne waqia likha tha &''
Hijri men. Yani (&) years baad. *nd who was !abari? +ran ka aik majoosi. !abari sahab baar baar
likhte hain, -ye bat rawayat hai *bu .ukhnaf se, wo bat rawayat hai *bu .ukhnaf se.- *b *bu
.ukhnaf sahab kon the? .aze ki bat ye k bohat se +slami scholars kehte hen k *bu .ukhnaf naam
ka koi bnda e/ist hi nahin krta tha. *ur kch scholars tehqiq k bad ye bhi kehte hen k agr *bu
.ukhnaf naam ka koi bnda e/ist krta bhi tha to wo !abari ki edaish se 0' sal ehle mar chka tha.
*ur !abari ne khud bhi kahin nhin likha k wo kbhi *bu .ukhnaf se mila tha. History ki mazeed
hera heri sun1ni hai? *ik taraf !abari hr jagah hr zulm ka zimedar Yazeed ko thehrata hai 2 dusri
taraf !abari ne ana name !abari $in %ustam se change kr k !abari $in Yazeed rkh lia tha. Wah bai
wah.
3hahadt e Husain k mutaalq tmam waqiat to ibtada se intiha tk ikhtlafat 2 tazadat se ur hain.
4amini geograhai haqaiq k mtabiq, .akka se Koofa jane wala Husaini qafla, jo junub se shumal ki
janib Koofa ja rha tha, wo Koofa se #'' miles door maghrib ki janib Karbala kaise ohanch gya jo
3haam ki janib jane wali highway e hai. +s se to wazeh subut milta hai k Hazrat Husain ne ana
koofa jane ka irada tark kr dia tha 2 koofion ki ghaddari k baad Yazeed k as ja k unki bait krne
kliey 5amishq rawana ho chke the. *ur isi k natije men un baghi koofion ne Hazrat Husain ko
sathion samet shaheed kr dala. *or yun Koofa k baghi musalmanon men firqawariat ko mzid bharka
gaey, jin me Koofa wale ehle bhi mrkazi kirdar ada krte chale aa rahe the. *gr Hazrat Husain,
Yazeed k khilaf baghawat krna chahte to 5amishq k darulhakumat me Yazeed ki taraf safar kiyun
krte? 2 Karbla me, Koofa se aane wali baghi foj k zulm ka shikar kiun hote?
History ka to kch ata nai chalta bai k kya hua tha 2 kya nahin. +s mamley men 6uran hmari madad
krta hai. Ye ( ayaat dekhen7
-Wo kch log the jo guzr gaey, jo kch unhon ne kmaya wo unkliey hai 2 jo tm kamao ge wo tmhare
liey hai. !m se ye nahin ucha jaey ga k wo kya krte the.- 83urah $aqarah, *yat #&9:
-Wo kch log the jo guzr chke, unki kamai unklie thi 2 tmhari kamai tmhare liey. !m se unke aimal k
bare men sawal nhin hone wala.- 83urah $aqarah, *yat #9#:
Yani simle si baat hai k tareekh ko akar k lrne mrne 2 fazul behs krne ka koi faida nahin. +slam
men firqey nahin 2 firqon men +slam nahin. 5een hmen man1gharat history books men se nahin,
blke 6uran men se milta hai. 3eedhi tarah 6uran ko follow kro 2 *llah ka social;justice system
nafiz kro dunia men kamiabi kliey.
Kiunke 3urah .aida ki *yat 99 men *llah ne saaf kaha k -<o log *llah ki =azil karda *yaat k
mutabiq Hakumat nahin >halatey, wohi log kafir hain.-
+tne wazeh hukam k baad jo kch aaj ka rawayat 2 rasam asand musalman mazhab k naam e kr
raha hai, uski haisiat hi kya reh jati hai?

You might also like