Mai janam janam se karu Tapasya bhole nath tihari Mai janam janam se karu Tapasya bhole nath tihari Mohe ang lagalo Apni banalo ardhangini taripurari Mai janam janam se karu tapasya -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------Omkar ishwar o praneshwar omkar ishwar He omkar ishwar puran karo Meri jiwan ki abhilasha He malikarjun sun bhi lo Mere man pyare ki bhasha Vishaweshwar tere darsh ko tarse Vishaweshwar tere darsh ko tarse Naina darsh vikari mohe ang laga lo Apni banalo ardhangini taripurari Mai janam janam se karu tapasya He somnath he somnath he somnath -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------He somnath sundar shital Shushil shish tumhare sohe Kedar nath karuna karke Swaikar karo parbhu mohe Bhimeshwar akhileshwar avinashi Bhimeshwar akhileshwar avinashi
He bagambar dhari mohe ang lagalo
Apni banalo ardhangini taripurari Mai janam janam se karu tapasya -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------He tarimbkesh he tarimbkesh he tarimbkesh He tarimbkesh shankar tarishul dhar Tum taribhuwan ke swami He vaidya nath devadhi dev suno Binti antaryami Tere charan kamal me jiwan har pal Tere charan kamal me jiwan har pal Rameshwar awikari mohe ang lagalo Apni banalo ardhangini taripurari Mai janam janam se karu tapasya -------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------He mahakal he mahakal he mahakal He mahakal mahadev nayan me Mahaparlay ki jwala Ke karishneshwar nageshwar Pahno ab to meri warmala Warmala ke pushpo me Parbhu man ke bhaw sanjoye Do hridayo ko jod sake Wo dhage nath piroye Kaha ramai dhuni bhagwan Ho kis dhyan me khoye Warmala pahna to sake Safal tapasya hoye.