You are on page 1of 2

Important MCQs For Urdu Solved Test from Past Papers

1.Udaas Naslain kay musannif ne ______ jaisa zakheem novel bhi likha hai.
Nadaar log
2. ban ki chirya kay shair kon hain?
Majeed Amjad
3. Black out kay takhleeq kar hain.
Faiz
4. Announcer kay khaliq hain?
Mukhtar Saddiqui
5. Punjabi Zamindar ka qissa me shamil hai.
6. Deevan kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai.
barg e nay
7. Chand hum asr me _______ khakay hain.
24
8. Khizar-e-Raah Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai.
bang e dara
9. Khakim Badhin kay debaachay ka unwaan hai?
dast e zulaikha
10. shab-e-rafta ka intisaab kis kay naam hai?
subh e Nau
11. Udaas Naslain kay _____ abwaab hain.
50
12. Maai Gul Bano ka musannif hain.
Ahmad Nadeem Qasmi
13. Kapaas k Phool me kitnay afsaanay hain?
17

14. Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya


Khara or khota alag kar dikhaya kis ka shair hai?
Haali
15. Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya.
Dr.khawja Zikriya
16. Aab-e-gum or Zargushat kay musannif ka naam?
Mushtaq Ahmad Yousafi
17. Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai.
Naeem
18. Zindagi ka taluq kis sinf-e-adab se hai?
Tamseel
19. Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai.
seemi
20. Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai.
Hayat e Javed

You might also like