You are on page 1of 12

Muskurate palko pe sanam chale aate hein, vaade bhi usne kya khoob nibhaye hai,

aap kya jaano kahan se hamare gum aate hein, zakhm muft aur dard tohfe me bhijwaye hai.
aaj bhi us mod par khade hein, jaha kisi ne kaha tha, is se badhkar wafadari ki misaal kya hogi
ki thehro hum abhi aate hein!! maut se pehle vo kafan le aaye hai.

Sapno se dil lagane ki aadat nahi rahi, dete ho kyu ye dard bas humi ko
har waqt muskurane ki aadat nahi rahi, kya samjoge tum in ankho k nami ko
ye soch ke ki koi manaane nahi aayega, yu to honge lakhon diwane is chand ke
ab hume rooth jaane ki aadat nahi rahi chand kya mehsus karega ek tare k kami Ko

hotho ki zuban ye aansu kehte hai, Dil Ko Addat Si Ho Gai Hai jhoot Kahanay Ki
jo chup rehte hai lekin fir bhi behte hai, Bheegi Palkoon K Sang Muskuranay Ki
or in aansu ki kismat to dekhiye, Kaash Anjaam Hum Pehlay Say Jaan Jaatay
ye unke liye behte hai jo in ankhon me rehte hai Toh Koshish Bhi Nahin Kartay Dil Laganay Ki

apni yaadon me hum tumhe basana chahte hai, Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lagay
apne paas tumhe hum bulana chahte hai, Koi Achha Bhi Is Qadar Na Lagay
thak gaye hum tumhe yaad karte karte, Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Say
ab hum tumhe yaad aana chahte Hai Jis Nazar Say Aap Ko Nazar Na Lagay

kabhi-kabhi aesa bhi hota hai, Jab Khamoosh Aankhon Say Baat Hoti Hai
pyar ka asar jara der se hota hai, Aisey Hi Mohabbat Ki Shorowat Hoti Hai
aapko lagta hai hum kuch nahi sochte aapke baare me, Tumharay Hi Khayalon Main Khoye Rehtay Hain
par hamari har baat me aapka hi jikr hota hai. Pata Nahin Kab Din Aur Kab Raat Hoti Hai

shama-e-tamanna jawaan aaj bhi hai Yaad karte hai tumhe tanhai mein,
har hasrat lekin bezuban aaj bhi hai dil dooba hai ghamo ki gehrai mein,
manzilon ko nahi naseeb mere kaafile to kya hume mat dhoondna duniya ki bhid mein,
rahon pe mere kadmon ke nishaan aaj bhi hain hum millenge tumhe tumhari parchaai mein…..

jab yaad aati hai tumhari muskura lete hai, Badi asaani se dil lgaaye jaate hain
kuch palo ke liye har gam bhula dete hai, par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain
kaise bhig sakti hai aapki palken, le jaati hai mohabbat un raaho par
aapke hisse ke aansu to hum baha lete hain. jaha diye nahi dil jlaaye jaate hain…..

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Dil todna humari aadat nahi
Dil hum kissi ka dukhate nahi Jasbaate ishq naakaam naa hone denge,
Bharosa rakhna meri wafaon pe Dil ki duniya mein kabhi shaam naa hone denge,
Dil mein bas kar hum kissi ko bhulate nahi Dosti ka har ilzaam apne sar par le lenge,
Par dost hum tumhe badnaam na hone denge !
Yeh duniyawale bhi bade ajeeb hai.
Kabhi hamse door to kabhi kareeb hai ZINDAGII ROZ NAYE RANG MEIN DHAL JAATI HAI ,
Dard na bataye to hame kayar kehte hai KABHII DUSHMAN TO KABHI DOST NAZAR AATII HAI,
Aur dard bata de to hame shayar kehte hai KABHII CHAA JAYE,BARAS JAYE,GHATA BEIMAUSAM ,
KABHII EK BOOND KO BHII ROOH TARAS JAATII HAI
Baat rakhi dil me baat kahe na sake;
yaad kiya aapko to saans le na sake Aye dost teri dosti us ghadi tadpaaegi,
puchha kisine dilko k tune pyar kis se kiya Jab zindagi kahegi alvida,
jaante the, phirbhi tumhara nam le nasake. Aur maut bhi na aayegi.

Mohabbat ka yeh kaisa khel khela hai humne, Tujhe dekhe bina teri tasweer bana sakta hoon,
Har baazi me shikast khayi hai. tujhse mile bina tera haal bata sakta hoon,
Do boond sharaab ki aur pila de ae saaqi, hai meri dosti mein itna dum,
Kab se khali jaam liye, khade mere haath hai. apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon.

Armaano ko alfazon me pirona hame nahi aata, Zindagi se wafa hamne bhi ki hai bahot
Palkon ko ashkon se bhigona hame nahi aata. par gamon ke siva aur kuch mila bhi to nahi
Dil ki baat kaise kahe aapse, ek tujhko paakar bahut khush tha main
Hame to izhare mohabbat karna hi nahi aata. par saath tera manzil tak mila bhi to nahi.

Tumse doori ka ehsaas sataane lagaa, Maayusiyon ki dhool se har naksh hai dhundhala tera.
Tere saath guzaraa har lamha yaad aane laga, Maine kabhi Ae zindagi dekha nahin chehra tera.
Jab bhi tujhe bhoolne ki koshish ki aye dost, Tu bhi kabhi mehsoos kar kya hai bikharne ki tadap.
Tu dil ke aur bhi kareeb aane laga ! Ek roz bazi yun saje sheesha tera pathar mera.

Zindagi nahin humein doston se pyaari, Har shaam kah jaati hai ek kahani ,
Doston pe haazir hai jaan hamaari, har subah le aati hai ek nahi kahani ,
Aankhon mein hamaari aansoon hai toh kya, raaste to badalte hai harrdin lekin ,
Jaan se bhi pyaari hai muskaan tumhaari ! manzil raha jati hai wahi puraani .

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Ek ajnabi se mujhe itna pyaar kyon hai,
Ab umar ho gayi hai dil ki kitaab mein, Inkar karne par chahat ka ikraar kyon hai,
kuch khusk paton ke siva kuch nahin raha, Use pana nahi meri taqdeer mein shayad,
Zazbaat tamaam kho gaye lamhon ki dhool mein, Phir har mod pe usi ka intezar kyon hai.
ab dil mein dharkanon ke siva kuch nahi raha
Chaand to nikla hai magar yeh raat na hai pehli si,
Kehte hain ki ISHQ main neend ud jaati hai
Yeh mulaaqaat, mulaaqaat na hai pehli si,
Koi humse bhi ishq kare
Ranjh kuchh kum to hua aaj teray milne se,
Khambhaqat neend bahut aati hai
Yeh alag baat ke yeh baat na hai pehli si.
Log kahtey hain ki ladkiyan zindagi hoti hain maut nahi,
Magar voh kya jane ki dhoka bhi zindagi deti hai maut nahi Bhool Se Agar Koi Bhool Hui,
To Bhool Samajke Use Bhool Jana,
Sabne kaha Dosti ek Dard hai, Arey Bhoolna Sirf Bhool Ko,
Humne kaha Dard kabool hai, Bhoolkar Bhi Hume Na Bhool Jana
Subne kaha is Dard ke saath Jee na Paogay,
Humne kaha teri Dosti ki saath Marna kabool hai Khuda kisi ko kisi pe fida na kare,
Kare to qayamat tak juda na kare,
Kasur na unka hai na mera, Yeh mana ki koi marta nahi judai mein,
Hum dono hi rishton ki rasmein nibhate rahe, lekin jee bhi to nahi pata tanhai me
Woh dosti ka ehsaas jatate rahe,
Hum mohabbat ko dil mein chupate rahe. Khuda se maine ek dua mangi,
dua me apni maut mangi,
Na aana usse leke mere janaze mein, Phir khuda ne kaha maut to tujhe me de du
Meri Mohabbat ki tauhin hogi, par usko kya kahu jisne teri lambi umar mangi.
Main 4 logon ke kandhe pe hounga,
Aur meri jaan paidal hogi Ankho me aansuo ko ubhar ne na diya,
Mitti ke motiyo ko bikhar ne na diya,
Nakaam si koshish kiya karte hain, Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain, Us raah se kisi ko gujar ne na diya
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain Rishton ki ehmiyat batate hain faasle,
Magar thoda tadpate hain faasle....
Aansuon ko bohut samjhaya ke yun na aya karo, Dilo mein ho na duri dua karna,
mehfil mein hamara mazaak na udaya karo, Chahe yuhi rahe milo ka faasle....
aansu boli mehfil mein tumhe akela paate hain isliye chale aate hain.

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Kisi ko mil jaati hain rangeen baharein,Kisi ko chaman bhi nahi milta... Gam is kadar mila ki gabhra ke pe gaye,
Kisi ki kabar par banta hai Tajmahal,Kisi ko kafan bhi nahi milta..... Khushi thodi si mili to mila ke pe gaye.
Yuto na the hum pine ke aadi Sharab ko
tanha dekha To taras khake pe gaye
ek lamhe me unhone jindagi sanwar di,
ek lamhe me unhone jindagi ujad di,
Aankhou ki gehraayi ko samaj nahi paate,
par kasoor unka nahi hamara hai,
Hoth he magar kuch hum keh nahi paate,
kyonki us ek lamhe me hamne jindagi gujar di.
Apni dil ki baat kis tarah kahe tumse,
Tum wahi ho jinke bina hum reh nahi paateh
waqt noor ko benoor kar deta hai,
thode se jakhm ko nasoor kar deta hai,
Ban K ajnabi mile the zindagi K safar mein kahin,
chahta hai aapse hamesha door rehna,
In yaadon Ki lamho ko kabhi bhulayenge nahi,
par waqt hamen majboor kar deta hai.
Agar yaad rakhna fitrat nahi aapki,
To bhul jane ki Adat hum mein bhi nahi.
Kissa E Dil Sunane Se Kya Fayda,
Ilzam Hum Pe Lagane Se Kya Fayda,
Har labz ko kagaz pe utara nahi jata
Harbaar Tuta Mere Sapno Ka Mahel.
Har naam ko sare aam pukara nahi karte
Ret Ke Gharonde Banane Se Kya Fayda.
Hoti hai pyar mein kuch raaz ki batein
Yuhi is khel me hara nahi jata
Kanton ko chubana sikhaya nahi jata ,
Phulon ko khilna sikhaya nahi jata ,
har khusi khusi mange aapse,
koi ban jata hai khud hi apna,
jindagi jinda dili mange aapse,
kisikon apna banaya nahi jata
ujala ho mukaddar me aapke itna ki
chand bhi roshni mange aapse
Hum khak zamien ki ho kar ke ush Chand ki hasrut kar baithe,
Woh cheez Khuda se unchi thi hum jisse mohabbat kar baithe....
ye raat itni tanha kyon hoti hai,
kismat se apni sabko sikayat kyon hoti hai,
Aankho Mein Armaan Diya Karte Hai,
ajeeb khel khelti hai kismat,
Hum Sabki Neend Chura Liya Karte Hai,
jise hum pa nahi sakte usi se mohabbat kyon hoti hai.
Ab Se Jab Jab Aapki Palkay Jhapkeygi....
samaj Lena Tab Tab Hum Aapko Yaad kiya karte Hai.....
hamari to dua hai koi gila nahi,
wo gulab jo aaj tak khila nahin,
Khusbhu ki tarah aap K pas bikhar jayenge,
aapko har din wo sab mile,
Sukun bankar dil me utar jayenge,
jo dunia me aajtak kisi ko mila nahi.
Zara mehsus karne ki kosish to kijiye,
Dur hote hue bhi pas nazar aayenge.

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Jo hai dil mein batakar to dekho, Ishq sabhi ko jeena sikha deta hai,
Chahat ko honthon pe lakar to dekho.... wafa ke naam pr marna sikha deta hai,
Sab kuch mil jayega usi pal, ishq nahi kiya to karke dekho yaar
Lekin mohabbat ko ek baar jatakar to dekho.... har dard ko sehna sikha deta hai.

Manzil bhi nazar aati gai, Parai duniya saza rahi hai sapne !
Hum bhi kadam badhate gaye.... Sapno main ab aitbaar na raha !!
Faasle bhi kam na hue, Kahne ko to sapne apne hain !
Apno se juda hum hote chale gaye.... Magar sapno ko ab hum se pyar na raha !!

Kaash surat aapki itni pyari na hoti, Nafrat thi hamse to izhar kyo kiya?
Kaash aap se mulaqat hamari na hoti... Dena tha jahar to pyar kyo kiya?
Sapno me hi dekh lete aapko, Dekar jahar kahte hain ki peena hi hoga,
To aaj milne ki itni bekrari na hoti.... aur jab pee gaye jahar to kahte hain jeena hi hoga

Jisne humko chaha, use hum chah na sake, Humne manga tha saath unka...
Jisko chaha usae hum pa na sake, wo judai ka gum de gaye...
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai, hum yaado ke sahare jee lete..
Kisi ka toda aur apna bacha na sake. wo bhulane ki kasam de gaye...

Bikhre ashkon ke moti hum pro na sake, Tanhaiyo ne jab bhi unhe sataya hoga...
Teri yaad Me sari raat so na sake, tab tab unhe mera khayaal aaya hoga...
Bheeg na Jaye ansuo me tasvir teri, gam ye nahi ki wo bhool gaye hume...
Bus yehi soch Kar hum ro Na sake. Gam ye hai ki ro-ro kar bhulaya hoga....

Bag Ki Baat Baag Ka Mali Hi Samje, Sehmi-Sehmi nighaon mein khawab hum jaga denge,
Fulo Ka Dard zukti Dali Hi Samje, Suni-Suni rahon pe phool hum khila denge.
Ye Kaisi Rit Banai Duniya Walon ne, Aap hamare sung muskura kar to dekho,
Diye Ka Dil Jale Aur Log Diwali Samje..... Aapka har gam hum chura lenge...

Samjha na koi dil ki baat ko, Yu to koi tanha nahi hota,


Dard duniya ne bin soche he de diya.... Chah kar kisi se juda nahi hota.
Sah gaye jo hum agar dard ko chupke se, Mohabbat ko majburiyan hi le dubti hain,
To phir humko patthar dil keh diya... Varna khushi se koi bewafa nahi hota...

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


tuje dekhe bina teri tashvir bana shkta hun Dard se dosti ho gayi yaaron,
tuje dekhe bina tera haal bata shkta hun Zindagi bedard ho gayi yaaron.
hain meri dosti main itna dum Kya hua jo jal gaya aashiyana hamara,
teri aankh ka aanshu apni aankh se gira shkta hun Door tak roshni to ho gayi yaaron....

Zindagi hai nadan isliye chup hoon, Muje dard-e-ishq ka maza malum hai,
Dard hi dard subah shaam isliye chup hoon, dard-e-dil ki inteha malum hai,
Keh du zamane se dastan apni, zindgi bhar muskrane Ki dua na Dena muje,
Usme ayega tera naam isliye chup hoon. Muje pal Bhar muskrane Ki saza malum hai..

Aap ki yaad me sab kuch bhulaye baithe hain, Unse roj milne ko jee chahta hai...
Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain... kuch sunne sunane ko jee chahta hai...
Hum to marenge aap ki baahon mein, kisi ka manane ka andaaz hai aisa
Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain... ki aaj fir ruth jane ko jee chahta hai....

Teri pyar ka sila har haal mein denge, Teri Dosti me ek Nasha hai,
Khuda bhi maange yeh dil to taal denge.. Tabhi to ye duniya ham se khafa hai,
Agar dil ne kaha tum bewafa ho, Na Karo Humse Itni Mohhabat Dost,
To is dil ko bhi sine se nikal denge....!!! ki dil hi puche Teri Dhadkan kahaan hai...

Aap har manzil ko mushkil samajhte hain, Pyas wo dil ki bujhane kabhi aaya hi nahi,
Hum aapko manzil samajhte hain... Kaisa badal hai jiska koi saaya bhi nahi,
Bada fark hai hamare aur aapke nazariye me, Berukhi isse badi our bhala kya hogi,
Aap hame sapna or hum aapko apna samajhte hain..... Ek muddat se usne hume sataya bhi nahi

Mehfil me kuch to sunana padta hai, Hotho pe dil ke tarane nahi aate,
Gum Chupakar Muskarana Padta hai, Sahil pe samundar ke fasane nahi aate.
Kabhi Unke Ham bhi Dost the, Sote mein bhi khul uthti hai palkein,
Aajkal Unhe Yaad Dilana Padta hai... Aankho ko khawab chupane nahi aate.

Jazbaat e ishq nakaam na hone dena, Gile kagaz ki tarha hai jindgi apni,
dil ki duniya me sham na hone dena, koi jalata bhi nahi or koi bahata bhi nahi,
dosti ka har ilzam apne sar lenge, is kadar akele hai raahon me dil ki,
par dosti ko kabhi badnam na hone dena... koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi........!

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi. Kaun jaane kab maut ka paigam aa jaye,
Woh bhi hame chahein jaruri to nahi. zindagi ki aakhari shaam aa jaye.
Kuch log bahut yaad aate hain dil ko, Hum toh dhundten hai waqt aisa,
Hum bhi unki yaad ban jaaye jaruri to nahi.... jab hamari zindagi apke kaam aa jaye

Zakham dene ka aandaz kuch aaisa hai Waqt ke iss mod pe yeh kaise waqt aaya hai,
zakham de kar poochte hai ke aab haal kaisa hai zakham iss dil ka zubaan pe aaya hain,
kissi ek se gila kya karna yaro nahi rote thae hum kaaton ki chubhan se,
sari duniya ka mizaz ek jaisa hai.. aaj phulo ki chubhan ne humko rulayaa hai…

Mohabbat ki shama jalake to dekho, teri har berukhi ko bhi rutba diya humne.....
Zara dil ki duniya saza kar to dekho, mohabbat ka har karz ada kiya humne.....
Tumhe ho na jaye mohabbat to kehna, mat soch humne tujhe bhula diya....
Zara humse nazrein milake to dekho.... khuda se pehle tera hi sajda kiya humne ....

Khud ki Mohabbat tabah kaun karega. tujh se bicharne ka khayal seh nahi paata
Sabhi nek benenge to gunah kaun karega. phir bhi dil ki baat keh nahi paata
Ae khuda Sanam Bewafa ko bachaye rakhna kyun hain aakhir zindagi mein is qadr majbooriaan
warna hamari maut ki dua kaun karega... maut bhi nahi aati, zinda bhi reh nahi paata

Tamaam umar zindagi se door rahe, Chaahne se koi chiz apni nahi hoti,
Apki khushi ke liye apni khushi se door rahe. har muskurahat khushi nahi hoti,
Ab is se badkar wafa ki saja kya hogi, kehana toh chahte hai bahut kuch,
ki apke hokar bhi aapse door rahe...!!! magar kabhi waqt toh kabhi jubaan saath nahi hoti…

khusiyon par fizao ka pehra hai In aakhon mein aasu aaye na hote..
na jaane kis ummeed par dil thehra hai Wo jo mud mudkar yu muskuray na hote....
teri aakho se chalkte hue gam ki kasam Unke jane ke baad ye Gam hota hai.....
yeh dosti ka rishta pyaar se gehra hai Kaash wo Zindagi Mein Aaye na hote....

Mohabbat sabko mil jaaye jaruri to nahi. Woh GUL hoon jo GULISTAN se nikala gaya hoon,
Woh bhi hame chahein jaruri to nahi. MAUT ke bazar me bikne ke liye dala gaya hoon,
Kuch log bahut yaad aate hain dil ko, Jo dava karte hain mere JINDA hone ka
Hum bhi unki yaad ban jaaye jaruri to nahi.... puchho jara jakar unse jinke hatthon mara gaya hoon.

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Bag ki bat bag ka mali hi samje Kitni parwa karte hain hum unki,
Fulo ka dard zukti dali hi samje kaash unhe bhi yeh ehsaas ho jaye,
Ye kaisi rit banai duniya walone kahin aisa na ho woh hosh main aayein,
Diya ka dil jale aur log diwali samje jab hum gehri neend main soh jaayein…

Dil ko aadat ho gayee hai chot khane ki, Maut pe hume yakin hai,
Bhigi palkon ke sang muskurane ki, Unpe bhi hume aitbar hai.
kaash anjam hum pehle jaan jate, Ab dekhna hai ki kaun aata hai pahle,
to koshish bhi na karte Dil lagane ki...? Humein to dono ka intezaar hai...

Rath kya dhali sitarae chale gaye , Humne Socha Shayad Humi chahte hain unko,
Gairo se kya kahe hum jub apnae hi chalae gaye , Par unhe chahne walon ka to kafila nikla,
jeet to sakte the hum bhi ishq ki baazi , Dil ne kaha shikayat kar KHUDA se,
par tumhae jetane ke liye hum harte chale gaye Par woh Khuda bhi unka chahnewala nikla....

Kash banane wale ne hame kitab banaya hota, kudrat ke karishmo mein agar raat na hoti ,
Aap padhte padhte so jate khwabon mein bhi unse mulaqat na hoti ,
aur hame sine se lagaya hota... yeh dil hi to hai har gum ki vajah ,
yeh dil hi na hota to kol baat na hoti....
Gum ne hasne na diya,
Zamaane ne rone na diya. Kisi ne dil ko is kadar chu liya
Is uljhan ne chain se jine na diya, ki hum kisi aur ko chu na sake!
Thak ke jab sitaroon se panah li, Hum to chale the Dost banane
neend aayi to teri yaad ne sone na diya... aur wo Dhadkan ban baithe!

Aankhen oonchi hui to dua ban gayi, Khuda se thoda rahem kharid lu,
Aankhen nichi hui to haya ban gayi. tere zakhmo ka malham kharid lu,
Jo jhuk kar uthi to khata ban gayi, agar bik jaye meri khushiyan kahin to
aur uth kar jhuki to ADA ban gayi... mein teri zindagi ke sare gum kharid lu...

Kitni jaldi mulaqat guzar jaati hai, Tanhaiyo se nahi ham mehfil se darte hai,
Pyaas bujhti nahi barsat guzar jaati hai. Duniya se nahi hum khud se hi darte hai,
Apni yadon se keh do is tarah naa aaya kare, yun to bahot kuch khoya hai humne,
Neend aati nahi aur raat guzar jaati hai... na jane kyon unhe khone se darte hai..

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Dost milke juda nahi hote, Sheeshey ka Dil samajh kar,
Ek dusare se khafa nahi hote, Pathron ne jise Chhod diya,
Bhul jana hamari sari kamiyo ko, kaanton se to bach gaya,
Insan, Insan hote hai Khuda nahi hote magar Phoolon ne usey tod diya!

Zindagi kisi ki mohtaj nahi hoti, yaad karne ke liye koi cheez chahiye,
DOSTI sirf jazbaat nahi hoti, aap nahi to aap ki tasveer chahiye ,
kuch to khayal aaya hoga RAAB ko, par tasveer aapki hmara dil behala na sakegi,
varna yu hi aapki humse mulaqat na hoti.. kyuki wo aapki tarah muskura na sakegi

Jis din tum se dil laga baithe, Khuda ne agar ye rishta banaya na hota,
tanhai me gamo ki mehfil laga baithe, ek dost ko dooje se milwaya na hota,
tum to kho gaye is duniya ki bheed me, Zindagi ho jati bejan ,
or hum apni hi duniya me aag laga baithe. agar aap jaisa dost paya na hota.

Bagair jane pehchane ikrar na kijiye, Jo dil se karib ho use rusva nahi karte,
muskura kar dil ko bequraar na kijiye, Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte,
phool bhi de jate hai jakhm gahre kabhi kabhi, Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi,
har phool par yu aetbaar na kijiye apno se koi baat chupaya nahi karte...

fiza par bhi asar hawaon ka hota hain, Aansun se palke bhigo leta hoon
mohabaath par thoda asar adawon ka hota hain, Yaad teri aati hai to ro leta hoon
aisi hi koi kisika deewana nahin hota, Socha ki bhula doon tujhe magar,
kuch tho kasoor nigahon ka hota hain. Har baar faisla badal deta hoon

Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, Har Shakhs Ke Pehlu mein ek dil hota hai,
kasur kya hai is dil ka bataya to hota, Har Dil mein ek dard-e-awaaz hoti hai,
mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, Mumkin nahi ki har koi bana de Tajmahal,
kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota. Par har dil mein ek Mumtaj Hoti hai....

Khwaab dekh bhi nahi aur tut gaye, Log apna banake chodd dete hai...
woh humse mile bhi nahi aur ruth gaye, Rishta gairo se jodd lete hai..
hum jaagte rahe duniya soti rahi, Hum to eak phool bhi na todd sake..
ek baarish hi thi jo saath roti rahi. Log to dil bhi todd dete hai

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Naa karta shikayat zamane se koi, Aankhon pe aasunon ki lakir si bann gayi,
agar maan jata manane se koi, Kabhi socha na tha aisi taqdeer bann gayi.
kisi ko kyu yaad karta koi Humne toh firayi thi ret pe ungliyan,
AGAR BHUL JATA BHULANE SE KOI... Gaur se dekha to teri tasveer bann gayi…

Kalam uthai hai lafts nahi milta, Saath chhod ke kabhi humse juda mat hona,
jisko dhund rahe hai vo shaks nahi milta, wafa chahiye tumse bewafa mat hona,
firte hai wo jamane ki talaash me, ruthe chahe sari khudai humse magar,
bas humare liye unhe waqt nahi milta. tum kabhi bhi humse khafa mat hona...

Yun to aapko roj yad kiya karte hai, Khuda na kare aapko kabhi koi gham milay,
man hi man me dekh lia karte hai, khusian aur hansi har dam milay,
kya hua agarpas nahi hum to, gham jab bhi badh chale aapki aur,
dil hi dil me mulaquat kar liya karte hai! khuda kare raaste mein usay hum milay...

Sirf chahne se mulakat nahi hoti, Aasuon ke chalne ki awaaz nahi hoti,
Suraj ke saath kabhi raat nahi hoti, dil ke tootne ki aahat nahi hoti,
Hum jise chahete hai jaan se bhi jayada, agar hota khuda ko har dard ka ehsas,
Saamne hote hai par baat nahi hoti. to usse dard dene ki aadat nahi hoti...

Raat hogi to chand bhi duhai dega, Nazar ne nazar se mulaqat kar li,
Khawabon me tumhe wo chehra dikhayi dega, rah dono khamosh par baat karli…
ye mohabbat zara sochke karna... Mohabbat ki fiza ko jab khush paya,
ek aansu bhi gira to sunai dega.... in aankhon ne roh roh ke barsaat kar li…

Rukta bhi nahi, theek se chalta bhi nahi, jisne humko chaha ,use hum chaha na sake,
Yeh dil hai uske jaane ke baad Sambhalta hi nahi jisko chaha usae hum pa na sake,
yeh samaj lo dil tutne ka khel hai,
Raat KE Bina Kabhi Chandani Nahin Aati...., kisi ka toda aur apna bacha na sake
Patjhad Mein Kabhi Bahaar Nahin Aati,
Jaati Hoon Jab B Khuda KE Dar Par, Unhe aadat hai zakham dene ki.
Tujhe Maangne ke sive Koi Fariyaad nahin Aati....!! Apni toh fitrat hai gham chupane ki,
ab toh aadat si padh gayi hai aasoon pi janeki,
Maana ke aapke nazaron main kuch nahin hain hum kya haseen saza di hai zaalim ne dil lagaane ki…
Magar unse jakar puchiye jin-hain hasil nahi hain hum

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Dard ko bhi ab dard hone laga hai, aansuo se palke bhigo leta hoon
dard khud hi hamare ghav dhone laga hai, yaad teri aati hai to ro leta hoon
dard ke sath kabhi roye na hum, socha ki bhoola doo tujhe magar
dard khud hi humko chu ke rone laga hai har baar faisla badal deta hoon

Palko k kinare jo humne bhigoye nahi, ek dil hi toh tha hamnavaj,


sab sochte hai hum roye nahi. jo jalim pe pyaar aagaya.
Sab puchte hai khwabo mein kise dekhte ho, kuch yun hua ki maut hamse,
Hum hai k ek umar se soye hi nahi. aur ham zindagi se haar gaye.

Maine unse pyar kiya, khali dil izhaar key kabil na raha,
yeh mere pyar ki had thi. koi bhi piyar k kabil na raha,
Maine unpe itabar kiya, dil mein bas gayee dosti teri,
yeh mere itabar ki had thi. ab to chaand bhi dedaar k kabil na raha
Markar bhi khuli rahi meri aakhen,
yeh mere intizaar ki had thi. ek dil hi toh tha hamnavaj,
jo jalim pe pyaar aagaya.
Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya, kuch yun hua ki maut hamse,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya, aur ham zindagi se haar gaye.
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna paya "Chaha Tha Unhe Hale Dil Sunana,
Chaha Tha Unhe Junoone Mohhabatt Dikhana,
Jis shaam mere lab per tera naam na aaye, Nasme Laye The Hum Dil Kured Kured Kar,
Khuda kare aisi shaam na aaye.... Per Alfaaz Bhi Chale Gaye Unhe Dekh Kar"
Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin,
Afsaana likhnu aur tera naam na aaye Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.
Apnon ne maara hai humko Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Gairon mein kahan dum tha Saza mili hai hume muskurane ki !
Kashti bhi apni to doobhi
jahan paani kam tha. Mohabbat ke naam se darte thhey
Dil ki dhadkan dhadka gaya koi
Har baat ka matlab inkaar nahin hota, Hum anjaani raahon pe chal rahe thhey
Har jagah par baithana intezaar nahin hota, Achaanak hi manzil dikha gaya koi
Yun to milti hai hazaron se nazrein,
Har nazar ka milna pyaar nahin hota.

Biizay Mishra biizay@hotmail.com


Haaton mein leeye paemana, jaam dhoonda karta hoon.
Tere sang gujarne ko, ek saam dhoonda karta hoon.
Duniya wale humare rishtey ko, yu hee badnaam karte hain.
Ke main eis rishtey ko, dene ek naam dhoonda karta hoon.

Humne jeena chhaha tha apne dhang se


magar jindagi ko ye gawara na tha
lo hum keh dete hai jindagi ko alvida
ke jina humko gawara na tha..

Is sangeet ke nashe me
Jo doob jaye jahan ko bhulakar
Jeewan jharane ki tarah bahe
Aur naiya mil jaaye saagar ko

Har table Bottle Se sajja rakhi hai,


har type ke daaru manga rakhi hai,
Na jane kis gali se aaega mera dost,
humne har gali bottlo se saza rakhi hai

Beqaraar Dil Is Tarah Mile


Jis Tarah Kabhi Hum Juda Na The
Tum Bhi Kho Gaye Hum Bhi Kho Gaye
Ek Raah Par Chalke Do Kadam

Dard ko na dekhiye dard se


dard ko bhi dard hota hota,
dard ko bhi zarurat hai pyar ki aakhir ,
dard hi to humdard hota hai.

Biizay Mishra biizay@hotmail.com

You might also like