Main yaadon mein uljha Main teri yaadon mein khoya Main yaadon mein uljha Teri yaadon ka hai samaa Tere bin main, main na rahan Teri yaadon ka hai samaa Tere bin main, main na rahan Shamon saher kaise Lagte zehar jaise Tere bagair aise oh o.. Socha nahi kaise Hoon darbadar jaise Hogi basar aise oh o.. Khamoshi hai khata meri Tanhaiyan hai saza meri Samjha rahi hai yeh dooriyan Teri meri nazdeekiyan Haan teri yaadon ke ghum hai Hai teri yaadon ki khushiyan Haan teri yaadon ke ghum hai Hai teri yaadon ki khushiyan Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na raha Sabko khabar hai yeh Meri saher hai tu Kya bekhabar hai tu oh o.. Itni zara si to haan tujhe kehne Kehde nazar se oh o..
Kya itni hai majbooriyan
Kyu itni na manzooriyan Ik mukhtasar si baat hai Phir zindagi bhar ka sath hai Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya Main teri yaadon mein jaaga Main teri yaadon mein soya Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na rahan Tere bin jeena kya mera Tere bin main, main na rahan