You are on page 1of 2

Agar Tu Hota Lyrics

Meri raahon mein pade


Tere pairon ke nishan
Ne kahan.. ne kahan
Teri saanson se judi
Meri saanson ki wafa
Ne kahan.. ne kahan
Girte un ansuon mein
Kuch toh tujhsa lagge hai
In ashqon mein main na khota
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum (x2)
Paon ko thhe miley zameen ki tarah
Ankhon mein kyu huwe nami ki tarah
Dil ko tum kehte thhe khuda ka hai ghar
Chod ke kyu gaye ajnabi ki tarah
Girte un ansuon mein
Kuch toh tujhsa lagge hai
In ashqon mein main na khota
Agar tu hota toh na rote hum
Agar tu hota toh na rote hum (x2)
Bin tere dekhun main
Zara sa lagoon
Gham se hi aaj kal
Bhara sa lagoon
Chod de saath na zindagi meri
Soch ke baat yeh darra sa lagoon
Girte un ansuon mein
Kuch toh tujhsa lagge hai
In ashqon mein main na khota

Agar tu hota toh na rote hum


Agar tu hota toh na rote hum (x2)

You might also like