You are on page 1of 2

Jeena Marna Sikha Diya Lyrics

Kyun itno mein tujhko hi


Chunti hoon har pal
Kyun tere hi khwab ab
Bunti hoon har pal
Kyun itno mein tujhko hi
Chunti hoon har pal
Tere hi khwaab ab
Bunti hoon har pal
Tune mujhe jeene ka hunar diya
Khamoshi se sehne ka sabar diya
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera hosla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Bandhne lage hai rishton ke dhaage
Tere mere darmiyaan
Thode sukoon mein rehne lagi hai
Ye meri bechainiyan (x2)
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera hosla
Mujhe jeena seekha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya

Tere khayalon mein ho gayi gum


Yeh meri tanhaiyaan
Ab rooh meri karne lagi hai
Teri nigehbaaniyan (x2)
Tu hi bharosa zindagi ka
Tu hai mera hosla
Mujhe jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya
Jeena sikha diya
Marna sikha diya
Teri wafaaon ne insan bana diya

You might also like