You are on page 1of 1

tumko paaya hain to jaise khoya hoon

kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon[2]


kisi zabaan mein bhi vo lavz hi nahi ki jinme tum ho kya tumhe bata sakoon
main agar kahoon tumsa haseen
qaynat mein nahi hain kaheen
taareef yeh bhi to sach hai kuch bhi nahi tumko paaya hain to jaise khoya hoon
shokhiyon mein doobi yeh adaayein
chehre se jhalki huyi hain
zulf ki ghani gahni ghatayen
shaan se dhalki huyi hain
lehrata aanchal hain jaise baadal
baahon mein bhari hain jaise chaandni,roop ki chaandni
main agar kahoon
yeh dilkashi hain nahi kaheen na hogi kabhi
taareef yeh bhi to sach hain kuch bhi nahi tumko paaya hai to jaise khoya hoon
tum huye mehrbaan toh hai yeh daastaan
[2]
ab tumhara mera hai ek hai caravan
tum jahaan main vahaan
main agar kahoon hamsafar meri
apsara ho tum ki ya koi pari tareef yeh bhi to sach hai kuch bhi naheen
tumko paaya hai to jaise khoya hoon
kehna chahoon bhi to tumse kya kahoon,kisi zaban mein bhi vo lavz hi nahi ki jin
me tum ho kya tumhe bataan sakoon
main agar kahoon tumsa haseen qaynat mein nahi hai kaheen tareef yeh bhi to sach
hai kuch bhi nahi

You might also like