You are on page 1of 1

Jism - Awaarapan Bajaarapan

--------------------------------------------------------------------------------

E|-----------------------------------------------------------
B|-----------------1--3--------------------------------------
G|--------3-----3--------2-----------------------------------
D|--3-2-0--------------------3-3--3-3--0------2-2------------
A|---------------------------------------3-3-----------------
f e d a# a# c d a f f f f d c c e e
Aawaarapan, banjaarapan, ek khala hai seene mein
Har dam har pal bechaini hai, kaun bala hai seene mein

E|-----------------------------------------------------------
B|---------1-1-------------1-1-----------------3-1-----------
G|-2--3--2--------2---3--2---------0-2-0-3--3------2--2------
D|-----------------------------------------------------------
a a# a c c, a a# a c c, g a g a# a# d c a a
Is dharti par, jis pal sooraj, roz savere ugta hai

E|-----------------------------------------------------------
B|------------2----------------------------------------------
G|-2-2-3---3------3-2--0-0-2-2-3--2-0------------------------
D|-------------------------------------3-3-3--3--0------2--2-
A|-------------------------------------------------3-3-------
a a a# a# c# a# a, g g a a a# a g, f f f f d c c e e
Apne liye to, theek usi pal, roz dhala hai seene mein

Aawaarapan, banjaarapan ek khala hai seene mein


Jaane yeh kaisi aag lagi hai, is mein dhuaan na chingaari

Hona ho is baar kahin koi khwaab jala hai seene mein


Aawaarapan, banjaarapan, ek khala hai seene mein
Jis raste par tapta sooraj saari raat nahin dhalta - 2
Ishq ki aisi raahguzar ko humne chuna hai seene mein
Aawaarapan, banjaarapan, ek khala hai seene mein
Kahan kisi ke liye hai mumkin sab ke liye ek sa hona - 2
Thoda sa dil mera bura hai, thoda bhala hai seene mein
Aawaarapan, banjaarapan, ek khala hai seene mein

You might also like