You are on page 1of 1

ab tak sab khayali tha, abhi abhi toh jagge re

tu hi sach, jhuk gaya tere aagey re


ab toh na chod mirza ko, tujh bin jholi khali re
ohh sahiba, hizar ki chot hai laggi re
jiggar hua hai baaki re...

mohabat kis chidhiya ka naam hai humme bhi batana


ghor saver woh kabhi ghunghunae toh humme bhi sunana
dikh jayein toh dikhana, kabhi kisi rozz woh angan aye
bhela fusla ke mishri ki daaliya, apne hathoo se uski choch mein hai dena
sikhadenge usse apna naam dohoraana, seekh lenge bina parwa ke ud jana
sunnah hai kaaton pe dil khob, gulabo mein rang bhar deta
jaan deke bhi , dil mein ghr kar leta

You might also like