You are on page 1of 27

LIFE Ep-1 Time

written by

KukDooKoo

 
RIZWAN (V.O.)
(Tensed)
Life kya hai? Iska jawaab shayad
koi nahi jaanta, zinda ho toh life
hai aur mar gaye toh khatam. Main
zinda tha par meri zindagi poori
tarah khatam ho chuki thi, sab
kucch galat tha. Ya fir shayad main
hi galat tha. Par kisi na kisi
tarah zindagi seekh de hi deti hai,
chaahe uske liye mujhe mu ke bal
girana kyu na pade. Main hun Rizwan
Khan par yeh kahani meri nahi hai,
naa hi kissi aur ki. Yeh kahani hai
zindagi ki.

EXT. GARDEN - DAY

Two kids are playing.


RIZWAN (V.O.)
Lekin kahin se toh shuru karna hai.
Focus on the first kid.

RIZWAN(V.O.) (CONT’D)
Yeh tha Samar.
Focus on the other kid.

RIZWAN(V.O.) (CONT’D)
Aur yeh main, Rizwan. Ham dono
hamesha sath the, chahe woh koi
ladai ho.

Samar and Rizwan are fighting with some kids.


RIZWAN
Ya fir result.
Samar and Rizwan checks their result on the list placed on
the board in their school, their name is at the bottom of the
list.

They gives each other a high five.


RIZWAN (CONT’D)
Ham sath hi bade hue, sath hi
college gaye, aur fir aayi Aisha.
Aisha enters in the college, Rizwan keeps staring at her,
Samar waves his hand in front of his eyes but Rizwan keeps
staring at her.
2.

RIZWAN(V.O.)
Aur fir ham 2 dost se 3 ban gaye.
Lekin fir kucch aisa hua jo kisi ne
nahi socha tha, Samar ke parents ka
murder.

INT. SAMAR'S HOUSE - NIGHT

Samar's parent's dead bodies are lying on the floor while


Samar is sitting on the floor without any expression, police
takes him outside where Rizwan and Aisha are waiting for him.

Rizwan hugs Samar but he keeps standing without any movement


or expression but after sometime he grabs Rizwan tightly and
starts crying loudly. Aisha puts her hand on his shoulder.
RIZWAN(V.O.)
Uss haadse ne sab badal diya.

INT. RIZWAN'S HOUSE - MORNING

Aisha is ringing the bell again and again.


Rizwan opens the door.

RIZWAN
Kya hua?
AISHA
Samar ja raha hai.

EXT. BUS STOP - MORNING

Rizwan and Aisha are running to reach the bus stop while
Samar enters the bus.

RIZWAN(V.O.)
Bina kucch bole, bina mile woh
sheher chhod kar chala gaya. Kahan
ja raha tha, kab wapis aayega,
kucch nahi pata tha. Yahan tak ki
apna phone bhi nahi le gaya.

Bus starts moving, Rizwan and Aisha reaches the bus stop,
Aisha stops and tries to stop Rizwan but he keeps chasing the
bus, shouting and waving to get Samar's attention but the bus
moves far away.
Rizwan gets tired and stops, Aisha comes there running and
stands by his side.
3.

She holds his hand while they both look towards the bus going
far away.

INT. PRISON CELL - NIGHT


Vishwas(23) a young news reporter with a notepad in his hands
is interviewing Rizwan(30) in a prisoner outfit(very short
hairs and clean shave in prison scenes)
VISHWAS
Aur fir aapne CBI join ki.
RIZWAN
Han, mere dad bhi CBI mein the, woh
retire hue toh apni jagah mujhe
laga gaye. Bahut case aaye aur
bahut band bhi hue lekin maine ek
case kabhi band nahi hone diya aur
woh tha Samar ke parents ka murder,
jisne hamari zindagi badal di.
VISHWAS
Aur phir?
RIZWAN
Kayi sala beet gaye, maine aur
Aisha ne shaadi kar li aur phir
shuru hui asli kahani

INT. RIZWAN'S HOUSE - MORNING


Rizwan(29) wakes up in his room with a headache.
Flashback to last night, Rizwan is arguing with Aisha(28),
fair and tall, while arguing Aisha points a finger towards
him, he pushes her hand away, he feels drizzy and Aisha holds
him but he pushes her away and locks himself in his room.
Back in present, Rizwan leaves his bed and goes to the
bathroom, he wakes his face and stares at himself in the
mirror.
In the living room, Aisha puts the breakfast on the table and
looks towards Rizwan's room.

Rizwan comes out.


AISHA
Rizwan, naashta...
4.

RIZWAN
Dekho, zyaada natak karne ki toh
zaroorat hai nahi.

AISHA
Main natak kar rahi hoon?
Rizwan keeps walking towards the exit.
AISHA (CONT’D)
Rizwan, suno toh.

RIZWAN
Tumne woh papers sign kiye.
AISHA
Kaunse pap....
His face suddenly turns sad.

AISHA (CONT’D)
Oh, main bhool gayi thi.
RIZWAN
Jaldi kar dena, dates har roz nahi
milti.
Rizwan leaves.

Tears are in Aisha's eyes, she walks to the table and picks
up a file of divorce papers, she opens them and stares at
Rizwan's signature.

EXT. OUTSIDE RIZWAN'S HOUSE - MORNING


Rizwan is standing near his car working on his phone when he
notices Samar(29) with big beard and tied back hairs, in a
bussiness suit, coming out from a building near his house, he
keeps standing there in shock.
RIZWAN (V.O.)
(hope)
Jab itna sab kucch bikhar jaaye toh
ek chamatkar ki zaroorat hoti hai
jo sab theek karde aur phir
chamatkaat hua, maano jaise ateet
wapis aagya.
Rizwan smiles and runs towards Samar.
RIZWAN
(excited and happy)
Samar!
5.

Samar enters his car and leaves.


Rizwan remembers the time when he was chasing the but in
which Samar was.
RIZWAN (CONT’D)
Aaj nahi jaane dunga.
Rizwan hurries and enters his car and starts following
Samar's car.

RIZWAN (V.O.)
(happy)
Mujhe yakeen nahi ho raha the ki
Samar wapis aa gya, 8 saal se na
toh usse kabhi dekha aur na hi uski
koi khabar mili, aisa laga ki woh
hamesha ke liye chala gaya.
Samar's car stops in front of a house, Rizwan stops his car.

RIZWAN
Samar!
Samar gets happy seeing Rizwan again, he runs and hugs
Rizwan.
RIZWAN (CONT’D)
(happy and excited)
Tu yahan kab aaya aur mujhse kyu
nahi mila.
SAMAR
(happy)
Aaj hi aaya hun.
RIZWAN
(happy and excited)
Tujhse bahut saari battein karni
hai.
SAMAR
(happy)
Chal, andar chalkar baat karte hai.
Rizwan and Samar goes inside his house.

INT. INSIDE SAMAR'S HOUSE - MORNING


SAMAR
(happy)
Kucch office ke kaam se aaya tha,
tu baith apna hi ghar samajh.
6.

RIZWAN
(surprised)
Tu kisi aur ki company mein kam
karta hai?
SAMAR
(happy)
Nahi meri khud ki company hai.
RIZWAN
(happy)
Khud ka business, han?
SAMAR
(questioning)
Aur tera kya?
RIZWAN
(happy)
Main CBI mein hun. James bond.
SAMAR
(worried)
Aisha kaisi hai?

Rizwan stands silently.


SAMAR (CONT’D)
(worried)
Kya hua?
RIZWAN
(sad)
Hamara 3 din baad divorce hone wala
hai.
SAMAR
(shocked)
Kya? Par kyu?
RIZWAN
(sad)
Pata nahi yar, jaisa socha tha
waisa kucch nahi hua, har baat par
ladaai. Saari galti uski hai.
SAMAR
(angry)
Han galti uski hi hai, ghatiya hai
bilkul woh. Tujhe to kabka divorce
le lena chahiye tha.
7.

RIZWAN
(sad)
Han theek hai bas chup hoja.
SAMAR
(angry)
Kyu chup ho jaun? Aisha ki hi galti
hai, Bekaar...
Rizwaan slaps Samar and starts walking out.
SAMAR (CONT’D)
(serious)
Tu abhi bhi uske khilaaf kucch nahi
sun sakta na?
Rizwan keeps walking.
SAMAR (CONT’D)
(serious)
Tu mujhse nahi bhaag raha, apne aap
se bhaag raha hai. Apni ego ka
kucch kar.
Rizwan walks out.

EXT. OUTSIDE RIZWAN'S HOUSE - DAY


RIZWAN (V.O.)
(warning)
Life ki yeh kahani shuru hoti hai
time se, jo beet gaya woh kabhi
wapas nahi aata aur samay kisi ke
liye nahi rukta.
Rizwan's phone rings.
RIZWAN
(serious)
Hello.

DIRECTOR
(ordering)
Rizwan, abhi ke abhi office mein
report karo.
RIZWAN
(questioning)
Par aaj toh sunday hai.
8.

DIRECTOR
(serious)
Mujhe pata hai, par bahut important
kaam hai.
RIZWAN
(serious)
Yes sir.

INT. FBI OFFICE - DAY


A meeting is going on.
DIRECTOR
(explaining)
Ek killer, abhi tak 4 murder kar
chuka hai. Iski identity koi nahi
janta, murder duniya ke alag alag
desho mein huye hain. Koi saboot
nahi mila kucch bhi nahi chhoda
usne. Lekin ek baat hai, har laash
ke paas ek note mila hai jisme
likha hai ki buraai khatam hogi aur
interesting baat yeh hai ki is note
ko hindi mein likha hai.
RIZWAN
Yaani murderer Indian hai?
DIRECTOR
Han, aur isliye ham iss case ko
solve karne mein poori madad
karenge aur yeh bbhi ho sakta hai
ki agla murder india mein hi ho.
RAVI
(questioning)
Murder ki baaki details? Koi
pattern mila?
DIRECTOR
(serious)
Abhi tak toh nahi.
SID
(questioning)
Murder kaise hua?
DIRECTOR
(explaining)
Alag alag tareeko, murder ke way
mein koi pattern nahi hai.
9.

RIZWAN
(questioning)
Location kya hai?
DIRECTOR
(serious)
Pehla murder Algeria mein, doosra
Denmark, teesra murder Italy aur
chautha murder Tokyo mein.
Rizwan is thinking very hardly.
RIZWAN
Kucch bhi nahi hai, kya woh
randomly murders kar raha tha?
DIRECTOR
Pata nahi, lagta toh aisa hai ki
uske paas koi motive hi nahi tha.
RAVI
(thinking)
Par sawaal toh yeh hai ki agla
murder kis desh mein hone wala hai?

Rizwan is concentrating on something.


DIRECTOR
Tumhe kya lagta hai Rizwan?
RIZWAN
Adit?
DIRECTOR
(questioning)
Kya?
RIZWAN
(explaining)
A-D-I-T. Jin desho mein murder hue
hai unka first letter. Pehela
murder Algeria, A. Doosra Denmark,
D. Teesra Italy, I. Aur last Tokyo,
T.
SID
(happy and joking)
Aditya?
RIZWAN
(excited and serious)
Ya phir Aditi?
(MORE)
10.
RIZWAN (CONT’D)
Possibility hai ki murderer apna
naam poora kar raha hai. Woh Indian
hai toh ya toh Aditi ya Aditya.
DIRECTOR
(guessing)
Toh murder kisi aise desh mein ho
sakta hai jo I ya Y se shuru hota
ho?.
RIZWAN
(serious)
Han, aur ham india mein rehta hai
jo I se shuru hota hai, ho sakta
hai ki aaoka shak sahi ho, agla
murder India mein ho sakta hai.
DIRECTOR
(serious)
Han lekin sirf India nahi balki har
woh desh jo I ya Y se shuru hota
hai usse khatra hai..
RIZWAN
(serious)
Media mein announce nahi hona
chahiye, saara kaam bilkul secret
hoga, iss Aditya ya Aditi ko ek bhi
mauka nahi milega.
DIRECTOR
(Thinking)
Bas ek cheez pata nahi chali, uska
motive, aisa lagta hai ki woh bas
zindagiya barbaad karna chhahta
tha.
RIZWAN
(serious)
Woh toh use pakadne ke baad hi pata
chalega.

DIRECTOR
(ordering)
Aaj ke liye bas itna hi, jald se
jald use pakadna hai. Agla murder
nahi hone denge.
Everyone goes out.

EXT. OUTSIDE FBI BUILDING - AFTERNOON


Director and Rizwan are having a chat.
11.

RIZWAN
(happy)
Itni lambi chhutti ke baad kaam
karna kaisa lag raha hai?
DIRECTOR
(happy)
Bahut bura.
RIZWAN
(questioning)
Waise, iss case ki shurwat kahan se
karni hai?
DIRECTOR
(serious)
Har woh insaan jo yahan bahar se
aaya hai uspe shak hai.
And then Samar comes there who was listening to their chat.
SAMAR
(happy)
Hi!
RIZWAN
(surprised)
Samar, tu yahan?
SAMAR
(happy)
Tujhse kucch baat karni thi.
DIRECTOR
(happy)
Hello!
RIZWAN
(introducing and happy)
Sir, yeh Samar mere college ka
dost. Aaj hi yahan apni company ke
kaam se aaya hai.
SAMAR
(happy)
Hello sir.
DIRECTOR
(happy and surprised)
Tumhari khud ki company hai? Nice!
Company ka naam kya hai?
12.

SAMAR
(introducing)
Better World pvt.ltd ham is duniya
ko technologically better banane
par kaam karte hai.
DIRECTOR
(asking)
Kabhi suna nahi iss company ke
baare mein.
SAMAR
(explaining)
Kaafi chhoti company hai, isliye
funding lene yahan aaya hun. Lekin
pata nahi kyun aap ki shakal bahut
jaani pehchani lag rahi hai.
DIRECTOR
(guessing)
Yeh duniya bahut badi hai shayad
mile honge.
RIZWAN
(asking and happy)
Waise main tumse poochna bhool gaya
ki tu rehta kahan hai?
SAMAR
(explaining)
Waise toh main Scotland mein rehta
hun par yahah Tokyo se aaya hun,
funding ke liye bahut travel kar
rahan hun par kucch baat nahi bani.
Waise meri ek meeting hai aur main
late ho raha hoon to Rizwan tu
mujhe meri car ke paas mil.
RIZWAN
(happy)
Han bas abhi aaya.
Samar goes from there.
RIZWAN (CONT’D)
(warning)
Aap uspar sirf isliye shak nahi kar
sakte kyunki woh Tokyo se aaya hai.
DIRECTOR
(questioning)
Shak na karne ki koi wajah?
13.

RIZWAN
(Assuring)
Main use jaanta hu, woh aisa nahi
kar sakta.
DIRECTOR
(serious)
Jaisa maine kahan tha, shak har us
insaan par hai jo kisi doosre desh
se aaya hai, aur ispe toh meri
khaas nazar rahegi. Tum jaao woh
tumhara intezaar kar raha hai.
Rizwan goes from there.
RIZWAN (V.O.)
(tensed)
Mujhe andaaza bhi nahi tha ki yeh
ek bahut hi bure din ki shuruwaat
thi.
Rizwan reaches Samar who is waiting for him in front of his
car.
RIZWAN
(asking)
Bol kya baat karni thi tujhe?
SAMAR
(sad and apologizing)
Subah ke liye sorry bolna tha,
mujhe pata hai main bahut zyaada
bol gaya par tu galat hai. Main bas
sab sahi karna chahta hun.
RIZWAN
(assuring)
Mujhe pata hai.
Then Rizwan's best friends, Sid(29) silly and careless, and
Ravi(29) level headed, comes.
RIZWAN (V.O.)
(introducing)
Yeh hai Sid aur Ravi, ek yeh hi hai
jinhe main apne dost keh sakta hun.
Har bar koi Museebat khadi kar dete
hai par phir bhi hai toh dost hi.
SID
(happy and excited)
Rizwan, ek bahut badiya khabar hai.
Hame hamara pehle bada case mil
gaya.
14.

RAVI
(happy)
Uss murderer ke khilaaf saboot
ikhatta karne ke liye hame chuna
gaya hai.
RIZWAN
(little angry)
Ham shayad yeh baat akele mein bhi
kar sakte the.
RAVI
(asking)
Waise yeh kaun hai?
RIZWAN
(introducing)
Yeh Samar, mere college ka dost.
SID
(happy)
Hello!
SAMAR
(happy)
Hi!
SID
(introducing and happy)
Main Sid aur yeh hai Ravi.
RAVI
(happy)
Hi!

SAMAR
(happy, taking leave)
Main meeting ke liye bahut late ho
raha hun toh chalta hun, you guys
carry on.
Samar sits in the car and Sid, Ravi & Rizwan walk away.
SID
(joking)
Yeh Samar toh kaafi khufiya aadmi
lag raha tha. Kahin iss ne hi toh
murder nahi kiya.
RIZWAN
(serious and a little
angry)
Pagal hai kya?
15.

SID
(calming down)
Gussa kyu ho raha hai? majaak kar
raha hun.
RAVI
(worried)
Mazaak toh theek hai par kahi hame
na maar de.
RIZWAN
(joking)
Agle mahine tera birthday hai na?
Usse pehle mat mar jaiyo. Iska har
saal ka drama hai.
RAVI
(serious)
Tujhse kucch baat karni thi, mujhe
Rahill ko pakadne ka bahut
important saboot mila hai.
RIZWAN
(joking)
Case shuru hua nahi tune saboot
dhoond liya.
SID
(serious)
Yeh case 2 din pehle shuru ho gaya
tha, tujhe ab pata chala hai.
Rizwan's phone rings.

RIZWAN
Hello!
Someone says something on the phone that gives Rizwan a
shock.
RIZWAN (CONT’D)
(shocked)
Kya? Murderer mil gaya?
SID
Jaldi chal.
They sits in a car.

EXT. UNDECIDED PLACE - EVENING


Murderer is trying to run away from police but Rizwaan
reaches there and chase Rahill.
16.

RIZWAN
(warning)
Ruk jao.
Rizwan takes out his gun.
RIZWAN (CONT’D)
(warning)
Ruko.
DIRECTOR
(warning)
Nahi Rizwan.
Rahill keeps running and Rizwan shoots, everyone gets tensed.
DIRECTOR (CONT’D)
(worried)
Jaldi ise hospital lekar jao.
Police takes Rahill to hospital.
RIZWAN
(apologizing)
Sorry, par woh bhaag jaata.
DIRECTOR
(warning)
Aaj jo hona tha woh ho gaya par
agar woh mar gaya toh tumhare liye
bahut badi problem khadi ho jayegi.
Cheif sees towards Ravi and Sid.
DIRECTOR (CONT’D)
(ordering)
Ravi aur Siddharth tum dono jao.
RIZWAN
(asking and surprised)
Lekin woh aapko mila kaise?
DIRECTOR
(explaining)
Mujhe Samar ne phone kiya tha ki
uski jaan khatre mein hai aur jab
main yahan pahucha toh woh Samar ko
maarne ki koshish kar raha tha,
uski pocket se woh hi letter mila
jo har laas ke paas se mila hai.
RIZWAN
(surprised)
Samar?! Par ab woh hai kahan?
17.

SAMAR
(serious)
Main yahan hu, ek important call
thi.
RIZWAN
(worried)
Accha hai tu theek hai.
DIRECTOR
(guessing)
Aur han, uska naam na toh Aditya
tha aur na hi Aditi, shayad tum
galat the.
RIZWAN
(serious)
Han aur aap bhi, Samar murderer
nahi hai.
DIRECTOR
(serious)
Han zaroor, accha toh main chalta
hun.
Director goes away from there.
SAMAR
(happy and noticing)
Yahan toh kaafi kucch badal gaya.
RIZWAN
(happy)
Han, yeh sheher pehle se bahut
badal gaya hai.
SAMAR
(asking and demanding)
Toh mujhe kab ghumayega?
RIZWAN
(happy and assuring)
Jab tu kahega tab ghuma dunga.
SAMAR
(happy)
Kitna time ho gaya aise tassali se
baatien kare.
RIZWAN
Chal to phir aaj hi chalte hai,
tujhe saari jagah ghuma kar laata
hun.
18.

SAMAR
Nahi yar, aaj nahi ho payega.
RIZWAN
Kyun?
SAMAR
Aaj mujhe bahut kaam hai, lekin
phir kabhi. Chal ab main chalta
hun.
RIZWAN
Ruk na, kitne saalo baat mile hai,
tu bahut badal gaya hai.
SAMAR
Samay ne badal diya, main kya meri
poosri zindagi badal di.
Samar leaves.
Rizwan enters his car.

INT. RIZWAN'S HOUSE - EVENING


Aisha is sitting next to her sister Riya(30).
AISHA
Aisa bhi kya hua jo baat divorce
lene tak pahuch gayi, sach bataun
toh mujhe yaad bhi nahi ki hamare
beech ladayi shuru kaise hui thi.
RIYA
Main baat karun kya uss se?
AISHA
Nahi, rehne do. Main bhi thak gayi
hun iss ladai se, ab toh main bhi
divorce papers par sign karna
chahti hun.
RIYA
Tu sach mein sign karna chahti hai.
Aisha starts crying while Riya tries to stop her.
19.

EXT. UNDECIDED PLACE - EVENING


Rizwan is sitting in his car when recieves a message from
Aisha, he opens the messenger and it is shown that all the
messages from Aisha are of sorry, he checks the older
messages and every message of Aisha says sorry.
RIZWAN (V.O.)
Har ladai ke baad, har baar woh
sorry bhejti thi, kayi saalo se
bhejti aa rahi thi aur main har
baar ignore kar deta tha, lekin uss
din un messages ko dekh kar bahut
bura lag raha tha.
And then Rizwan recieves a call from Riya.

RIYA
Hello, Rizwan?
RIZWAN
Han, bolo.
RIYA
Rizwan, mujhenahi pata ki tumhare
beech kya ladai hui lekin ek baar
divorce ke baare mein phir se soch
lo. Tum jaante ho, woh tumse abhi
bhi utna hi pyaar karti hai.
RIZWAN
Han, main bhi. Pata nahi baat yahan
tak kaise pahuch gayi, main aa raha
hoon.
Rizwan looks in the mirror and notices a person with a gun in
his hand.
RIZWAN (CONT’D)
Main aapse ghar pahuch ke baat
karta hoon.
Rizwan exits the car and starts following the suspicious
person.
Rizwan follows that person in an alley.

INT. RIZWAN'S HOUSE - SUNSET


Aisha opens the door and smiles, someone enters.
20.

AISHA
Aao na, baitho. Isse apna hi ghar
samjho. Tum se bahut saari baatein
karni hai.
Riya comes there.
RIYA
Yeh kaun hai?
AISHA
Aao main milvati hoon.

EXT. ALLEY - SUNSET


Rizwan hides behind a wall to see what's happening, there are
some gang members threatening and trying to kill him.
Rizwan's phone drops and makes noise, he gets noticed by the
gang members.
RIZWAN
Shit!
Gang members starts coming towards Rizwan.

INT. RIZWAN'S HOUSE - SUNSET


Aisha is very hapoy and talking and laughing.
Riya comes there.
RIYA
Kya baat hai? Aaj toh badi khush
lag rahi hai.
AISHA
Baat hi khushu ki hai.
RIYA
Chal main thoda kaam karke aati
hoon,

EXT. ALLEY - SUNSET


The gang members surround him, Rizwan points a gun at one of
the gang member.
21.

LEADER
(serious)
Tu ek ko maarega, ham sab tujhe
maar denge. Haar har taraf se teri
hai.
Rizwan puts the gun down.
LEADER (CONT’D)
Kaun hai tu?
He does not say anything. Leader punches him.
LEADER (CONT’D)
(angry and interrogating)
Kaun hai tu?

RIZWAN
(questioning)
Pehle batao tum sab uss aadmi n
maar rahe ho?
LEADER
(serious)
Yahan sawal tu nahi main
poocchunga.
Rizwan does not say anything and remembers that Aisha is in
danger.
LEADER (CONT’D)
(angry and interrogating)
Main aakhri baar poochhunga, kaun
hai tu?
RIZWAN
(serious and a little
angry)
Rizwan.
Rizwan starts beating them.
His phone drops but after hitting a few of them, he gets
beated and falls on the floor, everyone starts beating him
and then a police siren is heard and Rizwan has a flashback.

INT. RIZWAN'S HOUSE - DAY


A police siren is heard.
AISHA
(surprised)
Police? Yahan?
22.

RIZWAN
(happy)
Nahi, mera phone baj raha hai.
AISHA
(surprised)
Yeh kaisi ajeeb si ringtone hai.
RIZWAN
(happy)
FBI ki job ka asar hai.

EXT. ALLEY - SUNSET


The gang member gets panic.

RIZWAN
(warning)
Aa gayi meri team, ab kahan
bhagoge?

Everyone runs away.


Rizwan stands up.

RIZWAN (CONT’D)
(making fun)
Bewakoof log, inhe sach mein lagta
hai ki inke liye team ki zaroorat
hai.
The phone cuts. Rizwan goes to the person and helps him.

RIZWAN (CONT’D)
(questioning)
Tumhara naam kya hai?
ARYAN
(serious)
Aryan.
RIZWAN
(questioning)
Yeh tumhe maarne ki koshish kyun
kar rahe the?

ARYAN
Woh...
Rizwan's phone rings again.

RIZWAN
Hello?
23.

Aisha is crying.
AISHA
(crying)
Rizwan?
RIZWAN
(worried)
Tum ro kyun rahi ho?
AISHA
(crying)
Kucch nahi.
RIZWAN
(assuring)
Main aa raha hun, ab sab theek ho
jaayega.
AISHA
(crying)
Bas ek aakhri baar tumhari awaaz
sunni thee, bye.
RIZWAN
(confused)
Kya?
Aisha cuts the call and Rizwan starts running towards his
house.

EXT. OUTSIDE RIZWAN'S HOUSE - SUNSET

On the way, he sees Aisha running towards him.


She hugs him.

RIZWAN
Tum yahan kya kar rahi ho?
AISHA
Tumse jald se jald milna tha.
RIZWAN
Chalo ghar chalte hai.

AISHA
Chalo.

They holds each other's hand and starts walking.


24.

INT. RIZWAN'S HOUSE - SUNSET


Outside the door, Aisha stops.

AISHA
(crying)
Tumne aane mein bahut der kar di.

RIZWAN
Sorry, lekin aa toh gaya na.

Rizwan opens the door.


AISHA
Nahi, tumne der kar di.

He turns on the light and sees Aisha's dead body hanged on


wall with a knife.
He gets shocked and looks around him finding Aisha.

He falls on his knees and starts crying loudly.


Riya enter and gets shocked too.

SOME MOMENTS LATER.


OFFICER
Main aapki haalat samajh sakta
hoon, lekin ap toh jaante hai na ki
aapko police station aana padega
interrogation ke liye.

Officer starts walking away but then stops.


OFFICER (CONT’D)
Aur han, ek note mila tha jisme
likhatha ki buraai khatam hogi,
shayad aap iska matlab samajh sake.
Rizwan remembers the note that was found near all the other
dead bodies.
Riya comes and sits near him.

RIZWAN
Aap toh uski behen ho, toh usko
chhod ke kyun chali gayi?

RIYA
Samar aaya tha.
Rizwan gets shocked.
25.

INT. RIZWAN'S HOUSE - SUNSET

Flashback.
Aisha opens the door and smiles, someone enters.

AISHA
Aao na, baitho. Isse apna hi ghar
samjho. Tum se bahut saari baatein
karni hai.

Riya comes there.


RIYA
Yeh kaun hai?
AISHA
Aao main milvati hoon, yeh hai
Samar. Mera aur Rizwan ka best
friend.

INT. RIZWAN'S HOUSE - SUNSET

RIYA
Uske aate hi Aisha itni khush ho
gayi, kitne samay baad usse haste
huye dekha, toh maine socha ki main
kucch kaam khatam kar aati hoo,
lekin....

She keeps talking but Rizwan stops listening to her and


starts thinking.
Rizwan starts getting flashbacks of Director saying that
maybe Samar is the murderer and also that the next murder
will be related related to lovers.
RIZWAN
(surprised)
Samar? Yani jis Rahill ko maine
maara woh khooni nahi tha?
RIZWAN (V.O.)
(sad)
Samay jab haath se nikal jaata hai
toh woh waapis nahi aata kaash aa
pata.

Rizwan remembers that he received a message from Aisha.


AISHA
(sad and crying in middle)
Rizwan, please phone uthao.
(MORE)
26.
AISHA (CONT’D)
Galti meri thi sorry, par mujhe mat
chhodo, please. Tum jo bologe main
karungi par please, i love you.

RIZWAN (V.O.)
(crying)
Galti meri thi. Kaash use ek baar
sorry bol pata, kaash ek aakhri
baar dekh pata, kaash.
RIZWAN (V.O.) (CONT’D)
(sad and motivating)
Jab koi hamaare sath hota hai toh
hame uski kadra nahi hoti par jab
woh nahi hota toh usk i hamari
zindagi mein kya ehmiyat thi uska
ehsaas ho jata hai. Samay ki kadar
karo, woh nahi rukega, woh intezaar
nahi karega aur naahi wapas
aaayega, isliye jisse jo kehna hai
kehdo, jo karna hai karlo, poori
zindagi issi pal mein jeelo, kyunki
agar samay nikal gaya toh kaash ke
ilaawa kucch nahi bachega. Samay,
isne ek aisi maar di ki sab palat
ke rakh diya.
THE END.

You might also like