You are on page 1of 7

Hai Preet jahan ki reet sada

Bhakti Mein Jinki Ram Sada


Dhun Mein Unki Kho Jata Hu
Bajrang Bali Ka Deewana
Bajrang Ki Mahima Gata Hu

Bhakti Mein Jinki Ram Sada


Dhun Mein Unki Kho Jata Hu
Bajrang Bali Ka Deewana
Bajrang Ki Mahima Gata Hu

Bajrang Ke Dware Aane Se


Sankat Pal Mein Kat Jaate Hai
Bhakto Ki Doobi Naiyya Ko
Ye Bala Paar Lagate Hai
Bigadi Ko Banta Hai Pal Mein - 2
Jo Dwar Tumhare Aata Hai

Bajrang Bali Ka Jaikara


Mehandipur Mein Jo Lagata Hai
Bhakti Mein Jinki Ram Sada….

Raghuvar Ke Kaaj Sawarne Ko


Lanka Ko Tumne Jalaya Tha
Jab Roop Dhara Kar Bheema Ka
Asuro Ko Maar Bhagaya Tha

Teri Shakti Ko Dekh Tabhi - 2


Rawan… -2 Ka Dil Ghabraya Tha

Laxman Ke Pran Bachane Ko


Sanjeevani Booti Laya Tha
Bhakti Mein Jinki Ram Sada

Shri Ram Bhakt Anjani Sut Ka


Jo Dhyan Hamesha Lagate Hai

Teri Bhakti Mein Hey Raghuwar


Hum Bala Darshan Paate Hai
Tere Rom Rom Mein Ram Rama
Tere Rom Rom Mein Ram Rama

Main Nit Nit Sheesh Jhukata Hu


Gun Gaan Tumhare Gaata Hu
Chola Sindur Chadata Hu
Bhakti Mein Jinki Ram Sada

Bhakti Mein Jinki Ram Sada


Dhun Mein Unki Kho Jata Hu
Bajrang Bali Ka Deewana
Bajrang Ki Mahima Gata Hu
Gajananam Bhoot Gadadi Sevitam, Kapith Jambu Phal Charu Bhakshanam
Uma Sutam Shok Vinash Karkam, Namami Vighneshar Pad Paad Pankajam

Nirala Girja Maa Ka Laal


Nirala Gajanan Deen Dayal

Nirala Girja Maa Ka Laal


Nirala Gajanan Deen Dayal
Nirala Girja Maa Ka Laal

Kast Nast Kardeta Sabke


Bhaye Nashak Jag Pal
Nirala Girja Maa Ka Laal
Nirala Gajanan Deen Dayal

Tribhuwan Iski Karta Pooja


Aesa Dayalu Aur Naa Duja
Sada Sawali Ke Ye Mann Ke
Poore Kare Sawal

Nirala Girja Maa Ka Laal


Nirala Gajanan Deen Dayal

Buddhi Vivek Badane Wala


Bhagya Ravi Chamkane Wala
Mahasagar Se Kahi Bada Hai
Iska Hardaye Vishal

Nirala Girja Maa Ka Laal


Nirala Gajanan Deen Dayal

Riddhi Siddhi Ka Ye Swami


Jagat Pita Prabhu Anteryami
Iski Drishti Mein Rahte
Charo Yug Ke Kaal

Nirala Girja Maa Ka Laal


Nirala Gajanan Deen Dayal

Kast Nast Kardeta Sabke


Bhaye Nashak Jag Pal
Nirala Girja Maa ka Laal
Nirala Gajanan Deen Daya
Sankat Ne Ghera Hai Aaj
Tera Ram Pukare Re
Aaja Mere Hanuman

Sankat Ne Ghera Hai Aaj


Tera Ram Pukare Re
Aaja Mere Hanuman

Bhayi Ki Murchha Ko Tod Ke


Pran Bachale Re
Aaja Mere Hanuman

Paapi Ne Dhoke Se Shakti Ko De Mara


Murchhit Pada Dekho Kaise Ye Bechara
Meri Laaj Tu Aakar Bacha
Tera Ram Pukare Re
Aaja Mere Hanuman

Mata Ko Jakar Ke Main Kya Bataunga


Duniya Ko Ab Kaise Mukhda Dikhaunga
Tujhe Aankh Mein Aashu Liye
Tera Ram Pukare Re
Aaja Mere Hanuman

Sankat Ne Ghera Hai Aaj


Tera Ram Pukare Re
Aaja Mere Hanuman

Suraj Ke Ugane Se Pahle Chale Aana


Varna Mujhe Bhi Tu Jinda Nahi Pana
Bhayi Ka Gam Kaise Sahu
Tera Ram Pukare Re
Aaja Mere Hanuman

Tere Ram Ko Jab Bhi Dukhdo Ne Ghera Hai


Aakar Ke Tune Hi Gam Se Ubara Hai
Ab Harsh Kyu Deri Kare Tera Ram Pukare Re
Aaja Mere Hanuman
Naa Pal Mein Vo Mahan Naa Hote
Gada Haath Liye Balwan Naa Hote
Naa Vijaye Shri Ram Ki Hoti
Agar Pawan Putra Hanuman Naa Hote

Aagya Nahi Hai Maa Mujhe Kisi Aur Kaam Ki


Varna Bhujaye Tod Du
Saugandh Ram Ki

Lanka Paatal Thok Du Rawan Ke Shaan Ki


Jinda Jami Mein Gaad Du Saugandh Ram Ki

Naa Jhuthi Shaan Karu Naa Abhiman Karu


Prabhu Ka Dhyan Dharu Ram Gun Gaan Karu
Sachche Daya Ke Dham Hai Vo Raghukul Ki Shaan Hai
Bal Hu Main Bal Ke Dham Vo
Saungandh Ram Ki

Aagya Nahi Hai Maa Mujhe Kisi Aur Kaam Ki


Varna Bhujaye Tod Du
Saugandh Ram Ki

Vishwash Karlo Maa Mera Aayenge Ramji


Rawan Ko Maar Kar Tumhe Le Jayenge Ramji
Tab Tak Naa Khona Dhairya Maa
Tumhe Saungandh Ram Ki

Rawan Ko Maar Kar Prabhu Baithe Viman Per


Boli Yu Sita Kar Kripa Anjani Ke Laal Per
Lahri Kaha Jo Kar Diya Saungandh Ram Ki
Mera Saanware Se Dil Mil Gaya
Jaise Nirdhan Ko Mile Heere Moti
Jaise Andhe Ko Mile Nain Jyoti
Jaise Patjhad Mein Phool Khil Gaya

Mera Saanware Se Dil Mil Gaya


Mera Saanware Se Dil Mil Gaya

Hey Kanhaiya Mujhe Aapki Bhakti Aesi Mili

Jaise Bhookhe Ko Mile Daal Batiya


Thake Haare Ko Mile Jaise Khatiya

Jaise Pyase Ko Mile Thanda Paani


Jaise Rogi Ko Mile Jindagani
Jaise Naiyya Ko Milta Kinara
Jaise Doobte Ko Sahara
Mere Hardaye Ka Paap Jal Gaya
Mere Hardaye Ka Paap Jal Gaya

Mera Saanware Se Dil Mil Gaya


Mera Saanware Se Dil Mil Gaya

Hey Shyam Mujhe Aap Aise Mil Gaye

Jaise Mil Gaya Chakore Ko Chanda


Jaise Bhagirath Ko Mile Ganga
Jaise Kanya Ko Mile Mann Ka Sathi
Jaise Deepak Ko Mil Jaye Baati
Jaise Jalchar Ko Mile Jal Ki Dhara
Jaise Sagar Hua Ho Mitha Saara
Bure Karmo Ka Surya Ye Dhal Gaya

Mera Saanware Se Dil Mil Gaya


Mera Saanware Se Dil Mil Gaya

Mujhe Aap Aese Mil Gaye

Jaise Bhikshuk Ko Mile Meva Vyanjan


Jaise Ajgar Ko Mile Sheetal Chandan
Jaise Mile Hanso Ko Sheep Ka Samandar
Jaise Pandit Ko Mile Ved Mantra

Hey Krishna Aap Aese Mile

Jaise Andhkar Ko Mile Sitara


Jaise Banjhan Ko Mile Putra Pyara
Bole Ramesh Ye Dil Badal Gaya
Mera Saanware Se Dil Mil Gaya
Mera Saanware Se Dil Mil Gaya

Mera Saanware Se Dil Mil Gaya


Jaise Nirdhan Ko Mile Heere Moti
Jaise Andhe Ko Mile Nain Jyoti
Jaise Patjhad Mein Phool Khil Gaya

Mera Saanware Se Dil Mil Gaya


Mera Saanware Se Dil Mil Gaya
Prathame Guraji Ko Vandana
Dutiye Aadi Ganesh
Tritiye Simara Sharda
Mere Karaj Karo Hamesh

Teri Jai Ho Ganesh


Teri Jai Ho Ganesh

Prathame Guraji Ko Vandana


Dutiye Aadi Ganesh
Tritiye Simara Sharda
Mere Karaj Karo Hamesh

Teri Jai Ho Ganesh


Teri Jai Ho Ganesh

Mata Gaura Ne Tainu Janam Diyo Hai


Shiv Ne Diyo Updesh

Teri Jai Ho Ganesh


Teri Jai Ho Ganesh

Karaj Pooran Tad Hi Hove


Ganpati Poojo Ji Hamesh

Teri Jai Ho Ganesh


Teri Jai Ho Ganesh

You might also like