You are on page 1of 19

HASSAN UL HIND

Mujaddid Imaam Ahmed Raza Khan Sayyidi Ala Hazrat Radiyallahu Anhu

MENU

8th Shaaban
Shaaban ul Muazzam 1440 Hijri.

1# Hadees e Mubaraka

Huzoor ‫ ﷺ‬ki Giryaa o zaari

‫بسم ا) الرحمن الرحيم‬

Hazrat e Ayesha ‫ رضي ا) عنها‬riwayat farmate haiñ maah e shabaan ki 15vi raat
Huzoor Noor e Mujassam ‫ ﷺ‬raat ko mere ghar qiyaam farma rahe they, raat
ko Maiñ bedaar huwi to Maiñe, Aap ‫ ﷺ‬ko naa paaya toh Maiñ apne ghar se
baahar nikli, jabh Maiñ masjid se guzri to Huzoor ‫ ﷺ‬jalwa afroz they aur
farma rahe the ke Mere jism aur khayaal ne Tujhe Sajda kiya, Mera dil Tujh
par Imaan laaya aur yeh Mera haath hai, Maiñe iss haath se kabhi Apne jism
ko gunaah se aalooda nahi kiya, Aye Rabb e Azeem! Tujhse hi har azeem
kaam ki umeed ki jaati hai, Mere bade gunaahoñ ko baksh, Mere is chehre ne
Tujhe sajda kiya jisse Tuney paida farmaaya, Isse soorat bakshi, iss mein kaan
aur aankh paida ki. phir Aap ‫ ﷺ‬ne sar utha kar kaha Aye Allah! Mujhe darne
wala dil ataa farma jo shirk se bari aur munazza ho, kaafir aur bad-bakht naa
ho, phir Huzoor ‫ ﷺ‬sajde mein gir gaye aur Maiñe suna Aap uss waqt farma
rahe the Aye Allah! Maiñ Teri razaa ke saath Teri naaraazgi se panaah
maangta huñ, Tere afw ke tufail Tere azaab se, aur Tere tufail Teri girift se
panaah maangta huñ, Maiñ Teri mukammal taareef nahi kar sakta jaisa ke
Tuney Apni taareef ki hai, Maiñ wohi kuch kehta hun jo kuch Mere bhai
Dawood ‫م‬5‫ عليه الس‬ne kaha, Maiñ Apne chehra Apne Aaqa ke liye khaak
aalood karta huñ aur Mera Aaqa is laayak hai ke Uske aage chehra khaak
aalood kiya jaye.

2# Hadees e Mubaraka

Allah ki Nidaa Raat Bhar

Hazrat e Ali ‫ رضي ا) عنه‬se riwayat hai Huzoor e Akram ‫ ﷺ‬irshad farmate
haiñ

jab Shabaan ki 15wi raat ho toh raat ko qiyaam karo din mein roza rakho
kyuki Allah Ta’ala iss raat mein suraj guroob hote hi aasman se duniya ki
taraf mutawajeh hota hai aur farmata hai:

kaun mujhse maghfirat talab karta hai ki Maiñ usse bakhsh du?

kaun Mujhse rizk e halal talab karta hai ke Maiñ usse rozi du?

kaun mubtala e musibat mein hai ki Maiñ use aafiyat du.?

Is tarah subah tak irshad hota rehta hai.

(Sunan Ibne Majah, Jild 1, Baab Maaja a fi Lailatin Nisfi min Shabaan, pg
398,Hadees no.1446)

3# Hadees e Mubaraka
5 Log Mehroom Shabe Bara’at me

Huzoor Shafi ul Muznibeen ‫ ﷺ‬irshad farmate haiñ Shab e baraat ko Jibrail


(‫م‬5‫ )علیہ الس‬Mere pass aaye aur arz kiya yeh raat Shabaan ki 15vi raat hai iss
raat Allah Ta’ala qabila e bani qalb ki bakriyo ke baaloñ ki miqdaar (quantity)
mein dozakh se gunahgaaroñ ko aazad farmata hai aur iss raat kuch logoñ ki
taraf nazre rehmat nahi farmata.

1.Mushrik
2.Bad-Aqeeda
3.Keena Parwar (Dil mein bugz rakhne wala)
4.Rishtedari kaatne wala (bagair sharai uzr ke)
5.Takhno ke niche libaas rakhne wala
6.Waalidain ka na farmaan aur
7.Sharaab ka aadi

(Baihiqi Shareef, Hadees No. 3678)

4# Hadees e Mubaraka

Huzoor Rehmat ul Lil Aalameen ‫ ﷺ‬irshad farmate haiñ

Beshak Allah Ta’ala Shabaan ki 15vi shab aasmani duniya ki taraf (apni shaan
ke mutabik) jalwagar hota hai aur Qabeela e Bani Qalb ki bakriyoñ ke baaloñ
se zyada logoñ ki magfirat farmata hai.
(Tirmizi Shareef Vol.1 Page No.156)

5# Hadees e Mubaraka

Tamaam Ummatiyo Ki Bakhshish

Huzoor Rehmat al lil Aalameen ‫ ﷺ‬irshad farmate haiñ

Aapne terhweeh(13vi)ki raat Allah Ta’ala se Apni ummat ki Shafaa’at ki dua


maangi Allah ne ek tihaayi ummat ki Shafaa’at marhamat farmaayi aur
Aapne chaudhweeh(14vi) ki raat phir ummat ki Shafaa’at ki dua ki to Allah
Ta’ala ne do tihaayi ummat ki Shafaa’at ki ijaazat marhamat farmaayi , phir
Aapne pandhraweeh (15vi)ki raat Apni ummat ki Shafaa’at ki darkhwaast ki
to Allah Ta’ala ne tamaam ummat ki Shafaa’at manzoor farmaayi

magar woh shakhs jo Rehmat e Ilahi se ooñt ki tarah bhaag gaya aur
gunaahoñ par israar karke khud hi door se doortar ho gaya. (is Shafaa’at se
mehroom rahega.)

(Mukashafatul Quloob, Baab 101)

6# Hadees e Mubaraka

Hazrat e Ayesha Siddiqa ‫ رضي ا) عنها‬se riwayat hai ke Maine maahe Ramzan
ke ilaawaa aur kisi mahine ke mukammal roze rakhte huwe Huzoor ‫ ﷺ‬ko
nahi dekha aur Aapko Shabaan ke ilaawaa kisi aur mahine mein bohot zyada
roze rakhte nahi dekha.

(Mukashafatul Quloob, Baab 101)

7# Hadees e Mubaraka

Hazrat e Ayesha Siddiqa ‫ رضي ا) عنها‬se riwayat hai ke

Huzoor e Akram ‫ ﷺ‬roze rakhte yahañ tak ke hum kehte abh Huzoor ‫ﷺ‬
bagair roze ke nahi rahenge aur phir Aap ‫ ﷺ‬roza rakhna chordh dete yahañ
tak ke hum kehte abh Aap ‫ ﷺ‬kabhi roze nahi rakhenge aur Aap ‫ ﷺ‬Shabaan
mein aksar bohot roze rakha karte the.

(Mukashafatul Quloob, Baab 101)

8# Hadees e Mubaraka

Hazrat e Abu Umama ‫ رضي ا) عنه‬se riwayat hai ke Huzoor Noor e Mujassam
‫ ﷺ‬irshad farmate haiñ ke

jabh maahe Shabaan aajaaye to apne jismoñ ko paakiza rakho aur us maah
mein apni neeyateiñ acchi rakho, unheiñ haseen banao.

(Mukashafatul Quloob, Baab 101)

9# Hadees e Mubaraka
Shaaban me Aamaal Uthaye jaate hai

Hazrat Usama bin Zaid ‫ رضي ا) عنه‬se riwayat hai ki maiñe arz kiya Yaa
RasoolAllah! ‫ ﷺ‬jis qadr Aap Shabaan mein roze rakhte hai us qadr Maiñe
Aapko kisi aur mahine mein roze rakhte huwe nahi dekha? Aap ‫ ﷺ‬irshad
farmate haiñ Yeh ek aisa mahina hai jo Rajjab aur Ramzaan ke darmiyaan
mein (aata) hai aur log iss se gaflat karte hai, haalañki is mahine mein (poore
saal ke) amal Allah Ta’ala ki taraf uthaye jaata hai. Lihaza Maiñ chaahta hu ki
Mere amal rozedaar hone ki haalat mein uthaye jaaye.

(Sunan Nasai, Kitab ul Siyaam)

10# Hadees e Mubaraka

Share this:

 Twitter  Facebook  Pinterest  Telegram  WhatsApp

Like
Be the first to like this.

PAGES

1.Huzoor Gaus e Aazam Radiyallahu Anhu

10.Ala Hazrat Imaam Ahmed Raza Khan Al Qadri Radiyallhu Anhu(Eng)


10th Shawwal

11.GHAUSUL WAQT, HUZOOR MUFTI-E-AZAM HIND, MAWLANA MUSTAFA


RAZA KHAN ALQADRI NOORI (ALAIHIR RAHMAH)

11th Zile Qa’da

12.Taajush Shari’ah Hadrat Allama Mufti Mohammed Akhtar Raza Khan Azhari Al-
Qadri Radiyallahu Anhu

12th Zil Hijjah

13.HUJJATUL ISLAM, MAWLANA HAAMID RAZA KHAN QADRI BARAKAATI


Alehirrehma (Eng)

14.MUFASSIR-E-AZAM HIND, HADRAT MAWLANA MOHAMMED IBRAHIM


RAZA KHAN QADRI Alehirrehma(Eng)

15. LAL SHAH BAAZ QALANDAR Rahmatullah Alehi

1st Muharram Hadith

2.Hazrat Khwaja Muhammad Amkanaki rahmatullāhi alaihi

26 Sahaba ke. Tarruf

2nd Safar ul Muzaffar

3.Hazrat Khawaja Sultaan Bayazid Tayfoor Bastami Radiyallahu Anhu

30 Dua Arabic/Eng

3rd Rabiul Awwal

4.Hazrat Imaam Mohiy-ud-deen Abu Zakaria Yahyā al-Nawawi rahmatullāhi alaihi


4th Rabius saani

5.Hazrat Makhdoom Ala-ul-Haq Pandawi rahmatullāhi alaihi

5th Jamdil Awwal

6.Hadrat Imaam Sayyed Musā al-Kaazim Radiyallahu Anhu

6th Jamadil Saani

7.Hadrat Imam Shafi Radiyallahu Anhu

7th Rajjab

8.Hadrath Imaam Azam Abu Hanifa Nauman Bin sabit Radiyallahu Anhu

8th Shaaban

9.Hadrath Khawaja Gharib Nawaz Moinuddin Chishti Ajmeri Radiyallahu Anhu

Actual Date of Mawlid in Rabiul Awwal – Meelad un Nabi ki Tarikh

Al Malfuz Ala Hazrat (Pg1)

Al Malfuz Ala Hazrat (pg2)

Ala Hazrat ke 120 Uloom(ur/eng)

Ala hazrat work

All Makta e Hadaiqe Bakshish (Ala Hazrat)

Allah Name in Hindi with meaning

Ashab e Kahaf ke naam and Fawaid


Asma Gause Azam

Asma Gause Azam Shaykh Abdul Qadir Jilani Radiyallhu Anhu

Asma ul Husna(Ar)

Awraad ,Wazaaif & Dua

Ayat e Shifa

Balagal ula bi kamalihi

Bashairul khairat

Difa’ Hazrat Muawiya se Riwayat Ahadees

Dua e khatme Quran

DUA FOR 15TH SHABAN – SHABE BARA’AT KI DUA

Dua in Dalailul Khairat Best

Dua Nisf Shaban arabic- Shab e Barat

Dua Rabbana

Dua with Name of Prophets/Ambiya ke Wasila se Dua(Dalailul kherat)

Duaein

Durood e Dalaailul Khairaat Sharif

Durood E Gausia (By Shaykh Abdul Qadir Jilani Radiallahu Anhi)

Durood e Ibrahim
Durood e Imam Buseri Ar/Ur/Hi

Durood e Razviya

Durood e Taaj

Durood E Taaj /Salawat of Crown

Durood Fazilat by Imam Shirani

Durood Gausia

Durood Imaam Shafi

Durood Razviya By Ala Hazrat

Durood to See Your Lord in the Dream

Durood Unknowm

Durood Ziyarat e RasoolAllah ‫ ﷺ‬by Ala Hazrat

Durood/Salawat E Imaam Shafi’i Ar/H/Eng

English Hadith

Eteraaz k jawab

Faslo ko (ur)-Manqabat Gause Azam

Fatiha Ka Saboot on Halwa

Fiqah Rules Hindi/English

Fiqh Rules Bahar e Shariat Encyclopaedia


For Hajj -Arabic/Hindi Helping Words

Friday Juma Durood

Gairullah se Madad Lena Jaiz

Gause Azam k 11 Naam – Ka Amal

Gause Pak Ka Nasab

Hajj Talbiya Arabic Turkish Hindi English

Hazrat Abdul Haq Muhaddis Dehlavi

Hazrat Imaam Zain-ul-Aabideen Radiyallhu Anhu

Hazrat Khadija radiyALLAHU anha.

Hazrat Khawaja Sabir Pak Kaliyari

Hazrat Khwaja Qutb-ud-deen Bakhtiar Kaaki r.h

Hazrat Maalik bin Deenaar

Hifaazat Ke Duaien

Hindi Hadees Meelad Sharif

Hindi Masaeel/Rules of Shari’a

Intro Bahaar e Shariat Hanafi Fiqh’s Encyclopaedia

Ishq Ke Rang Me Rang

Islamic Dates
Islamic Gallery Photos

Jo Tera Tifl(ur)Yaa Gaus (By Ala Hazrat)

KABE KE BADRUDOJA TUM PE KARODO DURUD (BY ALA HAZRAT

Khatm e Qadriyyah Sharif Hindi

Khatme Qadriya Kabir Full

Khuda ke Fazl se -Manqabat Gause Aazam

La Ilaaj Bimari Ka wazifa

Madina Aney wala(hindi Naat)by Taajush Sharia

Manqabat e Taajush Sharia Hindi

Manqbat E Dada Madar(By: Huzur Allama Hasan Raza Khan Qadri Alehirrehma)

Manqbat e Taajush Sharia Akhtar Raza Qadri

Manqbat e Taajush Sharia’

Markey Bhi chen(ur)..mara tera (Manq. Gaus by Ala Hazrat)

Milad un Nabi Proof – Mawlid Nabi‫ ﷺ‬By Qur’an,Hadith, Muhaddith

Monthy Hadith Sharif

9th Ramdan

Mujaddid Alfe Saani

Naat by Hadrath Hassan Bin Sabit Radiyallahu Anhu


Namaz Gausia

Name of 313 Ashaab e Badr

Name of Ahle riwaya bait by ibne maja

Name of People of Cave / As’haab e Kahaf Ke Naam

Nemate Baanta Jis Sim wo Zishaan Gaya

Other Islami Taarikh /Islami Dates

Others

Others

Phir Ke Gali Gali by Ala Hazrat (ur)

Qasida Gausia ARBIC/FARSI (Trans by : Imam Ahmed Raza Qadri Alehirrehma)

QASIDA GAUSIA SHARIF in HINDI / ARABIC

Quran Surah’s Name & Meaning

Quran Tarjuma (H/E) some Ayat

Quranic translation

Radd e Gumrah

Ramdan poem by Gause Azam r.h

Sahab ka Mukhtasat Ta’arruf (ur) Some Famous Sahaba

Salam Aye Shehansha e Madina Ur Eng


Salam e Raza in Eng. Mustafa Jaane Rehmat

Salam e Raza Urdu – Mustafa Jaane Rehmat

Salawat to See Prophet In a Dream

Sambhal jaa Aye Diley Muztar (H) Taajush Sharia

Seerat / Personality

SEERAT / PERSONALITY

Seerat E Rasool Mukhtasar

Shajra e Nasab Taajush Sharia(H)

Shajra E Qadriya Barkatiya Razviya Nooriya

Sharah Hadaaiq e Bakhshish(Hi/Ur)

Shohda e Badr names

Subha Taiba me Hui (Ala Hazrat)

Subha taiba naat (ur)

Surah Baqrah Last 2 Ayat

Surah Fatiha Tarjuma Translation (H/E) Kanzul Emaan

Surah Mulk to Naas

Surah Rehman Hindi Tarjuma

Surah Yaseen Sharif


Sweet madina

Taarikh e Wisaal Mubarak e Awliya

Tala’al Badru Alaina

Tera Zarra.(ur) Ya Gaus (by Ala Hazrat)

Tu hai wo Gaus ke..(By Ala Hazrat)

Urdu history

Waah kya martaba Aye Gause bala tera(By Ala Hazrat)

Wazaif

Wazifa baraye Majnoon by Ibne maja

Wazifa for all things

Wisaal /Wilaadat Taarikh

Ya ilaahi Har Jagah(H)

Zamino Zamaan Tumhare Liye

अलक़ाबात ओ िखताबात TaajushSharia

About

Durood e Mufti e Aazam Hind

Contact
Search …

TEXT WIDGET

This is a text widget. The Text Widget allows you to add text or HTML to your sidebar.
You can use a text widget to display text, links, images, HTML, or a combination of
these. Edit them in the Widget section of the Customizer.

RECENT POSTS

Ziyarat e Rasool ‫ ﷺ‬ka Amal by Ala Hazrat Sarkar October 3, 2019

Har Bimari se Hifazat ka Amal(Protection from All kind of diseases in the world)
October 1, 2019

GHAUSUL WAQT, HUZOOR MUFTI-E-AZAM HIND, MAWLANA MUSTAFA RAZA


KHAN AL QADRI Radiyallahu anhu(Eng) May 9, 2019

Taajush Shari’ah, Hadrat Allama Mufti Mohammed Akhtar Raza Khan Azhari Qadri
Radiyallhu Anhu May 9, 2019

The Grand Mujaddith of 14th Century, Ala Hazrat Imaam Ahmed Raza Khan Al Qadri
Radiyallahu Anhu May 9, 2019

BLOG STATS

9,362 hits
Follow HASSAN UL HIND 4

KARAMAT TAAJUSH SHARIAH

00:00 00:00

BANN ON TABLIG JAMAT

00:00 00:00

RECENT COMMENTS

BLOGROLL
Discover New Voices

Discuss

Get Inspired

Get Mobile

Get Polling

Get Support

Great Reads

Learn WordPress.com

Theme Showcase

WordPress.com Blog

BLOG AT WORDPRESS.COM.

You might also like