You are on page 1of 2

5 Bad Habit English Words

Learn English with Awal


www.youtube.com/TsMadaan

Hello,
Let us have a look at the sentences we learnt today.

S.No. Hindi English

1. Naak mein ungli daal ke Picking Nose


naak saaf karna.

a. Apni naak mein ungli mat Don’t pick your nose.


daalo.

b. Sabke beech mein bethke aise Picking nose in public is a bad habit.
naak saaf karna achi aadat
nahi hai.

2. Pen ko baar baar kholne Clicking Pen


aur band karne se Click
Click wali awaaz karna.

a. Pen ke saath awazen karna Stop Clicking the pen!


band karo.

b. Pen ke saath awazen karke Why are you irritating me by clicking


mujhe kyu chidha rahe ho? the pen?

3. Ungliyon ke saath baalon Twirling Hair


se khelte rehna, zulfon
mein, laton mein ungliya
ghumaate rehna.

a. Apne baalo se khelna band Stop twirling your hair!


karo.

b. Tum poora din apne baalo se Why you keep twirling your hair all
kyu khelti rehti ho? day?

4. Apne muh mein chewing Snapping Chewing Gum


gum ko aise zor se
chabana jisse se chap
chap ki awazen aati
rahein.

a. Apni chewing gum ki awazen Stop snapping your chewing gum!


karna band karo.

b. Mujhe pata nahi chala ki mere I did not realize that I was snapping
muh se chewing gum ki awaze the chewing gum.
aa rahi thi.

5. Apni ungliyon pe, ya fir Cracking Knuckles.


body pe kahin bhi..
patakhe phodna, kadake
nikaalna.

a. Apne haathon pe kadake Stop cracking your knuckles!


nikalna band karo.

b. Mujhe kadake nikalna acha I love to crack knuckles.


lagta hai.

LIKE SHARE SUBSCRIBE


Follow Awal on:
Instagram: AwalCreations
Twitter: AwalCreations
www.youtube.com/TsMadaan

You might also like