You are on page 1of 5

Frequency

Learn English with Awal


www.youtube.com/TsMadaan

Hello,
Let us have a look at the sentences we learnt today.
ALWAYS - HUMESHA
S.No. Hindi English

1. Main jab bhi McDonalds jata Whenever I go to McDonalds, I


hoon, hamesha french fries leta always have french fries.
hoon.

2. Hamesha main haar jata hoon. Always, I lose.

Or Or

Main hamesha haar jaata hoon. I always lose.

3. Humein zarooratmand logon ki We should always help the needy.


hamesha madad karni chahiye

4. Woh hamesha mera mazaak He always makes fun of me.


udaata hai.

USUALLY – AAM TAUR PAR


S.No. Hindi English

5. Main aam taur par dheere I usually walk slow.


chalta hoon.
6. Mera boss aam taur par apne My boss is usually not at his desk.
desk par nahi hota.

7. Kya is market mein zadatar Is this market usually crowded?


bheed baad rehti hai.

FREQUENTLY – BOHOT BAR


S.No. Hindi English

8. Main yeh shirt bohot baar I wear this shirt frequently.


pehenta hoon.

9. Main bohot baar Mumbai jaata I visit Mumbai frequently.


hoon.

10. Woh sawal, woh questions, jo FAQ yani Frequently Asked


bohot baar puchhe jaate hain. Questions

OFTEN – AKSAR
S.No. Hindi English

11. Main aksar tumhe yaad karta I often think of you.


hoon.

12. Woh aksar pasta banati hai. She often cooks pasta.

13. Humein aur zada milna chahiye. We should meet more often.

SOMETIMES – KABHI KABHI


S.No. Hindi English

14. Kabhi kabhi main bohot akela Sometimes, I feel very lonely.
mehsoos karta hoon.

15. Kabhi kabhi main apni bike main Sometimes, I park my bike on the
road par park kar deta hoon. main road.
16. Kabhi kabhi main apna phone Sometimes, I forget my phone at
office mein bhool jata hoon. office.

OCCASIONALLY – KABHI KABAAR


S.No. Hindi English

17. Main kabhi kabaar hi exericise I exercise occasionally.


karta hoon.

18. Kya tum kabhi kaabar hi chawal Do you cook rice occasionally?
banate ho?

19. Main kabhi kabaar hi peeta I drink occasionally.


hoon.

SELDOM – BOHOT KAM


S.No. Hindi English

20. Main buson mein bohot kam I seldom travel in buses.


safar karta hoon.

21. Companiyon ko achhe Companies seldom get good


employees bohot kam milte employees.
hain.

22. Jo garajte hain woh baraste nahi Barking dogs seldom bite.

RARELY – NA KE BARABAR
S.No. Hindi English

23. Main na ke barabar hi TV dekhta I watch TV rarely.


hoon.
24. Woh bohot hi kam apne ghar se He rarely comes out of his house.
bahar nikalta hain.

25. Registan mein baarish hona ek Rain in the desert is a rare sight.
durlabh nazara hota hai.

HARDLY EVER – SHAYAD HI KABHI/ NA KE BARABAR


S.No. Hindi English

24. Meri apne school friends ke I hardly ever talk to my school


saath shayad hi kabhi baat hoti friends.
hai.

25. Tum woh dress shayad hi kabhi You hardly ever wear the dress
pehente ho jo maine tumhe leke that I bought you.
di thi.

26. Aap apni wife ke saath shayad hi You can hardly ever argue with
kabhi behes kar sakte ho. your wife.

NEVER – KABHI NAHI


S.No. Hindi English

27. Kya tumhe pyaar kabhi nahi Have you never fallen in love?
hua?

28. Maine kabhi kisi ko takleef nahi I have never hurt anyone.
pohonchai.

29. Agar aapne meri video par kabhi If you have never commented on
comment nahi kiya, toh ab my video, then do it now.
kardo.

LIKE SHARE SUBSCRIBE


Follow Awal on:
Facebook: LearnEnglishWithAwal
Instagram: AwalCreations
Twitter: AwalCreations
www.youtube.com/TsMadaan

You might also like