You are on page 1of 2

……….

Nooh (Alaihay Salam) peshe se badhayee (carpenter)


the. unhone ek maidaan me naav banaana shuru kiya. unki
Hazrat Nooh (Alaihay Salam) ki Nafarmaan Qaum ko qoum ke log aa kar mazaaq karte the aur kahete the ki bade
Paani ke Zalzale ka Dardnak Azaab. miyaa paagal ho gaye ho, ret (sand) me naavo chalaavoge
kya?
………. Aziz dosto, Allah Ta’ala ne jis qoum ki taraf bhi jo
paigambar bheja jiyada kar ke uss qaum ko uss paigambar ka Jab naav banke tayyar ho gayee toh Allah Ta’ala ne huqm diya
hi naam diya. isiliye jis qaum ki taraf Nooh (Alaihay Salam) ki sab jaanwar aur parindo, aur jo log imaan laaye un sab ko
bheje gaye uss qoum ko, qoum-e-nooh kaha gayaa. naav me sawaar kar lo.

………. Hazrat nooh ki qaum boot-parasti me lagi huyee thi. ………. Hazrat Nooh (Alaihay Salam) pure jee-jaan se aur an-
Nooh (Alaihay Salam) ne taqreeban 900 ya 950 baras unke thak tarike se apni qaum ko deen ki daawat dete rahe. jab
beech tableeg ki. allah ke deen ki taraf bulaaya. lekin unki qoum ke kuch hi logo ne imaan laya, aur baqi hatdharam,
qaum na maani. yahaa tak ki unki biwi aur ladka sab boot ziddi, aur Nooh (Alaihay Salam) ko takleef dene wale aur unka
parasti me lage rahe. mazaaq udaane wale rah gaye toh Nooh (Alaihay Salam) ne
duwaa ki, “Aye mere Rab inn logo ne mujhe jhutlaa diya
………. Aakhir me thak-haar ke unhone rab ki baargaah me ye hai, ab tu hi meri madad farma”.
iltijaa ki – Aye mere Rab maine apne qaum me din-raat tablig
ki, unhe haq ki daawat di lekin unn logo ne mujhe jhuthlaa Tab Allah Ta’ala ne Nooh (Alaihay Salam) ki taraf wahee
diya aur kuch logo ke alaawa baaqiyo ne imaan nahi laaya, ki “Humari nigraani aur hidaayat ke mutaabiq kashti
yahaa tak ki woh apne kuffar aur hathdharmi me hadd se (naav) banaavo ! fir jab hamaara huqm aa jaaye aur
jiyaada badh gaye, ab ye imaan nahi lane wale, ab inn ka tanoor ubalne lage toh har kisam ke jaanwar aur
faislaa tu hi kar. parindo ke jode se do (nar aur maada) iss me baitha
lena aur apne gharwalo ko bhi (imaan walo ko).
………. Allah Ta’ala ne Nooh (Alaihay Salam) ko ek badi si lakdi
ki naav (ship) apni nighebaani me tayyar karne ka huqm diya . Aur jin logo ne zulm kiya (kaafir) in ke baare me mujh
se koi sawaal mat karna, kyonki woh sab paani me garq
………. Allah Ta’ala kisi qaum par aise hi azaab naazil nahi kar diye jaayege. aur fir tum aur jo tumhaare hamraah
karta, pehele woh uss qaum ki islaah ke liye nabiyo aur ho kashti (naav) me achchi tarha baith jaaye toh kehna
rasoolo ko bhejta hai, taaki woh rasool ya paigamber apni “sab ta’areef Allah Ta’ala ke liye hai, jis ne hame
qaum ko daraaye aur khush-khabri bhi de, aur iss par bhi wo zaalimo se nizaat di” aur ye bhi kehena “Mere Rab hume
qaum na maane aur imaan na laaye aur apne gunaaho se barqat waali jagaah par utaarna aur tu sab se behtar
toubah na kare toh fir azaab naazil karta hai taaki koi huzzat utaarne wala hai.”
baqi na rahe.
………. Aur fir jab Nooh (Alaihay Salam) ne sab ko kashti par ………. Isi tarha kashti (naav) me gandagi paida hone lagi toh
sawar kar liya toh zameen se paani ubalna shuru ho gaya aur Nooh (Alaihay Salam) ne fir Allah Ta’ala se duwaa ki, Allah
tez muslaadhar baarish hone lagi. chaaro taraf paani hi paani Ta’ala ne kahaa, “haathi (elephant) ki pust par haath maaro”.
ho gaya. kaafir apni jaan bachane ke liye unchi jagaho par Nooh (Alaihay Salam) ne haathi ki pust par haath maara toh
jaane lage. ab Nooh (Alaihay Salam) ki kashti (naav) paani me badjaanwar (pig) paida huwaa aur usne saari gandagi saaf kar
upar uthne lagi. Nooh (Alaihay Salam) ne dekha ki unka kaafir di.
beta pahaadi par ja rahaa hai toh Nooh (Alaihay Salam) ne use *ab dhire dhire paani kam hone laga. Nooh (Alaihay Salam) ki
aawaaz di: “beta jaldi se naav me sawaar ho jaa”. uss ne kashti (naav) judii naam ki ek pahaadi par jaa kar ruki. Nooh
jawwab diya, “mai pahaadi par ja rahaa hoon wahaa mai bach (Alaihay Salam) ne ek kawwe (crow) ko bheja ki jaa kar pataa
jawooga”. Nooh (Alaihay Salam) ne kahaa, “aaj koi nahi lagaaye ki paani kitna kam huwaa hai.
bachne wala”. aur unke dekhte hi dekhte ek unchi lahar uthi
aur unke bete ko bahaa le gayee. ………. Kawwa gaya toh waapas hi nahi aaya wahaa usko
murdaar jaanwar khaane ko mil gaye wo unhi ko khaane me
Nooh (Alaihay Salam) ne kahaa “Aye mere Rab mera beta mast ho gaya aur apna kaam bhool gayaa, isiliye kawwe ke
mere apno me se hai.” haq me badduwa hai ki woh murdaar hi khaayega. aur log uss
se nafrat karege.
Allah Ta’ala ne farmaaya “Tumhe jis baat ka ilm nahi uske
baare me sawaal mat karo, wo kaafiro me se tha ………. Nooh (Alaihay Salam) ne fir ek kabootar (piogen) ko
tumhaare apno me se nahi, tumhaare apne wo hai jo baahar ki khabar laane bheja. woh pahli bar waapas aaya toh
imaan laaye.” uske pairo me paani laga tha. Nooh (Alaihay Salam) samjh
gaye ki abhi paani puri tarhaa nahi utra. kuch dino ke baad fir
………. Kayee dino tak muslaadhar baarish hoti rahi aur zameen use bheja, jab wo waapas aayaa toh uske pairo me kichad
se bhi paani nikalta rahaa. jahaa tak bhi nazar jaati thi har lagaa tha. Nooh (Alaihay Salam) samajh gaye ki abhi zameen
taraf paani hi paani tha. sabhi kaafir aur unke boot aur jo kuch khshaq (sukhi) nahi huyee.
bhi zameen par tha sab paani me garq ho gaye. fir Allah Ta’ala
ne aasmaan ko huqm diya ki paani barsaana rok de, aur ………. Fir tisri bar use bheja toh uski chonch me eik poudha
zameen ko bhi huqm diya ki apna paani nigal ja. tha. Nooh (Alaihay Salam) samjh gaye ki ab zameen khushq
ho chuki hai. isiliye kabootar ke haq me duwaa hai ki woh
………. Kashti kayee dino tak paani me tairti rahi. kashti me daane khaayega. aur log uss se pyaar karege. iss tarhaa Nooh
chuhe (mouse) ho gaye jo anaaj ke galle ko nuqsaan (Alaihay Salam) aur unke saathi zameen par fir aabaad huve
pahuchaane lage. Nooh (Alaihay Salam) ne Allah Ta’ala se aur unhi se insaani nasl aage badhi.
duwaa ki, Allah Ta’ala ne kahaa sher (lion) ki pust par haath
maaro. Nooh (Alaihay Salam) ne sher ki pust pe haath maara
toh billi (cat) paida huyee aur usne saare chuho ko khaa liya.

You might also like