You are on page 1of 3

Topic – 4

SWING TRADING

What is Swing Trading?

Answer - BUY & SELL within 5 to 10 days.

Common Mistakes in Swing Trading

1. Using Too many Tools.


2. Trading in wrong time frame. ( Swing trading matlab 5-10 din ki trading –
15- 20 minutes ya 2-4 hours ka time frame nahi hona chahiye )
3. Holding If Stock goes down. ( Hamesha Stop loss lagao )
4. Trading on news Event. ( News and Events ke hisab se nahi chalna hai
khudki knowledge ke hisab se trade lena hai )
5. Random Trading. ( Alag alag Systems se trading nahi karni hai. (RSI ,
BOLLINGER , SUPP RESIST lagake confuse ni hona hai )
6. Without Practice
7. Risking more than they can afford. ( Zarurat se zyada Risk nahi lena hai.
Risk management seekho. Youtube par dekho Risk kese lete hn trade me )

Remember 3 Important things

1. Always Use 1 strategy ( Change mat karte raho ).


2. Same Risk in Every trade. ( Matlab agar 10 trade le rahe ho to har trade
me Risk same hona chahiye. Ex- 1st trade 1000 ki risk ka hai to 2nd , 3rd ,
4th….. 10th sab 1000 risk ke hone chahiye ) .
3. Exit on Stop Loss & Target. ( Kabhi bhi trade down jaane par ye ni sochna
hai ki ye upar aajayega. Hamesha stop loss par exit kardo. Aur target me
bhi agar lalach karoge to kuch kama nahi paoge. You will loose each and
every single penny) . ALWAYS USE STOP LOSS AND DO RISK
MANAGEMENT.

Strategy for doing Swing Trading

1. Daily Chart Trading Only – Swing Trading me Daily chart par trade karo. ( No
Intraday , No optional )
2. Stock Selection on weekend – Weekend par 44 Moving Average Rising
coins/stocks find karna hai. Jo bhi coins 44 moving average ke upar se rising hain.
Unhe find karna hai aur 1 excel sheet me likh lena hai ki next week sirf aur sirf inpar
trade milega to karunga warna nahi karunga.
3. Entry in Trade – Koi bhi trade lene se pehle ye dekhna hai ki uska 44 Moving
Average Rising hona chahiye. Aur Jab bhi price 44 Moving Average se upar jaaye. Phir
uske neeche aane ka intezar kariye. Aur jese hi wo thoda niche aake 44 MA line par
Green Candle ka support le. Uske High ke upar Entry (buy) karna hai. Aur uske neeche
wali candle ke low par hume Stop Loss lagana hai. (RISK , REWARD , RATIO ke hisab
se). Please find below picture for better understanding.
4. Mindset – Aapko apne mind ko training deni hogi. You have to think like a champion
in the trade. Aur Entry and Stop loss , target , Risk ka dhyan dete huey. Full discipline
rakhna zaruri hai.

27 IMPORTANT Q & A of Swing Trading

1. Time Frame – Daily


2. Stock Selection – Weekend ya daily find 44MA rising coins.
3. Entry – Rising 44MA ke line par ya uske aas paas koi Green candle bane tab
Entry Leni hai.
4. Stop Loss – Pichle 2 candles ka low Stop loss hoga.
5. Target – Entry or stop loss ka jo difference hai usey ×2 karna hai.
Example – Stop Loss 30 hai to Target 60 hona chahiye
6. Why 44 MA? – 44 MA par proper research hui hai. Best MA.
7. Is it best? – Agar aapko 44 MA sahi lagta hai. Matlab uspar paisa banta hai
aapka . Tab wo best hai.. warna aapka koi aur tool achha paisa bana raha hai to
aap wo use kar sakte ho. But according to me 44MA is best.
8. EMA (Exponential Moving Average) or SMA (Simple Moving Average) – Always
Use Simple Moving Average.
9. Can we Use 50 or other Moving Average – Agar Aapko koi aur Moving average
se zyada acha paisa ban raha hai toh use it.. but I prefer 44MA.
10. Can trade go wrong on MA ? - Obviously 100% trades hit nahi hote.
11. Intraday - Beginners starts with Daily chart.
12. Can I make money only on 44MA – Super YESSSSS.
13. When not to use 44MA – Jab market Sideways ho. Tab avoid kar sakte ho.
14. What is the secret to success - ( DISCIPLINE )

You might also like