You are on page 1of 2

Smaran – krishna ka chitta me avirbhav

Bhakti ke anga ko jab sadhu prasannata ke liye anugaman kiya jata hai to sadhu ke hriday me alhad aata
hai jo use ang ke dwara – Krishna smaran ko prakat kerte hai

Stop and close the leakage points

Dure bhoga katha prayatnam api

Obstacles in the pure devotional service

Shabda, rupa, sparsh, gandh

VYARTH
Chintan – jaha man ja raha hai, wahi jaana
SADHU - Seva Sumiran Sawdhan
Naam jihva par, guru pradatta rup dhyan, lila chintan manan me
k – naam, rupa, guna, lila, dham
khali samay baithne
bhagvat chintan ke samay vicharo ke Vishay me
dvesh ya raag karna – dvesh se jalan, raag se asakti
vyarth chintan – bhagavat chintan ko baadhit nahi kar sakta
bilkul khaali samay nahi rakhna – tabhi anya

bhashan
vaani – bhajan chintan nasth karne wala na ho
maun aur vivek – atyant aavashyak
kabhi kasht dene wali kathor vani na nikale

darshan
sant bahut netro ko bachake – apne charano ko dekh kar chalte hai
e.g. Gandhari

shravan – shravendriya – kalushit ho chuki


shravan phuto so …
hearing gramya katha – aaj ke taaja samachar
bhagavat chintan ka haran kar leta hai
one small thought – takes so much of our chintan
chotti si baat kaan me jaane se klesh hona chahiye – agar nahi ho raha matlab bhagavat chintan abhi hua
hi nahi

bhraman – parikrama, seva prityarth

Bahut adhik grantho ko padhana


Bahirmukh purusho ke grantho ko padhana
Bahirmukh sang
Kisi bhi vyakti se adhik sneh – vastu, vyakti, vasana
Upadeshak ban jaana

Kaam – upasana se
Krodh – satsang se (achhi tarah ka krodh, ek mahine ka bhajan nasth) – shravan ka manan karne se
Moha – ekanta vaasa – manan se
Lobh – artha sangrah tyaag – purn bhagavat aashrit
Matsar – karma samarpan bhagavan ko
Ahankar – bhiksha vritti – bhagavat seva me gaali khao – din seva se – prachar ke liye baahar jao
Baahya tyaag dikhave ke liye – dambh
Baahya tyaag agar dikhave ke liye, bhagavat bhajan ki prunata ke liye – bahut madad
Kirtan – Upasana (bhagavan ko rijhane ke liye) vs vaasna (agar logo ko rijhane ke liye)

Para dosh-guno ki charcha


Dusare avaguno – dekhna, kehna, sunana, chintan – bahut ghatak
Ya to svayam ki ya bhagavan ki – keval vaarta ho

Vighn se dur rehna


CHANCHALYA - Vani, netra, hath, legs
Vak chanchalyata – bematlab bolna, chilana, baate karna, samsarik, dosh charcha, bina prayojan
Netra chanchalyata – bina vajah
Hath – tinka todna, prithvi pe likhna, hath chalte rehna
Paad chanchalyata –

Ati bhashan
Ati parishram – thak kar so gaye
Ati bhojan – saras bhojan, niras bhajan – bhojan me swad to bhajan me swad nahi,
Samsara niyamo me bandhana – prem marg pathiko ko bahut adhik lok dharm ka aadar nahi karna
chahiye
Asat sang – dusht – hari vimukh
Dhan lobh
Adharma kamai walo ka sang – unka dhan aur anna buddhi ko bhrasth kar deta hai

Nanyat vadami na shrunomi na chintayami


Nanyat vrajami na bhajami na ca ashrayami
Pashyami jagrut tatha svapne’ pi nanyat
Sri radhikarati vinu vadam vidaam

Vadami -
Sanskrit vrat

You might also like