You are on page 1of 76

25 Shayari 25

Kahaani
Dil bhela dene wali 25
shayariaan (in Hinglish)

By Vaibhav Rohra

1
Table of
Contents
Cover

Title Page

Copyright

1. Akhri Mulakat
(Romance)
2. Go out and
Plog(Environmen
t)
3. Yeh
dooriyaan.(Roma
nce)
4. Kya hai yeh
safar(Travel)

2
5. Evils of
society(Part
1)(Social issue)
6. Evils of
society(Part 2)
(Social issue)
7. The Story of an
Aspirant(Biograp
hy)
8. Transition of
Love(Romance)
9. Separation(Roma
nce)
10.Needs of an
Aashiq(Romance)

3
11.Unconditional
Love(Romance)
12.Baarish(Environ
ment)
13.Unpredictability
Of Life(Romance)
14.You have not lost
yet(Motivational)
15.Ae mere watan
ke logon ab
ladna
sikho(Nationalis
m)
16.Fate of my love
life(Romance)

4
17.Lockdown waali
feelings(lifestyle)
18.Naariyal Ka
pedh(Environmen
t)
19.Story of a
Transgender(Soci
al Issues)
20.I am gonna
confess my love
today(Romance)
21.Environmental
Destruction(Envir
onment)
22.Kun Faya
kun(Spirituality)

5
23.School ke woh
din (Nostalgia)
24.Long distance pe
meh aur
tum(Romance)
25.Failure(Social
Issue)

About the Author


Book Description

6
25
Shayari
25
Kahaani
By Vaibhav
Rohra

Self published
7
Copyright © Vaibhav
Rohra

8
1 ) Akhri
Mulakaat
“Tha school ka
woh akhri din
sidhiyo se
utarr rahe the
dono sath
meh,
Kaise
bhulunga meh
who janamdin
dube hue the
dono ek
9
doosre ki ankh
meh.
Kaise chuph
rahe the woh
asu dono ko
thi na koi
khabar ,
Kandho se
maar rahi thi
tu mujhe
poore unn
sidhiyo ke
safar.
10
Khe dia tha
Mazak mai
maine ki
milenge kabhi
galti se ,
Thaan lia iss
baat ko tumne
aur nahi mile
hum ek dusre
ki marzi se.
Do saal ke
intezaar mai
teri yaado ke
11
sath kai raat
kati hai,
Laut ja iss
sheher meh
ohh yaara bas
akhri
baar tujhse
milna baaki
hai.”

12
2) Go out and
plog
“Akhir kar
tumne aisa
kyun kia ,
Kyun dia dukh
use jisne
tumhe sab
kuch hai dia.
Kyu failaya
kachra har
woh modh
par,
13
Jisko tum
gaye piche
chorr kar,
Kyu faika
tumne kuda
waha ,
Jaha basa tha
saara jahaan .
Ab bhi waqt
hai laut chalo
kahi der na ho
jaye,

14
Kahi ankho ke
saamne
andher na ho
jaye.
Umeed hai
sabse man lo
yeh sach,
Badhega
Desh hamara
jab banega
yeh swach.”

15
3. Yeh
Dooriyaan….
“Din bhar ke
iss safar mai
meh jo
tummko yaad
karta raha,
Tumhare sath
na hone ke
bawajood meh
tumhare sath
chalta raha .

16
Lakh koshishe
ki inn dooriyon
ne mujhe
tumse door
karne ki,
Lekin lakh
koshisho ke
bawajood
mita na paya
woh kahaani
humare sang
hone ki.

17
Ab na jaane
kaha le jayega
yeh safar
mujhe maine
na jaana ,
Lekin kya
karunga jaan
kar agar sang
mere ho tum
hosanna.”

18
4.Kya hai yeh
safar?
“Safar ek
bahana hai
jisse hume
khudko paana
hai,
Safar ek
ashiyaana hai
jisme mujhe
ghar basaana
hai

19
Safar ek sitara
hai ,
Jisne humme
chamak na
sikhaya hai ,
Safar who
ujaala hai
jisne andar ke
andhere ko
door bhagaya
hai ,
Safar itna
suhana hai
20
jaise mausam
hi bahaara
hai,
Safar na
tumahara hai ,
Safar na
humara hai ,
Safar sirf ek
sahara hai,
Jo humme
jeena sikhata
hai.”

21
5.Evils of
Society(Part
1)
“Jinse milne ke
liye marti thi
unse milkar
adhmari si ho
gayi hu meh,
Jinse baat
karne ke liye
tarasti thi
unse baat
karke khasti si
22
ho gayi hu
meh,
Jinki ek jhalak
paane ke liye
ghanton tak
intezaar karti
thi ab unhe
din bhar dekh
ke chidchidi si
ho gayi hu
meh,
Jinki har post
pe like share
23
aur comment
karti thi ab un
sabhi ko block
kar chuki hu
meh,
Aisi kyun ho
gayi hu meh?”
6.Evils of
Society (Part
2)
“Uss hasti ke
chamakte hue
aine ke piche
24
jo chehra
chipa hai,
Usse dekh kar
afsos kar rahi
hu meh,
Uss muskurate
chehre ke
piche jo
shaitaan pal
raha hai kaash
usse vakhif
hoti meh,

25
Na ummeed
iss danav ki
ashlil tasveer
ko achanak se
dekhne ke na
kaabil thi meh,
Uss siyah
bhari ghatna
ko phir se na
dohrana
chahti hu meh
shayad isliye

26
aisi ho gayi hu
meh.”

7.The Story of
an Aspirant
“Nikal pada hu
iss raha meh
lakhon logo ki
tarah,
Manzil milegi
?, Ya nahi?
Pata nahi

27
Manzil hai
bhi? Ya nahi?
Ya phir ghum
ho chukka hu
meh uss
machli ki tarah
jiska koi
nahi…….”
8.Transition of
Love
“Inn aankhon
ko dekh kar
mujhe kuch
28
aisa mehsoos
hua ki
badastoor
baadastoor
uns hua.
Yeh uns na
jaane kab aisa
fitoor hua ki
janmo janmo
ke liye tu hi
mera noor hua
.“

29
9.Seperation
“ Teri
awaazon meh
tere qurbat ko
aaj meh
mehsoos kar
raha hu,
Chipkar tujhse
aaj bhi
baadastoor
uns kar raha
hu,

30
Tujhe paas na
dekh kar aaj
meh khoob
roh raha hu,
Na chahte hue
bhi aaj meh
tujhse aur
door ho raha
hu.”

31
10.Needs of
an Aashiq
“Tere intezaar
meh kayi raat
kaati hai ,
Karne ke liye
ab bhi dher
saari baat baki
hai,
Tu ek baar bas
laut aa oo
yaran,

32
Iss aashiq ko
tera sath kaafi
hai.”
11.Unconditio
nal Love
“Mere dil ko
do tudko meh
todh do jud
kar woh tere
liye
dhadkenge,
Mere pyaar ko
unn tanhe
33
safeeno meh
chorr do sahilo
ka pata woh
tujhse hi
puchenge .”
12.Baarish
“Halki si yeh
boonda bandi
kab jharne ki
tarah baras
jaati hai,
Garam chai ki
woh pyaali
34
kab aur bhi
zyaada achi
lag jaati hai,
Kab chamakti
kadakti bijli
achanak se
aakar (sound
of thunder)
daraa jaati hai
.Kab kagaz ki
woh kashti
sadko meh
lehra jaati hai,

35
Kab who
paaglo ki
tarah sadko
meh nachne
lag jaati hai,
Shayad tab
woh sang
apne baarish
leke aati hai.”

36
13.
Unpredictabili
ty of Life
“Dil ke kisi
kone mai
lafzon se kayi
door,
Dab gayi thi
woh baate
jinhe samne
ana tha na
manzoor,

37
Tha meri
zindagi ka yehi
dastoor dil ke
paas hone ke
bawajood ho
gayi who
mujhse koso
door.”
14.You have
not lost yet
“Uth ja oo
bandeya tu

38
abhi haara
nahi hai ,
Khel ke iss
maidan meh
tujhse bada
sitara nahi hai,
Mana tere
sang abhi
shareer ka
sahara nahi
hai,
Par yaad
rakhna tumhe
39
apne desh ka
naam dubana
nahi hai,
Lad ja oo
bandeya tu bhi
hara nahi hai”
15. Ae mere
watan ke
logon ab ladna
sikho(National
ism)
“ Ae mere
watan ke
40
logon ab
khena seekho,
Kab tak chup
rahoge tum ab
ladna seekho,
Kab tak filmo
meh dekhte
rahoge kabhi
asal zindagi
meh bhi
awaaz uthana
seekho,

41
Jin ko tum din
bhar dekhte
ho unki asliyat
ka parda utha
kar dekho,
Kalyug jaisi iss
duniya meh
lad kar ab
kush rehna
seekho ,
Ae mere
watan ke
logon ab uth
42
kar chalna
seekho”
16.Fate of my
love
life(Romance)
“Shayad bin
tumhare acha
ghar achi biwi
hai toh sahi,
Par bin tumhare
hai na khushi,
Shayad bin
tumhare unn
mehngi gaadiyon
43
meh ghum toh
rah ahu,
Par bin tumhare
iss zindagi se
meh joojh Raha
hu,
Shayad bin
tumhare laakhon
ke sang apni
mehfil jama raha
hu,
Par bin tumhare
inn lakhon ki
mehfil meh bhi

44
khudko akela hi
paa raha hu,
Tum ho toh hai
dosti , zindagi
aur hai khushi.”

17.Lockdown
waali
feelings(lifesty
le)
“Tham Gaya yeh
samaan ,
Tham gaya saara
jahaan ,

45
Na hai sar pair
inn baton ki phir
bhi dekho ho rahi
hai baatein,
Na aati hai need
raaton meh phir
bhi dekho kat
rahi hai raatein,
Hai zindagi pashi
pakshuon ki vaisi
hi jaisi thi,
Lekin hai prashna
unn ke bhi mann
meh kaahaan hai
manushya jaati?”

46
18.Naariyal Ka
pedh(Environ
ment)
“Bachpan meh
shaam ko jab
meh apni
mummy
Ke sath unke
kamre meh soya
karta tha,
Uss naariyal ke
pedh ke unn
patoh ko

47
humesha dekha
karta tha,
Lambe chaude
woh patte bade
hi sundar dikha
karte the,
Tez Hawa ke unn
jokho meh bhi
who Halke se hila
karte the,
Bhaut umeed
lagata tha ki kab
patto ke zor se
woh tange hue
naariyal gir jaye ,

48
Aur kab unn
nariyal ko khakar
mera mann
khush ho jaye.
Par shayad yeh hi
khushi ko
mukalan karne ki
chah betuki thi ,
10 saalo ke andhi
toofaano ke
bawajood
naariyal ki who
daali ek baar bhi
na tooti thi.

49
Iss tez farrati
zindagi meh jab
shaam ko
mummy ke sang
jab sona chorr
diya,
Sath hi sath unn
ped ke patto ko
hilte dekhna
chorr diya.
Ajj bhaut saalo
baad jab meh
mummy ke sath
shaam ko soya ,

50
Khidki se uss
pedh ko na dekh
bhaut roya.
Aandhi toofano
ko hara toh diya
tha usne,
Par insaano se
haar gaya woh
cut ke.”

19.Story of a
Transgender(S
ocial Issues)
“Kya meh iss
duniya ke liye

51
bani hu jisme
mujhe insaan bhi
nahi maana
jaata ,
Kya meh unn
logon ke liye sahi
hu jo phone meh
happy pride
month ka naara
toh lagate hai,
lekin signal meh
meri taraf mud
ke bhi nahi
dekhte.

52
Kya meh unn
vyapariyo ke liye
sahi hu,
jo pride ka
support dikha kar
apna saman toh
bech lete hai par
apne vyaapaar
meh hum jeso ko
naukri tak nahi
dete.
Aur kya meh unn
kalaakaaron ke
liye sahi hu,

53
Jo Instagram
meh humme
khula support
karte hai lekin
yehi kalakar apni
filmo meh
humara Mazak
udaate hai.
Shayad meh hi
sahi hu aur yeh
sab galat .

54
20.I am gonna
confess my
love
today(Romanc
e)
Ajj meh usse
phirse milne jaa
raha hu ,
Dil kholke woh
saari baaten aaj
meh usse khene
jaa raha hu.
Kya khe paunga
usse ke uske prati

55
mujhe kitna
preet hai?
Kya sunaa
paunga usse woh
tarane aur
sundar geet meh
?
Kahin uske itr ki
kushboo meh kho
na jau meh,
Kahin uske
aankhon ke jaalo
meh fass na jau
meh.

56
Vaise usse bhi
mujh se aaj kuch
khena tha,
Shayad uske bhi
lafzon ko hriday
se bhena tha.
Ab prashna yeh
tha ki kaun
bayaan kare woh
aishaas jo dono
ke dilo meh pal
raha hai,
Kaun shant kare
uss bandar ko jo
dono ke dilon ke

57
bhitar machal
raha hai.”

21.Environme
ntal
Destruction(E
nvironment)
“Tum yeh dekho
na kya kiya
tumne ,
Pahado se unka
kad cheen lia
tumne,

58
Jaanwaro se unki
saasein cheen li
tumne,
Nadiyo se unki
seema cheen li
tumne te ,
Aur jo uske paas
rehte unse unka
ghar cheen lia
tumne,
Auron ko toh
tang kia tumne,
par khudko bhi
na bakshsa
tumne ,
59
Khud se apni
zindagi cheen li
tumne.”

22.Kun Faya
kun(Spiritual)
“Yeh Tuta hua
safeena lekar aaj
meh tere sahilon
ki khoj meh nikla
hu ,
Tera hi dia hua
who ghar chorr
kar tere ek dusre
panhe meh
basne nikla hu,
60
Tu dega toh eid
maan lu warna
roza hi sahi,
Tu panah de toh
nawab ban jau
warna zifar hi
sahi,
Dekhu tujhe ab
har kahin har
dishau meh ,
Sunnu tujhe ab
har gadhi har
duaon meh,

61
Kheti hai
manchali ab meri
yeh zubaan ,
Hardum hardum
maula hardum
khudaan.”

23.School ke
woh din
(Nostalgia)
“School bus ki
back seat meh
unn doston ke
sath phirse din ki

62
shuraat karna
chahta hu,
Phirse assembly
bunk karke pura
school ghumna
chahata hu,
Long break ke
phele aur class ke
beech meh phirse
apna tiffin
batwana chahta
hu,
Phirse unn
teacher ko
nachte gaate

63
dekhhna chahta
hu,
Unn doton ke
sath phirse hasi
Mazak karna
chahta hu,
Phirse unn
khoobsurat
lamhon ko aaj
meh jeena
chahta hu.”

64
24.Long
distance pe
meh aur
tum(Romance
)
“Phono meh
photon teri
takta rahoon ,
Tum tak jo
rahe phaunchi
usko bhi bas
takta rahoon,

65
Meme,sticker
emoji ke
sahare tere
sath hasta
rahoon,
Video call par
din bhar
tujhse hi baate
karta rahoon,
Tere sath
phone ki uss
kagaz ki kashti

66
meh ghumta
rahoon,
Tere bin uss
khayalon ki
sari meh
dooba rahu,
Dhoonta rahu
meh dhoonta
rahu tere
qurbat ko
phone mai hi
dhoondta
rahoon”.
67
25.Failure(Soc
ial Issue)
“Hai becheni aaj
dil mai,
Apni uss haar ke
geet gaane ki,
Unn zard panno
meh jo ank hai,
unhe sabko
dikhane ki,
Ha hara hu aaj
phirse ,
Pariksha ki uss
ladai mai,
68
Gir pad ahu aaj
phirse haarne
walon ki uss ladai
mai,
Hai zindagi badal
si gayi hai meri,
Chalti hui tham si
gayi hai meri,
Samay se ho si
gayi hai na deri ,
Samay se kho si
gayi hai kahi.

69
Bairaagi sa
jeevan aaj phirse
jeene laga hu,
Who zindagi
paksuon ki,
Khud se aajkal
phirse khene laga
hu ,
Woh kahaani
berango ki.”

70
About the Author
Vaibhav Rohra is
an aspiring student
who is pursuing B
Com (Hons) from
St. Xaviers
University,
Kolkata.He has
completed his high
school from Delhi
Public School,
Ruby park ,Kolkata
where he was
taught how to look
at a poem from
the author’s
perspective and to
grab
the consciousness
and feelings of the
71
author. He later
used this
technique while
listening to
Bollywood songs
written by Gulzaar
and reincarnated
those feelings with
his own words. He
wasn’t well versed
in Urdu, but he
learnt new words
by paying heed to
the lyrics of
Bollywood songs.
He later on
portrayed his own
and his friends'
feelings by making
Urdu poetry

72
(shaayari) out of
these words . He
wants his thoughts
to be immortal, so
he has now started
self-publishing
books on Amazon
and other self-
publishing
platforms.
He is also a travel
enthusiast with a dream
of travelling the whole
world and trying to
erase misconceptions
about people across
borders and creating a
sense of
internationalism among
citizens of the world.
73
Book Description
Warning!!! This
book will take you
through an
emotional roller
coaster ride of
some emotional
moments of his
and his friend’s
life. This book has
a shaayari for each
of these special
moments which
most of us have
experienced in our
mundane lives.
This book also
contains shaayaris

74
which throw light
upon various social
issues and
environmental
issues of life. One
of the authors
favourites goes like
this
"Tha school ka
woh akhri din,
Seediyon se utar
rahe the dono sath
mai,
Kaise bhulunga
meh who janam
din ,

75
Dube hue thhe
dono ek dusre ki
ankh mai.
……………………………
……………………………
……."
Read this shaayari
and 24 others and
experience
shaayaris having
consciousness and
feelings of
different people
from different
roads of life.

76

You might also like