You are on page 1of 2

ENGLISH LOVERS

LESSON 16

Aap ka English seekhne k eagle padaav mein swagat hai. Aap sabhi basic English already jaante hain. Aaj
se hum wo sentences banana seekhenge jo humein tab bolna hota hai jab hum kisi ko bata rahe hain ki
hum isi waqt kya kar rahe hain.

Aise sentence ko hum is tarah se banate hain. Kuch examples ye rahe aapke liye. In example sentences ko
aur inki Hindi translation ko padh ke aapko clear idea mil jayega ki hum kis type ke sentences banayenge.

Subject + helping verb + verb.ing + object

Har type ke subjects ke saath kuch example sentences ye rahe:

I am playing cricket. Main cricket khel raha hoon.


You are playing cricket. Aap cricket khel rahe hain.
They are playing cricket. Wo sab cricket khel rahe hain.
We are playing cricket. Hum cricket khel rahe hain.
He is playing cricket. Wo cricket khel raha hai.
She is playing cricket. Wo cricket khel rahi hai.
It is playing cricket. Ye cricket khel raha hai.
Ram is playing cricket. Ram cricket khel raha hai.
Students are playing cricket. Chhatra cricket khel rahe hain.

Isi tarah agar humein beete hue waqt mein ho rahe kaam ke bare mein batana ho toh similar examples
mein sentences aise banenge:

I was playing cricket. Main cricket khel raha tha


You were playing cricket. Aap cricket khel rahe the.
They were playing cricket. Wo sab cricket khel rahe the.
We were playing cricket. Hum cricket khel rahe the.
He was playing cricket. Wo cricket khel raha tha.
She was playing cricket. Wo cricket khel rahi thi.
It was playing cricket. Ye cricket khel raha tha.
Ram was playing cricket. Ram cricket khel raha tha.
Students were playing cricket. Chhatra cricket khel rahe the.
ENGLISH LOVERS
Exercise

1. I ………………….. (water) the plants in the morning.

2. What ………………….. (you do) at 6 o’clock yesterday evening?

3. They ………………….. (wait) for the bus when the accident happened.

4. She …………………. (get) impatient.

5. The boys …………………. (play) in the garden.

6. It …………………. (rain) cats and dogs.

7. I …………………… (revise) my lessons now.

8. Somebody ………………….. (knock) at the door.

9. We …………………… (wait) for the guests to turn up.

10. The students …………………. (shout) slogans outside the campus.

11. The birds …………………… (fly) in the sky.

12. John and Sandra ………………….. (expect) their first child.

You might also like