You are on page 1of 16

www.dawateislami.

net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

  ٰ   ۡ ٰ ۡ   ٰ  ۡ ۡ
 ۡ ۡ  ۡ    ٰ  ! "#
                
ٰ
   ٰ ۡ  ٰ  ۡ   ۡ 
)* +ۡ 1  - ٰ 1ۡ 

ۡ % )*+ۡ ,
0 #
    - ./ -(  $% &$' %$(

 # ‫و ﻋ ٰ ﻟﻚ و  ﺻ ٰﺤ ﻚ ﻳ ﺣ!  ﻴ‬  ‫ﻟﺼ ﻠ ٰﻮة
و‬
 ‫ﻟﺴ ﻼ
م ﻋ ﻠ ﻴﻚ ﻳ ر
ﺳﻮ ل‬
 ‫و ﻋ ٰ ﻟﻚ و  ﺻ ٰﺤ ﻚ ﻳ ﻧ 
ﻮ ر‬  ‫ﻟﺼ ﻠٰﻮ
ة و‬
 & $  ‫ﻟﺴ ﻼ
م ﻋ ﻠ ﻴﻚ ﻳ ﻧ‬

Kyun 12vi Pay Hay Sabhi Ko Piyar Aa Gaya

Durood Shareef ki Fazeelat


f
Sarkar-e-Madina     ٖ              
   ka farman hay: jis nay Mujh par aik bar Durood-e-Pak parha Allah      us par
10 Rahmatayn naazil fermata hay aur jo Mujh par 10 martabah Durood-e-Pak parhay Allah      us par 100 

rahmatayn nazil fermata hay aur jo Mujh par 100 martabah Durood-e-Pak parhay Allah      us ki dono ankhon
kay darmiyan likh dayta hay kay ye Nifaq aur Jahannam ki aag say aazad hay aur usay baroz qiyamat Shuhada kay
sath rakhay ga. (Mu’jam ul Ausat, jild. 5, pp. 252, Hadees 7235)

Parho salam karo doob ker mahabbat may


Durood-e-Pak ki kasrat Nabi ki aamad hay

   #       


%&   $     ! "      

Meethi meethi Islami behno! Husool e Sawab ki khaatir bayan sunnay say pehlay achhi achhi niyyatayn ker lijiye.
Farman e Mustafa     ٖ            

‘‘‫ِﻦ َﺧـﻴـ ْ ٌﺮ ِّﻣـ ْﻦ َﻋ َﻤﻠِ ٖﻪ‬


ِ ‫’’ﻧِ َّـﻴ ُﺔ اﻟ ُْﻤ ٴْﻮﻣ‬
Musalman ki niyyat us kay amal say behtar hay.

Do Madani phool
 Baghayer achchi niyyat kay kisi bhi amal khayr ka sawab nahi milta.
 Jitni achchi niyyatayn Ziyada, utna sawab bhi Ziyada.

01

0 www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

Bayan sunnay ki niyyatayn


 Nigahayn neechi kiye khoob kaan laga ker bayan suno gi.

 Tayk laga ker bethnay kay bajay ilm e din ki ta’zeem ki khaatir jahan tak ho saka do zaanon bethoon gi.

 Zaroratan simat kar dosri islami bahnon kay liye jaga kushadah kroon gi.

 Dhakka waghayrah laga to sabr karoon gi.

 Ghhornay Jhiraknay aur ulajhnay say bachon gi.



‫ 
ذ‬Waghayrah sun kar sawab Kamanay or sada laganay walay ki dil joy kay liye past
 # ‫  ﻟ *ﻠ) ( ﺻ 'ﻠ ﻮ ﻋ   ﻟ ﺤ!  ﻴ‬+ ‫
ﻮ‬,‫
ﻮ‬- .( )‫وﻟ *ﻠ‬/
awaaz say jawab don gi.

 Ijtima’ kay bad khud aagay berh kar salaam o musafahah or Infiradi Koshish karoon gi.

 Doran e bayan mobile kay ghayr zarori isti’mal say bachon gi,

 Na bayan Record karo gi aur na hi kisi aur qism ki aawaz kay iski ijazat nahi

 Jo kuch suno gi usay sun kay samajh kay uspar ‘amal kernay kay ba’d Mayn dusron tak pohancha kay nayki ki
da’wat ‘aam kernay ki Sa’adat haasil karoon gi

   #       


  $    
%& ! "      

Aaiye bayan say qabl, Aashiq-e-Maah-e-Meelad, Ameer-e-Ahl-e-Sunnat       ,  * + ( ) $ ' kay ‘ata kardah na’roo say
ho sakay to Madani Parcham lahara kar khoob josh o jazbay, mahabbat o ‘aqeedat kay sath Marhaba ya Mustafa
ki dhoom machaiye.

Sarkar ki Aamad……… Marhaba……………….Sardar ki aamad……………….. Marhaba……….Aamina kay phool ki


aamad………..Marhaba…………..Rasool-e-Maqbool ki aamad…………….Marhaba…………..Piyaray ki
aamad…………..Marhaba……………. Achhay ki aamad…………. Marhaba………… sachhay ki aamad…………
Marhaba……………… sohnay ki aamad…………. Marhaba………. Mohnay ki aamad……….Marhaba…………………. Mukhtar ki
aamad………….. Marhaba
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa

Noor e Mustafa ki muntaqili par Jashn ka samaa


   - .
Allamah Shu’aib Hareefeesh           / fermatay hayn: jab Allah      nay Noor-e-Muhammadi ko buland shan
pushton say buland rutbah Khatoon Sayyidah Aaminah , 0      
 1
 / kay batn-e-athar ki taraf muntaqil fermaya to
bari bari nishaniyaan zaahir honay lagi. Sari makhlooq aik dosray ko khush khabriyan daynay lagi, zameen o
aasman may a’ilan kar diya gaya: Aye ‘arsh! Waqar o sanjeedgi ka niqab oorh lay. Aye kursi! Fakhr ki zirah pahan
2

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

lay. Aye sidra-tul-muntaha! Khushi say jhoom ja. Aye haybat aur r’ub o dabdabah kay anwaar! Tum bhi khoob
roshan ho jao. Aye Jannat! Khoob aarastah ho ja. Aye mahallat ki hooro! Tum bhi bulandi say daykho. Aye
Rizwan (Baghbane-e-Jannat) Jannat kay darwazay khool day aur hoor o ghilman ko saaman-e-zeenat say aarastah
kar kay kaynat ki khushbuoon say mua’ttar kar day. Aye Malik (Daarogha-e-Jahannam) Jahannam kay darwazay
band ker day kyun kay aaj ki raat Meri qudrat kay khazanon may chhupa huwa noor aur raaz Abdullah say juda
ho ker Aaminah ki taraf muntaqil honay wala hay aur jis ghari ye noor muntaqil ho ga to us ki paydaish
mukammal ho jaye gi aur ye noor logo kay samnay insan-e-kamil ban ker zaahir hoga. (Al Raud ul Faaiq, pp. 244)

Teray khulq ko haq nay ‘azeem kaha teri khilq ko haq nay Jameel kiya
Koi tujh sa huwa hay na hoga shaha tere khaliq-e-husn o ada ki qasam

Sha’ir ki wazahat: Aye Mere rahmat walay Aqa     ٖ                ٖ 
   Allah      nay aap           
    
   kay akhlaq-e-
mubarak ko a’zeem qara diya hay aur aap ki wiladat-e-ba-sa’adat hazaaron sa’adatayn aur barakatayn lay kar
aaye, aysi nirali o haseen kisi ki paydaish na huyi. Mere Aqa     ٖ              ٖ 
   bhala Aap                
   ki tarah ka
kaun ho sakta hay? Haan haan! Zameen o aasaman kay payda kernay walay ki qasam hay “Aap jaysa koi nahin”
(Sharh Hadaaiq e Bakhshish, pp. 226)

Har choopayah bolnay laga!


Noor-e-Muhammadi 1 Rajab-ul-Murajjab shab-e-jumu’ah ko muntaqil huwa, jabky Hazrat Sayyiduna Imam
  - .
Waqidi        / kay nazdeek ye jumadi-ul-ukhra ki 15vi raat thi. Is raat har ghar aur makaan may noor dakhil
ho gaya. Hazrat Sayyiduna Ibn Abbas &, 0      
 1
 / fermatay hayn: is raat Quraysh kay har choopaye nay (Ba zuban-
e-faseeh) kalam kertay huway kaha: Rasoolullah      ٖ              
   apni walidah majidah kay shikam-e-athar may
jalwah ferma ho chukay hayn, Rab-e-Ka’bah ki qasam! Aap              
ٖ 
   dunya kay liye amaan aur ahl-e-dunya
kay liye charagh hayn. (Al Raud ul Faaiq, pp. 242)

Nisar teri chahal pahal par hazaar Eiden Rabi-ul-Awwal


Siwaye Iblees kay jahan may sabhi to khushiyan mana rahay hayn
Zamanay bhar may yeh qa’idah hay kay jis ka khana usi ka gana
To na’matayn jin ki kha rahay hayn unhi kay hum geet gaa rahay hayn

Sarkar ki Aamad……… Marhaba……………….Sardar ki aamad……………….. Marhaba……….Aamina kay phool ki


aamad………..Marhaba…………..Rasool-e-Maqbool ki aamad…………….Marhaba…………..Piyaray ki
aamad…………..Marhaba……………. Achhay ki aamad…………. Marhaba………… sachhay ki aamad…………
Marhaba……………… sohnay ki aamad…………. Marhaba………. Mohnay ki aamad……….Marhaba…………………. Mukhtar ki
aamad………….. Marhaba
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa

   #       


%&   $     ! "      

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

Meethi meethi Islami behno Islami behno! Islami maheeno may Rabi-ul-Awwal woh a’zeem-us-shan aur ba
barakat maheenah hay kay jis ki ahamiyyat ko Musalmano ka bacha bacha janta hay, Rabi-un-Noor Shareef kiya
aata hay har taraf Baharayn aa jati aur faza noor bar ho jati hay, har haqeeqi Musalman goya dil ki zaban say bol
uthta hay kay

Noor wala aaya hay noor lay kar aaya hay


Saaray A’alam may ye daykho noor kaysa chhaya hay
chaar janib raushni hay sab samaan hay noor noor
Haq nay payda aaj apnay ko piyaray ko farmaya hay
Aao aao noor ki khayrat laynay ko chalayn
Noor wala Aamina bibi kay ghar may aaya hay
Joon hi aamad maah-e-meelad mubarak ki hui
Ahl-e-Iman jhoom uthay shaytan ko ghussah aaya hay

          2#   %


 &
 3  
Kaseer Aashiqan-e-Rasool Jashn-e-Meelad-e-Mustafa ki khushi may maah Meelad may khusosan
ibtidaye 12 dino may Mukhtalif maqaamat par ijtima’-e-zikr o naat ka ahtimam kertay, in may shirkat farmatay,
gharon, dukano, karkhano, bazaar, galyo, aur mahallon ko sabz sabz parchamon aur barqi qumqumo say sajatay,
jhoom kar, lab chhom kar, hathaun may sabz sabz parcham thaamay, marhaba ya Mustafa ki sadaaon may
Juloos-e-meelad ki dhoomayn machatay, Allah      kay Rasool Rasool-e-Maqbool     ٖ            
   ki Bargah may
Durood o salam kay nazranay paysh krtay, taqseem-e-rasaail ki Tarkeeb fermatay aur dil khol kar langar-e-
meelaadiyah ka aihtimam fermatay hayn. Aaiye noor walay Aqa      ٖ              
   kay is noorani mahinay kay
noorani ayyam ki roohani barakato say fayzyab honay ki niyyat say Aashiq-e-Maah-e-Meelad, Ameer-e-Ahl-e-
Sunnat       ,  * + ( ) $ ' ki tasneef “Faizan-e-Sunnat” say aik iman afroz waaqi’ah suniye chunanchay

Jashn-e-Wiladat kay ladoo`on may barakat


Ameer-e-Ahl-e-Sunnat        ,  * + (  ) $ ' fermatay hayn kay MuradAabad may aik Aashiq-e-Rasool har saal Rabi-
un-Noor Shareef may dhoom dhaam say meethay meethay Aqa     ٖ             ka Jashn-e-Wiladat manatay aur
zabardast mahfil-e-meelad mun’aqid fermatay, Sarkar-e-A’la Hazrat Imam Ahmad Raza Khan            - . / kay

Khalifah, Sahib-e-Khazain-ul-Irfan Hazrat Sadr-ul-Afazil Sayyid Na’eem-ud-Deen Murdabadi rah Murdabadi  - .  /
       us may khusosi shirkat farmatay thay. Aik bar Mahfil-e-Meelad may ma’mool say bahut ziyadah afraad
   
aagaye. Ikhtitam par hasb-e-ma’mool paao paao bhar (Taqreeban 250gm) kay laddo ki tqaseem shuru’ huyi
magar woh aadho aadh kam parnay lagay. Baani-e-Mahfil nay ghabra ker Hazrat Sadr-ul-Afazil            - . / ki

khidmat ba karamat may majra ‘arz kiya, aap            - .
 / nay apna roomal nikal ker diya aur fermaya laddo kay
bartan par daal dejiye aur takeed farmai kay Tabarruk romaal kay neechay say nikal nikal kar taqseem kiya jaye
magar bartan khool ker na daykha jaye. Chunanchay khoob laddo taqseem huway aur har har fard ko laddo mil
gaya. Aakhir may jab bartan khola gaya to roomal urhatay waqt bartan may jitnay laddo thay utnay hi ab bhi
maujood thay. (Faizan e Sunnat, pp. 355)

Eid-e-Meelad-un-Nabi hay dil bara masror hay


Har taraf hay shadmani ranj o ghum kafoor hay
Jashn-e-Meelad-un-Nabi hay kyun na jhoomay aaj hum

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

Muskarati hayn Baharayn sab faza purnoor hay


Aaminah tujh ko mubarak shah ka Meelad ho
Tayra aangan noor tayra ghar ka ghar sab noor hay

Sarkar ki Aamad……… Marhaba……………….Sardar ki aamad……………….. Marhaba……….Aamina kay phool ki


aamad………..Marhaba…………..Rasool-e-Maqbool ki aamad…………….Marhaba…………..Piyaray ki
aamad…………..Marhaba……………. Achhay ki aamad…………. Marhaba………… sachhay ki aamad…………
Marhaba……………… sohnay ki aamad…………. Marhaba………. Mohnay ki aamad……….Marhaba…………………. Mukhtar ki
aamad………….. Marhaba
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa

   #       


%&   $     ! "      

Meethi meethi Islami behno! Bayan kardah waaqi’ay say hamayan chand Madani phool hasil huway masalan,

≈ Sadr-ul-Afazil aik ba karamat buzurg thay jin ki karamat say Meelad Shareef kay laddo`on may is qadar
barakat hui kay tamam haazireen may taqseem honay kay ba’d bhi un laddo`on ki ta’dad utni hi thi jitni
  - .
aap        / kay romaal-e-ba kamal dalnay say qabl thi

≈ Mahaafil-e-Meelad ya buzurgan-e-Deen kay A’araas kay maqa’ par biryani ya qormay waghayrah kay
zari’ah Langar karna zaroori nahi, laddo, balo shahi ya is tarah kay kisi halkay phulkay item ka langar kar
daynay say bhi Meelad Shareef ki barakatayn naseeb hongi.

≈ Jashn-e-Sarkar      ٖ              


   ki khushiyan manana aur is maqa’ par Tabarruk ka ihtimam karna koi
buri ya naye baat nahin balky ye to hamayshah say Musalmano ka Tareeqah raha hay chunanchay

Sharih Bukhari Hazrat Sayyiduna Imam Qastalani          / fermatay hayn: Huzoor      ٖ         
   - .      
   ki
paydaish kay maheenay may Ahl-e-Islam hamayshah say mahfilayn muna’qid kertay, khushi kay sath khana
pakatay, khanay ki da’wat kartay, Rabi-ul-Awwal ki in raato may anwa’a o aqsaam ki khayrat kertay aur
khushi zaahir kartay chalay aaye hayn. (Mawahib ul Ladunya, jild. 1, pp. 200)

Kiun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya


Aaya isi din Ahmad-e-Mukhtar aa gaya
Ghar Aaminah kay Sayyid-e-Abrar aa gaya
Khushiyan manao ghamzadon gham khuwar aa gaya

Sarkar ki Aamad……… Marhaba……………….Sardar ki aamad……………….. Marhaba……….Aamina kay phool ki


aamad………..Marhaba…………..Rasool-e-Maqbool ki aamad…………….Marhaba…………..Piyaray ki
aamad…………..Marhaba……………. Achhay ki aamad…………. Marhaba………… sachhay ki aamad…………
Marhaba……………… sohnay ki aamad…………. Marhaba………. Mohnay ki aamad……….Marhaba…………………. Mukhtar ki
aamad………….. Marhaba

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa


Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa

   #       


%&   $     ! "      

Kitab “Seerat-e-Mustafa” ka Ta’aruf


Meethi meethi Islami behno! Huzoor      ٖ              
   ki seerat-e-tayyibah khusosan wiladat-e-ba-sa’adat
waaqi’aat sunnay perhnay say dilo ko sukoon o itminaan naseeb hota hay,           2#   % &  3   Aashiqan-e-Rasool ki
Madani tahreek Dawat-e-Islami pori dunya may Jashn-e-wiladat ki dhoomayn machanay aur aap     ٖ            
  
ki seerat o kirdar kay Mukhtalif roshan pahlu`on aur shandar farameen say Ummat ko fayzyab kernay kay liye
har waqt koshan hay lihaza isi Maqsad kay tahat Dawat-e-Islami kay shu’bay Maktaba-tul-Madinah nay aik Kitab
“Seerat-e-Mustafa” shaai’ ki hay.         2#   % &  3   is Kitab may Sarkar      ٖ              
   ki a’adat o atwar, bachpan kay
waaqi’aat Islami Ghazwat kay baray may dil chasp ma’loomaat aur Iman afroz waaqi’aat, Makkah Mukarramah
say Madinah Munawwarah ki taraf hijrat, Makki aur Madani zindagi guzarnay kay Mukhtalif andaz aur Sarkar
    ٖ        
    
   kay Mukhtalif mu’jizaat waghayrah ko bayan kiya gaya hay lihaza aaj hi is Kitab ko Maktaba-tul-
Madinah kay bastay say hadiyyatan talab farmaye, khud bhi is ka mutal’ah kejiye aur dusron ko bhi targheeb
dilaye. Dawat-e-Islami ki website www.Dawat-e-Islami.net say is Kitab ko parhabhi ja sakta hay download aur
print out bhi kiya ja sakta hay.

   #       


%&   $     ! "      

Meethi meethi Islami behno! Bila shubah Huzoor     ٖ            
   jahan may Fazl o Rahmat ban tashreef laye aur
Allah      ki rahmat kay nuzool ka din yaqeenan khushi ka din hota hay chunanchay

Parah 11 Surah Younus ki Aayat number 58 may Khuda Rahman      ka farman-e-zeeshan hay:

 2  2 2 ٰ 2 2
G 2  H2 I $ EF DB  CA 2 1 ? @ ' 3 45 ' ٖ 7 12  % 8 9: ; <=% ;>
Tarjama Kanz-ul-Iman: Tun farmaao Allah hi kay fazl aur usi ki rahmat aur isi par chahiye kay khushi karay woh un kay
sab dhan dawlat say bahtar hay. (Parah. 11, Yonus, Aayat. 58)

Maktaba-tul-Madinah ki Kitab “Tafseer-e-Sirat-ul-Jinan” may bayan kardah Aayat-e-Kareemah kay tahat likha
hay kay kisi piyari aur mahboob cheez kay panay say dil ko jo lazzat haasil hoti hay is ko ‫ِح‬ ٌ ‫ َﻓﺮ‬kahtay hayn aur
aayat kay ma’na ye hayn kay Iman walon ko Allah      kay fazl o rahmat par khush hona chahiye kay us nay
unhayn Naseehatayn, seeno ki shifa aur Iman kay sath dil ki rahat o sukoon ata farmaya.

Allah kay Fazl o Rahmat say kiya murad hay?


Aur is aayat may Allah kay Fazl o Rahmat say kiya murad hay? Is baray may Mufassireen kay Mukhtalif aqwaal
hayn, chunanchay Hazrat Sayyiduna Abdullah bin Abbas &, 0        
 1 / , Hazrat Sayyiduna Hasan aur Hazrat
Sayyiduna Qatadah &, 0      
 1  / nay farmaya kay Allah kay fazl say Islam aur us ki rahmat say quran murad hay,

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

aik qawl yeh hay kay Allah      kay fazl say quran aur rahmat say Ahadees murad hayn, jabkay baz ulama nay farmaya
kay Allah      ka fazl Huzoor     ٖ              
   hayn aur Allah      ki rahmat Quran. Rab Ta’aala fermata hay:

J 2 2  2
KLMN  3O 8 9: ;<' G$ P
Tarjama Kanz ul Iman: Aur Allah ka tum par bara fazl hay. (Parah. 5, nisaa, Aayat. 113)

Ba’z nay farmaya: Allah ka fazl Quran hay aur rahmat Huzoor    ٖ              
   hayn. Jaysa kay Allah      fermata hay:

2 2J  ٰ 2
   ٰ   Q 12  !R 3S 2  T( 
Tarjama Kanz ul Iman:Aur hum nay tumhay na bhayja magar rahmat saray jahan kay liye. (Parah. 17, Ambiya, Aayat. 107)

Aur agar bil farz is aayat may khaas taur par fazl o rahmat say murad Sarkar     ٖ            
   ki zaat mubarakah na
bhi ho to judagana taur par to Allah kay Rasool      ٖ                
   yaqeenan Allah      ka a’zeem tareen fazl aur
rahmat hay. Lihaza Nabi      ٖ              
   ki zaat Mubarakah kay hawalay say khushi manai jaye gi khuwah woh
Meelad Shareef kar kay ho ya me’raj Shareef mananay kay zariya haan agar kisi bad naseeb kay liye ye khushi ka
Maqaam hi nahin hay to us ka mua’amlah juda hay, usay apnay Iman kay muta’alliq sochna chahiye.
(Sirat ul Jinan, jild. 4, pp. 340)

Jab talak yeh chand taaray jhilmilatay jayen gay


Tab talak Jashn-e-wiladat hum manatay jayen gay
Un kay A’ashiq noor kay shama’ayn jalatay jayen gay
Jab kay haasid dil jalatay satpatatay jayen gay
Lakh shaytan hum ko rokay fazl-e-rab say ta abad
Jashan, Aqa ki wiladat ka manatay jayen gay

Sarkar ki Aamad……… Marhaba……………….Sardar ki aamad……………….. Marhaba……….Aamina kay phool ki


aamad………..Marhaba…………..Rasool-e-Maqbool ki aamad…………….Marhaba…………..Piyaray ki
aamad…………..Marhaba……………. Achhay ki aamad…………. Marhaba………… sachhay ki aamad…………
Marhaba……………… sohnay ki aamad…………. Marhaba………. Mohnay ki aamad……….Marhaba…………………. Mukhtar ki
aamad………….. Marhaba
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa

   #       


%&   $     ! "      

Woh jo na thay to kuch na tha!


Meethi meethi Islami behno! Yaqeenan hamayan jo bhi na’matayn muyassar hayn woh sab Rasool     ٖ            
   kay
Wujood-e-mas’ood hi ka sadaqah hay, Aap      ٖ                jaan-e-kaaynat balky kaynat ka Wujood hi aap

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

    ٖ        


kay qadamo ki dhool hay, agar Sarkar     ٖ           
    
  

   tashreef na laatay to is dunya may na jinn
hotay na insan, na sooraj hota na chand na zameen hoti na aasman, na Jannat o Dozakh hotay, na hi Hoor o
Ghilman hotay, na Looh o Qalam hotay na ‘Arsh o Kursi. Al gharaz Huzoor pak      ٖ              
   ki zaat pak hi
Maqsad-e-Takhleeq-e-Kaynat hay chunanchay
       ko
Hazrat Sayyiduna Abdullah bin Abbas &, 0         1  / say riwayaat hay kay Allah      nay Hazrat E’sa 456 
wahi bhayji: Aye E’sa Muhammad (     ٖ              
   ) par Iman laa! Aur tayri Ummat may say jo log un ka
zamanah paaye unhayn bhi hokum karna kay un par Iman laaye kion kay agar Muhammad (    ٖ            
   ) ki
zaat-e-girami na hoti to na Mayn Aadam ko payda karta, na hi Jannat o Dawzakh banata. Jab Mayn nay ‘Arsh ko
paani par banaya to us waqt woh harakat kar raha tha. Mayn nay us par “ِ ‫ ”ﻵاِﻟ ٰ َ اِ َّﻻ اﻟﻠّٰ ُ ُﻣ َﺤ ّﻤ ٌَﺪ َّر ُﺳ ْﻮ ُل اﻟﻠ‬likh diya, to woh
tahar gaya. (Khasais ul Kubra, jild. 1, pp. 12)

Woh jo na thay to kuch na tha woh jo na ho to kuch na ho


Jaan hay woh jahan ki jaan hay to jahan hay

   #       


%&   $     ! "      

Meethi meethi Islami behno! Aaj poori dunya may Eid-Meelad-ul-Nabi      ٖ              
   kay mauqa’ par
Musalmano kay andar jo josho o kharosh paya jata hay yaqeenan woh qabil-e-rashk aur laaiq-e-ta’reef hay kay
aghyaar ki Mazmoom saazishon kay ba wujood bhi           2#   % &  3   har saal Jashn-e-Wiladat ki dhoom dham may
musalsal izafah hi hota jaraha hay. Bila shubah ye sab Ulamay-e-Haq aur Awliya-e-kiraam     #    , . 
 / ki shab o
rooz ki kaawishon ka nateeja hay kay aaj Musalman ka bacha bacha Huzoor     ٖ            
   ki shan o azmat kay
taranay gungunata aur Aap      ٖ                ٖ 
   ki mahabbat may sarshar ho ker Aap             
     
   kay Jashn-e-
wiladat ki khushyan manata hay. Ghaur farmaye kay jin ki ta’leemat par ‘amal ki ye barakatayn hayn to khud un
hHazraat ka Eid-e-Meelad-ul-Nabi     ٖ            
   ki dhoomayn machanay ka apna andaz kis qadar niralah hoga.
Aaiye bator targheeb Ameer-e-Ahl-e-Sunnat        ,  * + (  ) $ ' ka ishq o masti say bharpoor Jashn-e-Wiladat-e-
Mustafa     ٖ            
   manany kay dil ruba andaz ki chand Jhalkiyan mulahazah kejiy. Chunanchay

Ameer-e-Ahl-e-Sunnat       ,  * + ( ) $ ' ka 12vi mananay ka andaz
Ameer-e-Ahl-e-Sunnat        ,  * + (  ) $ ' ka saalha saal say yeh ma’mool raha hay kay Aap        ,  * + (  ) $ ' intihaye
‘azeem-us-shan tareeay say sharee’at kay dairay may rah ker Jashn-e-Wiladat ki khushyan manatay hayn,
chunanchay Maah-e-Meelad ka mubarak chand nazar aatay hi Aap       , * + ( ) $ ' Jashn-e-Sarkar     ٖ            
ki khushi may apni rihaish gaah ko sabz sabz jhando, jhandiyon aur rang barangay barqi qumqumo say sajatay,
Durood o salam ki kasrat farmatay aur ‘Aashiqan-e-Rasool ko bhi Wiladat-e-Mahboob ki dhoomayn machanay
ki targheeb dilatay hayn jabky Rabi-un-Noor Shareef ki chaand raat say musalsal 12 raatayn sunnataun bharay
Madani /Muzakaray farmatay hayn. Aap        ,  * + (  ) $ ' ki suhbat say faidah uthatay huway kaseer Islami bhai
‘Aqaaid o A’amaal, Fazaail o Manaqib, Shari’at o Tareeqat, Tareekh o Seerat, Science o Tib, Akhlaqiyat o Islami
ma’loomat, mua’ashi o mua’ashirati o Tanzeemi mua’amlaat aur deegar bahut say mauzo’aat kay muta’alliq suwal
kertay hayn. Ameer-e-Ahl-e-Sunnat        ,  * + (  ) $ ' unhayn hikmat aamoz o ishq-e-Rasool may doobay huway
jawabaat say nawaztay aur hasb-e-aadat waqtan fa waqtan ‫ َﺻـﻠُّﻮا  ََ اﻟْـ َﺤـ ِ ْﻴﺐ‬ki dil nasheen sada laga kar haazireen ko
Durood Shareef perhnay ki sa’aadat bhi ‘inayat farmatay hayn. Phir jab 12vi raat tashreef laati hay to aap
8

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

      
ki khushiyan mazeed do bala ho jati hayn, chunanchay 12vi shab aap        ,  * +  (  ) $ ' khusosiyyat
( $
 ,  * +    )  '
kay sath Ghusl farmatay, apnay isti’maal ki kam o baysh har cheez maslan Madani libas, sabz Imamah, topi,
kanghi, itr, miswak, payd, pen, Madani chadar, romaal, sar band, chappal waghayrah ‘umoman new istimal
farmatay hayn. 12vi shab may Madani Muzakarah farmatay aur ijtima’a zikr o naat may shirkat farmatay hayn,
phir ijtima kay ikhtitam par kaseer ‘Aashiqan-e-Rasool kay sath mil ker Durood o Salam ka wird kertay aur ishq o
masti may doob ker, jhoomtay huway walihanah andaaz may ashk bar ankhaun say subh-e-baharan ka istiqbal
kertay hayn. Aap       ,  * +  ( ) $ ' kay is dil nasheen andaz ko daykh ker kaye ankhayn ashk bar ho jati aur dilo may
ishq-e-habeeb ki sham’a raushan ho jati hay jab kay 12vi walay din Eid-e-Meelad-ul-Nabi      ٖ                ki
khushi may Aap        ,  * + (  ) $ ' ‘Aashiqan-e-Rasool may eidi bhi taqseem farmatay hayn. Meelad-e-Mustafa ki
khushi may ishq o mahabbat doobi huyi aap       ,  * + ( ) $' ki deewangi ka andazah aap       , *+ ( ) $ ' kay tahreer
kardah na’atiyah deewan “Wasail-e-Bakhshish” say ba aasani lagaya ja sakta hay chunanchay apnay is na’atiyah deewan
may maujood aik kalam kay maqta’ may apnay jazbaat ka izhar kertay huway kuch yun farmatay hayn kay,

Phoolay nahin samatay hayn Attar aaj to


Dunya may aaj Haami-e-Attar aa gaye

Sarkar ki Aamad……… Marhaba……………….Sardar ki aamad……………….. Marhaba……….Aamina kay phool ki


aamad………..Marhaba…………..Rasool-e-Maqbool ki aamad…………….Marhaba…………..Piyaray ki
aamad…………..Marhaba……………. Acchay ki aamad…………. Marhaba………… sachhay ki aamad…………
Marhaba……………… sohnay ki aamad…………. Marhaba………. Mohnay ki aamad……….Marhaba…………………. Mukhtar ki
aamad………….. Marhaba
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa

Ghar Dars
Meethi meethi Islami behno! Ameer-e-ahl-e-sunnat       ,  * +  ( ) $ ' ka ishq o msti may doob kar apnay Aqa    
  

    ٖ       
  ki aamad ka Jashn manana is baat ka waazih suboot hay kay bila shubah aap       ( $
 , *+   )  ' aik sachhay
Aashiq e Rasool hayn. To agar aap chahti hayn kay hamayn bhi ishq-e-habeeb ki la zawaal dawlat aur Jashn-e-
wiladat mananay ka saleeqah aa jaye to is ka bahtaren zaria’ah hay kay aap Dawateislami kay Madani mahool say
wabastah rahye aur khush dili kay sath Zayli halqay kay 8 madani kaamo may barh charh ker hissah lejiye. Zayli
halqay kay 8 madani kaamo may say aik Madani kaam “Ghar Dars” bhi hay, aap tamnam Islami behno say
guzarish hay kay ghar may Madani mahool bananay kay liye rozanah kam az kam aik baar dars Faizan-e-Sunnat
daynay ya sunnay ki Tarkeeb zaroor farmaye (jis may na Mahram na hoon) Ameer-e-Ahl-e-Sunnat       ,  * + ( ) $ '
kay Takhreej shudah rasaail say bhi hasb-e-mauqa’ dars diya jaskta hay. (Doraniyah 7 minutes hay)           2#   % &  3  
ghar dars may bhi Ilm e DDeen kay moti lutaye jatay hayn aur ilm e Deen seekhnay ki to kiya hi baat hay kay
 ٖ  
hazrat Sayyiduna Abu Hurayrah  0       1  / say riwayat hay Sarkar           
   
   nay farmaya kay “ jo koi Allah
     kay faraaiz say muta’alliq 1ya 2 ya 3 ya 4 ya 5 kalimaat seekhay aur usay achhi tarah yaad karlay aur phir

logo ko sikhaye to woh Jannat may zaroor dakhil hoga” Hazrat Sayyiduna Abu Hurayrah  0       1 
 / farmatay
hayn kay Mayn Rasoolullah      ٖ              
   say yeh baat sunnay kay ba’d koi hadees nahin bhoola” (Targheeb o
Tarheeb, jild. 1, pp. 54, raqam. 20). Lihaza aap bhi ghar may dars daynay ki niyyat farma lejiye Aaiye targheeb kay liye
aik Madani bahaar mulahazah kejiye. Chunanchay
9

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

Gunah chhot gaye


Attar walah (Boriwalah zila’ wihari, Punjab) ki aik Islami behan jahalat ki tareekiyon may doobi hui thi, Shar’i
pardah ka bhi koi zahan na tha khush qismati say kisi nay Ameer-e-Ahl-e-Sunnat        ,  * + (  ) $ ' ki mashoor
zamana taleef “Faizan-e-Sunnat tohfatan paysh ki, is ki cheedah cheedah maqaamaat ka mutala’h karnay say
unhayn andazah ho gaya kay yeh intihaye dilchasp aur ma’lomaati Kitab hay chunanchay us kay ba’d in ka
rozanah ka ma’mool ban gaya kay Faizn-e-Sunnat kay kuch na kuch safhaat ka na sirf mutala’h kertayn balky
apnay dada jan ko bhi sunatayn jisay woh bari yaksoi say suntay         2#  % &  3   kuch arsah ba’d Ramazan-ul-Mubarak
kay aakhiri 10 din ka I’tikaf Masjid-e-Bayt may kernay ki sa’aadat haasil hui aur unho nay doran-e-I’tikaf Awwal
ta aakhir Faizan-e-Sunnat perhnay ki niyyat ker li. Jab nawafil o tilawat say faraghat paati to Faizan-e-Sunnat kay
mutala’ay may masroof ho jati aur sath sath apna muhasabah bhi kerti jati, Ameer-e-Ahl-e-Sunnat       ,  * + ( ) $ '
say bay’at ki sa’aadat to pahlay hi haasil ho chuki thi ab un ki pur taseer tahreer perhnay say naykiyan kernay aur
gunahaun say bachnay ka zahn bhi bana, isi jazbay kay tahat unho nay pabandi say ghar dars shuru’ ker diya jis ki
barakat say aahistah aahistah ghar may Madani Mahool qaim honay laga. T.V ki nahusat say jan chhoti, namazo
ki pabandi aur Shar’ parday ka zahan bana aur yun         2#  % &  3   un kay ghar kay tamam afraad Dawat e Islami say
wabastah ho kar Sunnaton kay sanchay may dhal gaye. Allah      ka aysa karam huwa kay un ki shadi bhi Dawat
e Islami kay aik Muballigh say nihayat saadgi say hui, waleemah ki raat ijtima’ zikr o naat ka in’iqad bhi huwa.

Allah      ki Ameer-e-Ahl-e-Sunnat par rahmat ho aur un kay sadaqay hamari maghfirat ho

    ٖ        


   


 = ;0 : 9( 87$  
   87$  <  

   #       


%&   $     ! "      

Eidon ki Eid
Meethi meethi Islami behno Sarkar     ٖ            
   ka din aashiqan-e-mustafa kay liye Eid say kam nahin balky
ye to eidon ki bhi eid hay kyun kay is din Jan-e-jahan      ٖ                is dunya may rahmat ban kar jalwah gar
huway. Sharih-e-Bukhari Hazrat Imam Qastalani            - .
 / farmatay hayn: Allah      us shakhs par rahmat
naazil farmaye jis nay maah-e-wiladat ki rato ko eid bana liya. (Mawahib ul Ladunya, jild. 1, pp. 148)

Eid-e-Meelad-ul-Nabi to eid ki bhi eid hay


Bil yaqeen hay eid-e-eidan eid Melaad-ul-Nabi

Agar Huzoor     ٖ            


   ki is na paydar dunya may jalwah gari na hoti to yaqeenan koi eid, eid hoti aur na hi
koi shab, shab-e-qadr ya shab-e-bara`at hoti. Ye Eidayn aur mubarak ratayan hamayn aap     ٖ            
   hi ka
sadaqay mili hayn. Lihaza hamayn chahiye kay hum aashiqon ki is eid par aik Azeem na’mat milnay ki khushi
may Jashn-e-wiladat ki is qadar dhoomayn machaayen kay shaytan la’een dum daba ker bhaag jaye.         2#   % &  3  
na’mat milnay par khushi ka izhar kerna aur is din eid manana to aysa mubarak amal hay kay jis ka suboot
hamayn Quran-e-Kareem say bhi milta hay chunanchay
Parah 7 Surah Mai`dah ki aayat number 114 may Irshad hota hay:
10

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

J ٰ ٰ   J 2  2    J 2 2 ٰ
3S2 e  Q `$ \B  $S !R   $S GUVW X $ # -(  YT( $S 2 O Z[ \ TS % 0  ] ^_ 0 `a2 b - 2% cd 2  Z$>
Tarjama kanz ul iman: E’sa bin Maryam nay ‘arz ki aye Allah Aye Rab hamaray hum par aasman say aik khuwan utar
kay woh hamaray liye eid ho hamaray aglay picchlo ki aur tayri taraf say nishani. (Parah. 7, Sorah. Maaidah, Aayat. 114)

Bayan kardah aayat e Muqaddasah kay tahat Tafseer Sirat-ul-Jinan may hay is aayat say ma’loom huwa kay jis roz
Allah ta’aala ki khas rahmat naazil ho us din ko eid banana, khushiyan manana ibadatayn kerna aur Khuda ka
shukr baja lana Saliheen ka Tareeqah hay aur bay shak Sarkar     ٖ            
   ki tashreef aawari yaqeenan Allah
     ki Azeem tareen na’mat aur buzurg tareen rahmat hay is liye Huzoor     ٖ        
    
   ki wiladat kay din eid
manana aur Meelad Shareef parh ker khuda ka shukar baja lana aur farhat o suroor ka izhar kerna qabil-e-ta’reef
aur Allah kay maqbool bando ka tareqah hay, chunanchay
 ٖ  
Hazrat Sayyiduna Abdullah bin Abbas &, 0       
 1  / farmatay hayn: jab Sarkar                  
   Madinah
Munawwarah tashreef laye to daykha kay Ghayr muslim A’ashura kay din rozah rakhtay hayn. Irshad
farmaya: ye kiya hay? Unho nay ‘arz ki: yeh achha din hay. Us roz Allah      nay Bani Israeel ko un kay
dushman say najaat di thi to Hazrat Musa 456       nay us ka rozah rakha. Aap      ٖ         
     
   nay Irshad
farmaya: tumhari nisbat mayra Hazrat Musa 456      say Ziyada ta’alluq hay chunanchay Aap     ٖ        
     
  
nay Aashura ka rozah rakha aur is din rozah rakhnay ka hokum farmaya. (Bukhari, jild. 1, pp. 656, Hadees 2004)

Isi tarah Mukhtalif riwayaat may Jumu’ah tul Mubarak aur Yawm-e-Arafah ko bhi eid kaha gaya hay jaysa
kay

2 Eidayn
Tirmizi Shareef may hay kay Hazrat Sayyiduna Abdullah bin Abbas &, 0      
 1  / nay ye Aayt-e-Mubarakah tilawat
farmaye:

ۡ     ۡ    ۡ ۡ ۡ
$SJ ۡ`g !"ۡ ! R 0 h i jۡ m   cۡ l ۡ  \ 0ۡ fۡ O j ۡ W  0ۡ fS ۡ`g 0ۡ h i j k ۡ  

Tarjama Kanz ul Iman: Aaj Mayn nay tumharay liye tumhara Deen kaamil kar diya aur tum par apni na’mat pori ker di
aur tumharay liye islam ko Deen pasand kiya (Maaidah, Aayat. 3)

Ye aayat sun ker Aap  0       


1.  1  / kay paas maujood aik ghayr muslim kahnay laga: agar ye aayat hum par
naazil hoti to hum us kay naazil hony kay din eid ko manatay. Aap  0      
 1  / nay Irshad farmaya: jis roz yeh
aayat Mubarakah naazil huyi us din 2 eidayn thi: (1) Jumu’ah (2) Arafah. (Tirmizi, Hadees 3055)

Is say ma’loom huwa kay kisi Deeni kamyabi kay din ko khushi ka din manana jayz aur Sahabah kiram >  ? +   
 ,  
say saabit hay warnah Aap  0      
 1  / saaf farma daytay kay jis din koi khush ka waaqi’ah ho us ki yaad gar qaim
kerna aur us roz ko eid manana hum bid’at jantay hayn, is say saabit huwa kay Eid Meelad manana jayz hgay
kyun kay woh Allah      ki sab say Azeem na’mat ki yaad gaar o shukr guzari hay. (Sirat ul Jinan, jild. 2, pp. 382)

Manana Jashn-e-meelad un Nabi har giz na chhoray gay


Juloos-e-pak may jana kabhi har giz na chhoray gay
Khuda kay dosto say dosti har giz na chhoray gay
11

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

Nabi kay dushmanon ki dushmani har giz na chhoray gay


Sarkar ki Aamad……… Marhaba……………….Sardar ki aamad……………….. Marhaba……….Aamina kay phool ki
aamad………..Marhaba…………..Rasool-e-Maqbool ki aamad…………….Marhaba…………..Piyaray ki
aamad…………..Marhaba……………. Achhay ki aamad…………. Marhaba………… sachhay ki aamad…………
Marhaba……………… sohnay ki aamad…………. Marhaba………. Mohnay ki aamad……….Marhaba…………………. Mukhtar ki
aamad………….. Marhaba
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa
Marhaba Ya Mustafa ……………………………………. Marhaba Ya Mustafa

   #       


%&   $     ! "      

Majlis Madrasa Tul Madnah online


Meethi meethi Islami behno!         2#   % &  3   Aashiqan-e-Rasool ki Madani tahreek Dawat-e-Islami ka Allah      ki
sab say bari na’mat ya’ni wiladat-e-mustafa ki shukar guzari kernay ka apna aik munfarid andaz hay, dunya kay
bay shumar mumalik may Dawat-e-Islami kay zayr-e-ihtimam Eid Melaad-un-Nabi ki shab ko ‘Azeem-us-shan
ijtima’-e- Meelad mun’aqid hota hay. Ijtima-e-meelad ki barakaton kay kiya kahnay! Is may shirkat kernay walay
na janay kitnay hi khush naseebon ki zindagiyon may Madani inqilab barpa ho jata hay lihaza Jashn-e-Wiladat
kay is fayzan say fayzyab honay kay liye aap bhi Dawat-e-Islami kay Madani mahool say wabastah rahiye aur
khoob khoob Meelad-e-Mustafa ki dhoomayn machaye.         2#  % &  3   Dawat-e-Islami kam o baysh 104 shu’bah jaat
may nayki ki da’wat aam kernay may masroof hay, jin may say aik shu’bah Madrasah tul Madinah online bhi hay.
Shawwal ul Mukarram 1432 hijri September 2017 may Majlis Madrasa tul Madina Online ka Qiyam amal may
laya gaya. Is shu’bay kay tahat internet kay zaree’ay mukhtalif mumalik kay Musalmanon ko na sirf durust
makharij kay sath Quran pak ki muft ta’leem di jati hay balky bunyadi Islami ta’leemat wuzoo, ghusul
Tayammum, azaan , namaaz rozah zakat aur hajj waghayrah kay masaail bhi sikhaye jatay hayn. Dawat-e-Islami
ki website (www.dawateislami.net) par is shu’bay ki tafseeli ma’loomaat aur dakhilah forum bhi maujood hay,
lihaza Madrasa tul Madinah online lil Banaat may dakhilay ki khuwahish mand Islami bahnay Dawat-e-Islami ki
website ka zaroor visit karay.

Allah karam aysa karay tujh pay jahan may


Aye Dawat-e-Islami tayri dhoom machi ho

   #       


%&   $     ! "      

Auraton ka Juloos-e-Meelad may aana kaysa


Meethi meethi Islami behno! Eid Meelad-ul-Nabi ki khushiyan manana yaqeenan aik bahut bara kaar-e-sawab
aur riza-e-ilahi ka sabab hay          2#   % &  3   lakhaun lakh A’ashiqn-e-Rasool 12 Rabi-ul-Awwal kay din Juloos-e-
Meelad may shirkat farmatay hayn. Laykin yaad rahay kay khawateen ko aysay julooson may janay ki bilkul bhi
ijazat nahin. Ameer-e-Ahl-e-Sunnat       ,  * + ( ) $ ' nay barha Madani Muzakaro may iski muman’at farmaye hay
magar afsoos! Is kay ba Wujood bhi ba’z nadan apnay sath apnay ghar ki aurato ko bhi Juloos-e-Meelad may lay

12

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

aatay hay jo yaqeenan aik bahut bara almiyyah hay. Yaad Rakhiye Auraton ka Juloos may jana musalsal khatray
ki ghanti bajata, mard o aurato ka zabardst ikhtilaat hota bad nigahi ka darwazah kholta, Aashiqan-e-Rasool ko
Aazmaish may mubtala karta, Musalmano ki bad naami ka sabab banta, shaytan aur saazishi anaasir ko shar
phaylanay ka mauqa’ dyta hay algharaz aurat ka Juloos-e-Meelad may aana kaye fitno ko jaganay kay mutaradif
hay, Hadees pak may hay: Fitnah soya huwa hota hay us par Allah      ki la’nat jo usay beedar karay,
(Jami’ Sagheer, pp. 370, Hadees 5975). kisi deeni faaiday kay baghayr logon ko bay chayni, museebat may aur Aazmaish
may mubtala karna nizam-e-zindagi ko bigar dayna “Fitnah” kahlata hay. (Hadeeqa Tun Nadiyyah, jild. 2, pp. 146)

Shari’ usoolo ki pabandi kernay chadar aur char diwari kay taqaddus ko bar qarar rakhnayn, Hukm-e-Khuda
wandi ki baja aawari kernay aur hajat-e-shari’ kay ilawah ghar may rahnay ko hi tarjeeh daynay kay mua’amlay
may Ummahat-ul-Mu’mineen, Sahabiyaat 8 @ 
  A B 0  
  2  
 1  / aur waliyyaat A,   2  C/ ka kirdar hamari Islami bahno
kay liye yaqeenan aik bahtareen Amli namunah hay lihaza Islami behno ko chahiye kay woh in Allah walion kay
kirdar ko apnay liye mash’al raah bana kar apnay liye raah-e-jannat ko aasan kernay ka samaan karayn. Is ziman
may aik fikar angayz hikayat sunye chunanchay

Mayn farz Hajj kar chuki hoon


Umm-ul-Mu’mineen Hazrat Sayyidatuna Sawdah , 0       
 1 / say nafli Hajj o Umrah kay liye arz ki gaye to
farmaya: Mayn farz hajj kar chuki hoon, mere Rab      nay mujhay ghar may rahnay ka hukm diya hay. Khuda
     ki qasam! Ab Mere bajaye Mayra Janazah hi ghar say niklay ga. Raawi farmatay hayn, Khuda      ki qasam

is kay ba’d zindagi kay aakhiri saans tak aap , 0     1 
 / ghar sa baahir nahin niklayn.
(Tafseer e Durr e Mansor, jild. 6, pp. 599)

Day day pardah bahoo baytiyon ko


Maaon bahno sabhi aurato ko
Hum sabhi ko haqeeqi haya ki
Mere Maula tu khayrat day day

Bayan ka Khulasah
Meethi meethi Islami behno! Aaj kay is haftah waar Sunnataun bharay ijtima’ may hum ny suna kay

≈ Wiladat-e-Mustafa ka Jashn tamam makhlooq nay manaya

≈ Wiladat-e-Mustafa ka Jashn manana hamayshah say Musalmanon may raaij raha hay

≈ Wiladat-e-Mustafa say kaaynat ki har cheez noor baar ho gaye

≈ Wiladat-e-Mustafa ka Jashn poori dunya may dhoom dhaam say manaya jata hay

≈ Wiladat-e-Mustafa ka din Musalmano kay liye Eid ka din hay

≈ Wiladat-e-Mustafa ka Jashn manana Allah      kay maqbool bando ka Tareeqah hay

≈ Wiladat-e-Mustafa ka Jashn manana Allah      ki a’zeem na’mat ki shukar guzari hay

13

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

Allah      Wiladat-e-Mustafa kay sadaqay hamayn martay dum tak shari’at kay mutabiq dhoom dhaam say
Jashn-e-Wiladat ki dhoomayn machanay ki tawfeeq naseeb farmaye.

    ٖ        


   


 = ;0 : 9( 87$  
   87$  <  

   #       


%&   $     ! "      

Meethi meethi Islami behno bayan ko ikhtitam ki taraf laatay huway sunnat ki fazeelat, chand Sunnatayn aur
aadab bayan kernay ki sa’adat haasil kerti hoon. Tajdar e Risaalat     ٖ            
   ka farman e Jannat nishan hay:
jis nay Meri sunnat say mahabbat ki us nay mujh say mahabbat ki aur jis nay mujh say mahabbat ki woh Jannat
may mere sath hoga

Sunnatayn hum aam karayn deen ka hum kaam karayn


Nayk ho jayen Musalman madeenay walay

Miswak ki sunnatyan aur aadaab


Aaiye! Sheikh e Tareeqat, Ameer e Ahl Sunnat, Bani Dawat Islami Hazrat ‘Allamah Maulana Abu Bilal
Muhammad Ilyas Attar Qadiri Razavi ziyaie       , * + ( ) $ ' kay risalay “163 Madani Phool” say Miswak Shareef ki
sunnatay aur aadaab suntay hayn: pehlay 2 farameen Mustafa     ٖ            
   mulahaza hoon.

 Do rak’at Miswaak ker ke parhna, bagair Miswaak ki 70 rak’ataun se afzal hai. (targheeb-wa -tarheeb Vol. 1, P. 102
Hadees 18)

 Miswaak ka istemaal apne liye lazim kerlo kyun kay is mein munh ki safai aur Rab-Tal’ah ki Riza ka sabab
hae. (Musnid Imam Ahmed Bin Hanbal Vol. 2, P. 438, Hadees 5869)
 Dawat-e-Islami ki isha’ati idaray Maktaba tul Madinah ki matboa’a Bahar-e-Shari’at Jild Awwal Safah 228 par
Saddar-us-Sahri’ah, Badar-ut-Tareeqa Hazarat ‘Alama Maulana Mufti Mohammad Amjad Ali Azmi D Eۡ   #  - & C /    
likhtay hain, Mashaaikh-e-Kiraam farmatey hain: Jo shaks Miswaak ka aadi ho marte waqt usey kaima perhna
nasseb hoga aur jo afyon khata ho martey waqt usey kalima naseeb na hoga.

Hazrat-e-Sayyiduna Ibn-e-Abbas & , 0        1 


  / Say riwayat hai ke Miswaak main 10 khobiyaan hain: Munh
Saaf kerti, mashoray ko mazboot banati hai, benayi barhati, balgum door kerti hai, munh ki badbu khatam
kerti, Sunnat ke muwafiq hai, firishtey khush hotey hain, Rab      razi hota hai, Naiki barhati aur maida
durust kerti hai.

  /   ۡ   faramtey hain: Char chezein ‘aqal bharhati hain: Fuzul bataun se
Sayyiduna Imam Shafi’yi D E    - .
perhaiz, Miswaak ka istema’al, sulahaa ya’ni naik logon ki sohbat aur apney ‘ilm par ‘amal kerna. (Ihya-ul-
Uloom Vol. 3, P.27)

 Miswaak pelo ya zaytoon ya neem waghirah kerwi lakri ki ho.


 Miswaak ki mutai chungliyaan ya’ni chute ungli k barabar ho.
 Miswaak aik balisht se ziyada lambi na ho werna us per shaytaan bethta hai.
14

www.dawateislami.net
Kyun 12vi pay hay sabhi ko piyar aa gaya

 Is ke reshey naram hoon ke sakht reshey dantaun aur mashuraun ke darmiyaan (GAP) ka bais bantey hain.
 Miswaak taza ho tu khoob (ya’ni behtar) werna kuch dair pani ke glass mein bhigo ker naram ker lijye.
 Miswaak Wuzu ki Sunnat-e-qabliya hai albatta Sunnat-e-Maukadda usi waqt hai jab ke munh mei badbu ho.
(Makuz az Fatawah Razavia Vol. 1, P. 623)

 Miswaak jab naqabil-e-iste’maal hojaye tu phenk mat dijye ke yeh aala’e adaye sunnat hai, kisi jagah ehtiyaat
se rakh dijye ya dafan kerdijye ya pathar waghirah wazn baandh ker samandar mei dabu dijiye.

Tarah tarah ki Hazaraun Sunnatein sekhney ke lye Maktab-ul-Madina ki Matboa’a 2 kutub (1) 312 safhaat par
mushtamil kitaab ‘Bahar-e-Sharee’at’ Hissa 16 aur (2) 120 safhaat ki kitaab ‘Sunnatein Aur Adaab’ hadyatan hasil
kejye aur parhye. Sunnaton ki tarbiyat ka aik behtareen zariya Dawat-e-Islami Ke Madani Qafilaun mein
‘Ashiqaan-e-Rasool’ kay sath Sunnaton bhara safar bhi hai.

   #       


%&   $     ! "      

15

www.dawateislami.net

You might also like